Short cut ek nuqsan""""

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Short cut ek nuqsan""""
    Assalamualykum dear friends and members main apki btata chalo keh koi bhi job hum karty hen to alsar note kia gaya he hum waha sy short cut dhonty hen or jaldi agy barhny ki sochty be. Par is ka sirf nuqsan he q keh jab hum short cut lagaty hen to is me sirf tuqqa hota he sahi laga to thk warna sab kuch hao aganwa bethty he. So is sy guraiz kary
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Short cut ek nuqsan&quot;&quot;&quot;&quot;

    walskium salam ap sahi kah rhy ha bhai forex par short cut ka hamesha nuqsan hi hota ha aur ap ko short cuts ko avoid be karna chyaia aur koshish karni chayia ka forrex par hamesha har kam step by step karya chayia wo learning ho ya earning ho aur forex par ap ko sab kuch ik dam hasal nai ho jata ha ap ko is par boht hi zada time dana parta ha ur ya boht hi zada time be laghti ha
    • #3 Collapse

      Re: Short cut ek nuqsan&quot;&quot;&quot;&quot;

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Asifkaimkhani پيغام ديکھيے
      Assalamualykum dear friends and members main apki btata chalo keh koi bhi job hum karty hen to alsar note kia gaya he hum waha sy short cut dhonty hen or jaldi agy barhny ki sochty be. Par is ka sirf nuqsan he q keh jab hum short cut lagaty hen to is me sirf tuqqa hota he sahi laga to thk warna sab kuch hao aganwa bethty he. So is sy guraiz kary
      Forex trading play Businessman profit goes other Hota Hai lekin Forex trading business hai jis mein trading karte hue Agar shortcut Denge tu hamesha trading par Ke nuksan Hoga
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Short cut ek nuqsan&quot;&quot;&quot;&quot;

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Asifkaimkhani پيغام ديکھيے
        Assalamualykum dear friends and members main apki btata chalo keh koi bhi job hum karty hen to alsar note kia gaya he hum waha sy short cut dhonty hen or jaldi agy barhny ki sochty be. Par is ka sirf nuqsan he q keh jab hum short cut lagaty hen to is me sirf tuqqa hota he sahi laga to thk warna sab kuch hao aganwa bethty he. So is sy guraiz kary
        Guys forex trading mai koi bhi short cutt nai hy is liye aap aisa zehan mai e na bithaeen k hum short cutt sy yeh kaam kar lain aisa karny sy ya to apka account bann ho jay ga ya phir apko loss hoja 2no sortoon mai nuqsaan apka e hy
        • #5 Collapse

          Re: Short cut ek nuqsan&quot;&quot;&quot;&quot;

          G dear ap ne bilkul theek kaha Hai aisa he Hai short cuts kabi bi kisi ko faida ni dyty in se aksar logon ko loss he face krna Para Hai aur aksar logon ka account wash ho jata Hai is liye trading krny k Doran koshish kren k khud ko in short cuts se door he rakhen ta k kamyabi hasil ki ja sake aur account ko bi safe rakha ja sake kyun KY account safe ho GA to hum market men ziada time reh saken ge aur us ki movement ko samajh kr kamyabi hasil kr saken ge.
          • #6 Collapse

            Re: Short cut ek nuqsan&quot;&quot;&quot;&quot;

            Walaikum a Salam brother, aapki baat se agree kerta ho Forex Trading me koi shortcut nahi jaldi ameer banene ka jab tak is business me hardworking nahi karenge to aap kabhi bhi earning or learning dono nahi ker sakenge Forex Trading ko time dena hota he or us me knowledge or skills ko bhi improve kerna hota he.
            • #7 Collapse

              Re: Short cut ek nuqsan&quot;&quot;&quot;&quot;

              G mere bhai shortcuts ki bahut nuksan at Hai Hamein in Se Khud Ko Bachana chaheye aur apne account ko safe Rakh kar trading karne chahiye Agar Hum Aisa karte hain to hum bahut kam time mein Kamyab trader Ban sakte hain aur acchi trading ko possible bana sakte hain lekin uske liye Hame Khud ko lalach aur short cuts Jaise bure tarikon Se Dur Rakhna Ho Ga tabhi yeah sb ho sake GA.
              • #8 Collapse

                Re: Short cut ek nuqsan&quot;&quot;&quot;&quot;

                Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading Main koi bhi kaam short cut nahi hota Aisa karne se a bahut zyada nuksan ho jata hai isliye Hamein Forex trading karte waqt Har Kaam ko step-by-step karna chahi hi kamyabi milti hai agar Hum Forex trading co join Karke hai ordirect trading Laga Denge Is Tarah main short cut Karke loss hoga isliye koi bhi Kaam Ho ya Forex trading Ka Ho step-by-step karna chahi Phir kamyabi milti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Short cut ek nuqsan&quot;&quot;&quot;&quot;

                  Short cut ka sub say bara nuqsan yh k k hum jub be short sub isatamal karty hain to hamara capital loss may chata jata ha aur us ko revoce karnay k layh hum dubara short cut he use karty hain es leyh short cut say door rah kar he hum ko trading karni caheyh.
                  • #10 Collapse

                    Re: Short cut ek nuqsan&quot;&quot;&quot;&quot;

                    brother shortcut ziyada tar wo log use karty hain jo mehnat nahe karna chahty or ham jahan bhi job karty hon hamary zehn mah har waqt ek he baat hoti hai ham agy barhyn or kam waqt main traqi key manazil ko choo sakin lekin aisaa sirf or sirf mehnat he mumkin hai shortcut se aisa kuch nahe ho ga just hamen nuqsaan ho gaa is liye koshish karin mehnata karin or kamiyaabi ko apny qadmon key naechy masal dein
                    • #11 Collapse

                      Re: Short cut ek nuqsan&quot;&quot;&quot;&quot;

                      he hum waha sy short cut dhonty hen or jaldi agy barhny ki sochty be. Par is ka sirf nuqsan he q keh jab hum short cut lagaty hen to is me sirf tuqqa hota.
                      • #12 Collapse

                        Re: Short cut ek nuqsan&quot;&quot;&quot;&quot;

                        forex aik online business hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain hamy short cuts ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy or ache earning haisal kar sakty hain forex aik international business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary muamlik sahmil hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Short cut ek nuqsan&quot;&quot;&quot;&quot;

                          short cut say koi b kaaam nhe hota hain short cut lena ek risk hain jo k kabi b apko itna pareshan kar skti hain k aapko loss ho skta hain short cut main koi b kamyab nhe hova hain short cut use karne say phly haar baaat ka khaas khayal rakhna lazmi hota hain agar koi b trade asa hain jo bit lot laga kar short cut say kaam leta hain vo kabi b us makam tak nhe jah skta hain jo vo hasil karna chahta hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Short cut ek nuqsan&quot;&quot;&quot;&quot;

                            I think short cut aik zyadah lalach ka naam hai aur woh just type cheez bn jati hai aur woh knowledge experience se you KR ho jata hai Kam jese Bina soche kuch KR rahe hon keh ho gya kamyab to wow wrna kuch bhi Baki na Raha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Short cut ek nuqsan&quot;&quot;&quot;&quot;

                              g sahi kaha ap ne short cut aik bohat bara nuksaan hai hume short cut bilkul nhi lena chaye forex mai tou bilkul bhi nhi koi bhi kaam ho hume us mai shorcut nhi lena chaye har kaam ko sabar se kerna chaye or jaldi nhi kerni chaye koi bhi kaam jaldi mai karen tou us mai hamesha nuksaan hi hota hai is liye hume soch smjh ke sabar se kaam kerna chaye jaldi kerne ka koi faida nhi hamara apna hi nuksaan hota hai or sari mehnat zaya ho jati hai is liye sabr se kaam len

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X