Trading In gold

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading In gold
    bhai njan mein apse ye pochna chaho gaa k mein is mein new hon mujh gold par trading karna chaiye ya nahi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading In gold

    G han forex trading men gold iss waqt achi movement men hey aur abi gold pe sell laga saktay hen gold ki movement dollar k hisab se hoti hey iss liay dollar bhi short movement men hey aur gold ki movement bhi short hey iss liay gold pe trading karnay walay acha profit hasil kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Trading In gold

      Dear trading business main Jo bhi new trader Hain unhe chaiay k wo gold par trading bilkul bhi nai Kare kiu k gold trading k liay humain kafi experience ki zarort hoti hay aur Aur gold trading har kisi k bas ki bat nai hay is liay new traders ko chaiay k wo trading k liay currancy pairs select Kare gold aur oil main trade karne k.liay ap ko big experience aur big capital ki zarort hoti hay
      • #4 Collapse

        Re: Trading In gold

        Piary dost Glod per trading kerni chaey keon keh yeh baki pairs ki nisbat achi movement kerta hey. Abhi gold long term trend main down yani Sell main chal rha hey. Gold per is waqt sell ki entry laga sekty hain. Usdx key mukhalif main yeh akser move kerta hy. Dear abhi ao new hain to gold per 0.01 se beri lot na lagana.
        • #5 Collapse

          Re: Trading In gold

          Dear trading business main Jo bhi new trader Hain unhe chaiay k wo gold par trading bilkul bhi nai Kare kiu k gold trading k liay humain kafi experience ki zarort hoti hay aur Aur gold trading har kisi k bas ki bat nai hay is liay new traders ko chaiay k wo trading k liay currancy pairs select Kare gold aur oil main trade karne k.liay ap ko big experience aur big capital ki zarort hoti hay
          • #6 Collapse

            Re: Trading In gold

            DEAR ap ki bat sahi hai as main ham ko chahiy hai kee ham as main gold main hi ham as main trading kare q k ye aik bohat hi acha pair hai as liy ham ko chahiy hai kee ham as main hi ache se trading kare tu hi ham as main kamyab ho ska egee aor ache se ham ko kam karna chahiy hai as main
            • #7 Collapse

              Re: Trading In gold

              Boss ham forex mien jab kaam kerte hien tu ham ko as mien her bar soch ker kama kerna hota h aur ham ko as mien jab gold per trade kerna hota h tu ham ko as mien ye pata hona chahye k ye bhoot hi risky h agar ham as mien choti see galti kerte hien tu hamara account wash b ho sakt a h as lyee ahtayt kerna hota h.
              • #8 Collapse

                Re: Trading In gold

                Dear bilkul theek keha aap ne Gold ka jo pair he wo dosre pairs ki nisbat ziada taiz movement kerta he is me trading kerni chahiye lekin soch samajh k sath karni chahiye jis se hamara loss na ho koshish kare k Gold k pair per minimum Lot Size lagaein agar Big Lot size lagaenge to aapka account bhi wash ho sakta he is liye Lot size ko minimum per rakhen.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading In gold

                  Dear aap ko chaiye kay agar aap gold pay trading kernay ka soch rahey hai tou achi posts karey or ziada tadaad mai bhi posts ho takay aap ka bonus acha aey jo gold ki trading kay liye bohat zaroori hai.Or agar aap abhi trading mai new hain tou phir aap abhi say demo pay account bana kay trading ki training shuru ker lain takay aap ko real trading shuru kernay sey pehlay achi tarah her baat ki samajh ajaey
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading In gold

                    gold ki trading main bht hi risk hota ha ,gold ki movement ko bht hi expert traders smjh skty hain ,k kb ye gold kesi move le ga ,ak new trader ko bht loss ho skt aha is ain bht hi conferm trade krni chaye taky loss se bach jaye ,gold profit bhi acha deta ha or agr ye against chala jaye to loss bhi bhat ho jata ha ,
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading In gold

                      g dear bouns account pay gold py trading karna he best hain par gold k liye kam say kaam 500 600$ ka account hoo tu bhot he best haiin qk gold main risk ziyda hota hain or haar koi gold main thek tara trade kar b nhe skta hain gold main trade k liye thek tara Techanical Anlyses karna hota hain or stop loss lazmi use karna hota haiin gold main kam say kam lot use karni chahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading In gold

                        G hain bhai jan apne bilkul hui sahi kaha hain humko gold par hi trading karna chahye aur humko is mein ihtiyt se kam karna chahye aur forex mein trading gold par hi karna chhaye qk is mein kafi faida ho sakta hain aur humko is mein zada kam karna chahye
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading In gold

                          Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul thik hi kahan hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Agar Hame ek minute mein bahut jyada profit earning karna hai to Hame chahiye ki Ham gold par is trading Karen Kyunki gold ka moment bahut Tezz hota hai ya ek minute mein loss bhi De sakta hai aur ek minute mein bahut jyada profit bhi
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading In gold

                            Yes sir agar hum forex mien new hien tu hum as mien aa ker gold per trade ker sakty hien or hum as mein aa ker gold per trade ker k as mien earning hasil ker sakty hien as lye hum ko her bar as mien kam kerna hota hai or hum ko as mien her bar earning k lye fully try kerna hota hai or as mein bright future hasil kerna hota hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading In gold

                              Dekhen dear Agar ap ko gold par trading krni Hai to phir ap koshish kren k pehle demo par practice ziada se ziada kren aur gold par apna experience jitna ziada ho sake strong bnaen aur jab ap ko lagy k ap real trading krny k kabil ho gae hain aur ap profit hasil kr sakty hain to phir ap gold par real trading kren ta k ap khud ko loss se mehfooz rakh kr trading ko kamyab bna saken.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X