AgaR MunafA KaM B HotA H Tu HaM Ko QabooL KernA HotA H

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    AgaR MunafA KaM B HotA H Tu HaM Ko QabooL KernA HotA H
    Boss jab ham ko as mien kam munafa hota h tu ham ko as ko qabol kerna hota agar ham as mien as qabol kerte hien tu ham as mien acha tajir ban sakte hien as lyee her bar ham ko as mien kaam kerna hota h.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: AgaR MunafA KaM B HotA H Tu HaM Ko QabooL KernA HotA H

    Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading business Agar Hame Kamna kam profit Hota Hai hi to woh bhi Qabool karna Hota Hai Yahi acche trader Ki Nishani Hai Kyunki hum kuch nahi kar sakte yeah online business hai aur Humne apni mehanat Jari rakhne chahi Taake next bar Hamein zyada munafa ho
    • #3 Collapse

      Re: AgaR MunafA KaM B HotA H Tu HaM Ko QabooL KernA HotA H

      G Han friends forex trading men Ap ko agr kam munafa bi us ko qabool krna chaiye Kyun k jo members lalach men aa kr zaida munafa k chakar men bohot zaida loss kr jate hai Ap ko chayie jitna bi munafa ho us ko qabool kr Lena chayie
      • #4 Collapse

        Re: AgaR MunafA KaM B HotA H Tu HaM Ko QabooL KernA HotA H

        dear friend apki bat bilkul theak ha apko jb bhi kuch profit milay to usay withdraw zroor krwa lena chayay ho skta ha ap ziada ka lalach kren to profit ki bjay loss ho jay keun k market ki movement ka kuch pta naen chalta kb trend change ho jay
        • #5 Collapse

          Re: AgaR MunafA KaM B HotA H Tu HaM Ko QabooL KernA HotA H

          Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Agar Hame Fox Mein Jitna Bhi munafa Milta Hai Hum unko Kabool Kar Dete Hain Kyunki Jitna Ho Usi Mein Khush Rehna chahiye Adalat nahi karna chahi Agar Hum is Malala Karenge To Kabhi Kamyab Nahin Honge thanks for you
          • #6 Collapse

            Re: AgaR MunafA KaM B HotA H Tu HaM Ko QabooL KernA HotA H

            ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain to hamein chahiye kya mai Jitna Bhi profit Hota Hai Hamein Apna trade cross kar dena chahiye Kyunki Agar hum bahut jyada large Karenge aur bahut jyada profit Hasil karna Chahenge to Hamein wahi trade mein bahut Jada nuksan ho sakta hai isiliye Hum Thode profit to adjust karna chahie thanks
            • #7 Collapse

              Re: AgaR MunafA KaM B HotA H Tu HaM Ko QabooL KernA HotA H

              Ji haan dost Agar aapko ismein profit kam bhi hota hai to aap ko tension nahi leni Kyunki aap is main Jitna kaam karte hain aap ko utna he is ka fal Milta Hai Aap Jyada kaam Karenge to aap kuch jyada phal Milega To aap ko chahiye kya aap isme mehnat Karen Aur Dil Laga kar kaam Karen Jitna Bhi profit Ho Kabool Karle
              Click On Name And Visit My Journal
              Naseer953 Trading Journal
              • #8 Collapse

                Re: AgaR MunafA KaM B HotA H Tu HaM Ko QabooL KernA HotA H

                DEAR FRIEND ap ki bat sahi hai as main ham ko chahiy haikee ham as main jab trading kare tu ham ko thura bi munafa ho tu ham ko us ko kabool karna chahiy hai agar ham us ko kabol nahi kare ge tu ho sakta hi kee market hamre mukhalif main chali jiy tu hamra account as main wash bi ho skata hai as liy hm ko chahiy hai kee ham as main us munafe ko kabool kare
                • #9 Collapse

                  Re: AgaR MunafA KaM B HotA H Tu HaM Ko QabooL KernA HotA H

                  Munafa kem ho ya ziada ye ap ki trading pe depend krta ha thk ha achi bt ha k hmaen Jo mil raha ho us pe khush hona chaye laikn sath mein aik aur cheez ka bhi khayal rakhna hota ha wo ye ha k ap ko Jo profit mil raha ho wo ap k loss se kem na ho agr esi trha ap munafa kem aur nuqsan ziada krty rahy tu ap kbhi bhi forex se munafa kama ni sako ge.
                  • #10 Collapse

                    Re: AgaR MunafA KaM B HotA H Tu HaM Ko QabooL KernA HotA H

                    Dear sir you right i agree with you agar ham ko is mein kam munafa hua hai to ham ko is mein qabool kar lena chaiye apko is mein lalacha karni ke zarorat nahi hai apko is mein ihtyat se kjam karna chaiye
                    • #11 Collapse

                      Re: AgaR MunafA KaM B HotA H Tu HaM Ko QabooL KernA HotA H

                      G Han bilkul aisa he Hai humen chaheye k humen jitna hasil ho raha ho us ko ly Lyn aur us par apny Allah ka shukar Ada kren jis ne humen itna bi hasil krny ki him at di aur ziada ka laalach na kren balky ziada hasil krny k liye mehnat se kaam kren kyun KY laalach ka end bohat bura hota Hai jab k mehnat se hum bohat Kuch hasil krny men kamyab ho sakty hain is liye ziada profit k liye ziada se ziada mehnat krny ki koshish kren.
                      • #12 Collapse

                        Re: AgaR MunafA KaM B HotA H Tu HaM Ko QabooL KernA HotA H

                        G bilkul aapki baat se agree kerta ho agar hum log ziada lalach karte he to phir hum loss me jate he is liye jitna profit milta he us per agree kerna chahiye. Buht saare traders ziada lalach karte he or phir ziada lalach ki wajah se jo thora buht profit mil reha hota he wo bhi loss me chala jata he is liye muhtat andaz me thora bhi profit mil reha he to us per agree ker lena chahiye.
                        • #13 Collapse

                          Re: AgaR MunafA KaM B HotA H Tu HaM Ko QabooL KernA HotA H

                          Sir agar hum ko as mine aa ker kam profit hota hai tu hum ko as mien aa ker us ko bee accept kerna hota hai q k agar hum as mien aa kr kam kerty hien or jab hum as mien aa ker greed kerty hien tu as ka result nagative ata hai or hum as mien a aker kabhi bee earning hasil nahi ker paty hien.
                          • #14 Collapse

                            Re: AgaR MunafA KaM B HotA H Tu HaM Ko QabooL KernA HotA H

                            g bilkul hamein kam munafah ko qabool krna chay wese bhiqatra qatra darya banta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: AgaR MunafA KaM B HotA H Tu HaM Ko QabooL KernA HotA H

                              Asaal cheez Forex currency ky karobar ko samajna oor oos ma tajurbaa hasil karna hy. ess ky baad karobar ma naafa kaam ho ya ziyada ess per dehaan nehi dena chahyaa, kunky Forex currency ki tejaraat hamy ghar bety eik hei chaat ky enchy munafa kamany ka mokaa faraham kar raha hy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X