jab ap ko support aur rsistance ka nahi pata chaly ga ap k analysis thek nahi hon gay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jab ap ko support aur rsistance ka nahi pata chaly ga ap k analysis thek nahi hon gay
    forex market main analysis karny k leay ju chez sab sy ziada zrori hoti hai wo support aur rsistance level hoty hain jinn k bgair ap market main analysis nahi kar sakty iss leay ager ap nay analysis pay aboor hasil karna hai tu sa sy pehly ap ko support aur rsistance level ka pata hona chaheay k yeh kis tarah say nikaly jaty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jab ap ko support aur rsistance ka nahi pata chaly ga ap k analysis thek nahi hon

    g han ap sahi kah rhy ha forex par maeket ki movemnt ko analysis karna ka liya apko support aur resistance level ka pata hona lazami ha aur in dono ki help sa ap ko acha profit mil sakhta ha aur ap achi trading be kar sakhta aur us ka sath sath ap apni trading ko better kar sakhta ha
    • #3 Collapse

      Re: jab ap ko support aur rsistance ka nahi pata chaly ga ap k analysis thek nahi hon

      Dear jab bhi hum market kay analysis kertay hain tou humain market ki support aur resistance ka pata chalta hai aisay tou support aur resistance ka pata nahin chal sakta aur iss kay lye aap market kay analysis seekhnay per tawajuh dain agar aap analysis seekh letay hain tou aap forex mein kamyab ho jatay hain
      • #4 Collapse

        Re: jab ap ko support aur rsistance ka nahi pata chaly ga ap k analysis thek nahi hon

        resistance level aur support hamay forex par market ki movemnt ko analysis kara ma help karti ha aur us ka sth sath jab tak hamay in dono cheezo ka pata acha sa na chal chuka ho tab tak hamay trading ko avoid karna chaye aur agr ham in sab ko ignore karya ga to ya hamary sirf aur sirf lose karwa ga
        • #5 Collapse

          Re: jab ap ko support aur rsistance ka nahi pata chaly ga ap k analysis thek nahi hon

          Dear members forex trading main trade lagatay waqt support aor resistence ka pata hona chahiay agar aapk annylisis achay aor support resistence ko follow kr k trade lagatay hain aor profit laitay hain.support resistence ka trading main kirdar hy
          • #6 Collapse

            Re: jab ap ko support aur rsistance ka nahi pata chaly ga ap k analysis thek nahi hon

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
            forex market main analysis karny k leay ju chez sab sy ziada zrori hoti hai wo support aur rsistance level hoty hain jinn k bgair ap market main analysis nahi kar sakty iss leay ager ap nay analysis pay aboor hasil karna hai tu sa sy pehly ap ko support aur rsistance level ka pata hona chaheay k yeh kis tarah say nikaly jaty hain.
            Sport and resistance for mind miracle trading karna bahut accha Hota Hai Jab aapko spot and resistance ka bahut acchi reading kar Sakenge aur aapki tradingview profitable aur last chances for hangover
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: jab ap ko support aur rsistance ka nahi pata chaly ga ap k analysis thek nahi hon

              forex mai agar hum support or resistance ky bary mai janna chatey hain to hamy expert trader banna ho ga hamy zada tar analysis py depend karna chahey hum jab in ko use kar ky kam karty hai to hum kamyab ho jaty hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: jab ap ko support aur rsistance ka nahi pata chaly ga ap k analysis thek nahi hon

                Asalmu Alaqun dear member of fore ap ki bat bikul dorost h hmy forex m tab tak ni ban pay hay jab tak hm support or resitenc level ko ni judge kr sktay h ap forex m analysis ni kr sktay ho is ly hmy in cheezo ko learn krty ho
                • #9 Collapse

                  Re: jab ap ko support aur rsistance ka nahi pata chaly ga ap k analysis thek nahi hon

                  Dear friends umeed ha k ap sub theak ho gay amy ap ke bat say agree karta ho k jub ko quality ke support nad resistance ka pata ho ga to ap achi trading kar sako gay kau k support and resistnace h asi cheez ha k jider say hu orde lytay hain aur close karty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: jab ap ko support aur rsistance ka nahi pata chaly ga ap k analysis thek nahi hon

                    dear bilkul ap ko sub se pehlay market me support or resistance kay baray me knowledge gain karna chahiey ku kay is kay begair forex me trading karna loss karnay kay barabar ha ap ko chahiey kay ap support and resistance zone area mark kia karay takay ap ko support or resistance find karnay me koi confusion na ho
                    • #11 Collapse

                      Re: jab ap ko support aur rsistance ka nahi pata chaly ga ap k analysis thek nahi hon

                      forex aik international business hain hamy acha knolwedge or experience hasial kar ky support or resistance ko dahk ka mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik unique or kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: jab ap ko support aur rsistance ka nahi pata chaly ga ap k analysis thek nahi hon

                        forex aik bohat bara business hain agar hum chatey hain ky hamary analysis tk ho to hamy support or resistance ky bary mai knowleedge hasial karna chahey forex aik aam business ke nisbat bohat acha busienss hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X