Ye Bollinger Bands ayk nehr ky kinaro ki tra hoty hain . Jo price ky sath sath dono traf chlty hain. Agr Market Trendding na ho yehni range me ho to price opar se nechy tak bands ky andar swing krti rehti hai . is halat ko Squeeze kehty hain mtlab markeet sakar jati hai . dosto aysa tab mumkin hota hai jab loundon ya amreecan session ky opan howny sy pehly hota hai ya koi ahm news jari howny se pely hota hai. jab session open ho jata hai ya news jari ho jati hai to price oper ya nechy ki janib bhrna start kr deeti hai isko Break Out kehty hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим