Trading ko ziyada time den lekin apni health ka khayal rakhen ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ko ziyada time den lekin apni health ka khayal rakhen ?
    Dear brothers forex trading men bahut se log aesay bhi hen jo din rat trading men lagay rahtay hen aur apni health ka bilkul khayal nhi kartay aur jab ziyada kam karnay se aur rest aur neend poori nah ki waja se health kharab ho jati hey tu phir preshan ho jatay hen iss liay apnay time ko adjust karen trading ko time den lekin apni neend aur rest poori karen ta k health pe koi effect nah ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ko ziyada time den lekin apni health ka khayal rakhen ?

    G han dear bohat say members trading main har waqat sath hotay hain es say sehat per asar hota hsi kyunk eyes per ziyda effect hota hai sara day eyes say dikhna hai aur aisa kerna sara day market ko watches ker sab say ziyda loss deta hai kyunk trading main trade open knay k bazd stop loss and take profit laga ker watch na krain usay choor dain day main 4 say 6 bar daikh lain bas aur baqi time post ko dain jo next monty main kam aye gi.
    • #3 Collapse

      Re: Trading ko ziyada time den lekin apni health ka khayal rakhen ?

      ap na bilkul theak kaha forex trading ko ziada time dena achhi bat ha lekin apni seht ka khial rakhna bhi zroori ha keun k hr waqt online kam krnay sa apki sehtkharab bhi ho skti ha khas kr k eyesight week ho skti ha isliay kam k sath rest bhi krni chayay
      • #4 Collapse

        Re: Trading ko ziyada time den lekin apni health ka khayal rakhen ?

        Ji aapne Sahi kaha hai trading ka Hamein yaad rakhna chahiye main ke tradingqna mein sahi karne chahiye par uske sath sath Hamein apni sehat ka bhi khayal rakhna chahiye Kyunki sehat bhi to bahut hi jaruri hai Kyunki Jaan Hai Tu Jahan Hai sahat bahut badi nemat Hai Iski Hamein Kadar Karni chahiye sehat Hogi Tu Hi Hum business kar Sakenge isliye apni sehat ka bhi Sath Sath khayal Rakhen
        • #5 Collapse

          Re: Trading ko ziyada time den lekin apni health ka khayal rakhen ?

          mein nyy bhhtt saraii aiseyy log dekhaii haiin joo haar waqtt cmpter k smnaii bhtaii rehtaii haiin aurr apnee health kaa khaiyal nhee rkhtai haiin aurr is alwaaa har waqt trading ke tension laitay rehtaii hain isd wajah see physicallyy aur mentally weakl ho jataii haiin isliye hmain chahiyaii k trading k sth apne health oa bhee khaiyaal rkhaiin bcoz health is wealth
          • #6 Collapse

            Re: Trading ko ziyada time den lekin apni health ka khayal rakhen ?

            Hi ji bilkul aap ne Sahi Kaha Hamein trading ke saath saath Milke is business ke saath saath apni sehat ka bhi khayal rakhna chahiye sehat Tu sabse pahle sehat Hogi Tu Hi Hum koi kaam kar Sakenge yeah business bahut mehnat mangta hai isliye is par kam karne ke sath sath aap apne Aaram ka bhi Khayal Rakhe ya bhi bahut zaruri hai
            • #7 Collapse

              Re: Trading ko ziyada time den lekin apni health ka khayal rakhen ?

              dear main ap ki bat se agree hun is main hume is business ko zada time dena parta ha lekin os k sath sath hume apni health ki be career krna hota ha daily chart analysis ko fallow krna hota ha demo account main daily analysis ko dekhna chaiye trading experince k liye
              • #8 Collapse

                Re: Trading ko ziyada time den lekin apni health ka khayal rakhen ?

                Dear member apki bat ksi had tak thk lekin aisa nahin hota kiun ke forex ek risky bussines is har banda is forex trading ko itna time nahi deta kiun ke forex me sucses milna bohat muskil hai lkn ager hm mehnat karen to hum life rime forex se kama sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ko ziyada time den lekin apni health ka khayal rakhen ?

                  Dear brother aapki baat se 100% agree kerta ho aap ne buht achi baat ki he. Trading ma hardworking karna chahiye but itna ziada bhi nahi k apni sehat per asar par jai. Jab aap rest nahi karenge to aap chalte chalte aik din lazmi apni health ka nuqsan karenge is se acha he k kaam bhi kare but apni sehat k mutabiq kaam karna chahiye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ko ziyada time den lekin apni health ka khayal rakhen ?

                    G Han bilkul theek kaha Hai ap ne aisa he Hai jab bi trading kren koshish kren k koi time table bnaen ta k ap ki health par is ka koi effect na ho aur ap apni trading ko asaani se continue rakh saken aksar log ye galti krty hain k khud par dehan ni dyty aur Har time postings men ya phir trading men lagy rhty hain jis se Un ki health par asar par jata Hai aur phir wo ziada se ziada time trading se door ho jaty hain aisa ni krna chaheye pehle health phir trading.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ko ziyada time den lekin apni health ka khayal rakhen ?

                      g han dear ap ne sahi kaha hai yahan bohat sare aise members hain jo apni health ki parwa kiye bgher bs earning krny men magan hain aisa ni hona chaheye kyun ky jab hum apni health ka khyal ni rakhen ge to hum bemar par jaen ge aur hmare liye kaam krna mushkil ho jae ga is liye koshish kren k pehle health ko dekhen phir working kren sehat ho ge to kamyabi hasil kr saken ge.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading ko ziyada time den lekin apni health ka khayal rakhen ?

                        hamy apne sahit ka be kayal rahkan cahye forex aik online business hain hum is mai live kam karty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai jitna kam kary gy hamy utna he acha bonus mily ga hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X