Kya aik trader ko sirf fundamental analysis trader hona chahiye ya technical ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya aik trader ko sirf fundamental analysis trader hona chahiye ya technical ?
    Members mera ye khyal hay kay trading kay duran aap ko dekhna chahiye kay aap ko kis type ki trading suit karti hay agar bilkul bhi samajh na aye technical aur uss sey faida na horaha ho aap just fundamental samajh jao aur fundamental trading ko he prefer karo kisi aik cheez kay expert ban jao.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya aik trader ko sirf fundamental analysis trader hona chahiye ya technical ?

    meray khayal main ek acha trader wo hai jo sirf fundamentals he nahe balkay har angle ko daikh k he trade enter karay kion k har cheez ki apni importance hoti hai es liye kisi bhe cheez ko ignore karna aqal mandi nahe hai
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Re: Kya aik trader ko sirf fundamental analysis trader hona chahiye ya technical ?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sharmeen پيغام ديکھيے
      Members mera ye khyal hay kay trading kay duran aap ko dekhna chahiye kay aap ko kis type ki trading suit karti hay agar bilkul bhi samajh na aye technical aur uss sey faida na horaha ho aap just fundamental samajh jao aur fundamental trading ko he prefer karo kisi aik cheez kay expert ban jao.
      Koi bhi trade aap lagaty hain agar woh dono e funda mental aur tecnical aninalysis use karien gy yo main kehta hoon k aap aik achy trader bann jaeen gy warna kisi aik ko b focus kar lain aur ziada tar fundamental
      • #4 Collapse

        Re: Kya aik trader ko sirf fundamental analysis trader hona chahiye ya technical ?

        g han sir asa he ha or main ap k iss bat sy iteefaq karta hu humain iss main technical pr working karni chaiye agr humain uss main problem aa rahi ho toh humain next step fundamental kah sochna chaiye joh humain fidaa daa sagta ha humain iss main planning k saat saat chalna hota ha jis k bana pr hum acha work kar sagtye hain iss pr humain iss main dono main sy kisy ak ko samj lana chaiye joh humain fidaa daa
        • #5 Collapse

          Re: Kya aik trader ko sirf fundamental analysis trader hona chahiye ya technical ?

          aisa hi karna chayia jo trader jis cheez o karna ma asani samajhta ha wo wohi karya aur aksar new trader jo hota ha un ko techanical samajna ma problenm hoti ha is liya un logo ko chayia ka wo log fundamental seek kar trading kar laiya aur un ko demo account par techanical ki pratice jari rakhni cahyai
          • #6 Collapse

            Re: Kya aik trader ko sirf fundamental analysis trader hona chahiye ya technical ?

            jab b ap forex pr kam krnae lgty ho tu apk si mbt ka pta hona lzmi ha kae ap forex pr axe trah kamyabi sae akm kro ro mhnt kkr kae profit ki trf jao or jab b trade krnae lgo tu apk o cheyae kae ap fundamental or technical analysis krn or hr trah sae market ko analysis krnae kae bad jab b ap trade krn gy tu su sae apko loss kam hoga or ap asanis ae axe trade kr skty han
            • #7 Collapse

              Re: Kya aik trader ko sirf fundamental analysis trader hona chahiye ya technical ?

              fundamental he trading best ha ek acha trader wo hai jo sirf fundamentals he nahe balkay har angle ko daikh k he trade enter karay kion k har cheez ki apni importance hoti hai es liye kisi bhe cheez ko ignore karna aqal mandi nahe hai
              • #8 Collapse

                Re: Kya aik trader ko sirf fundamental analysis trader hona chahiye ya technical ?

                forex aik online business hain hamy in dono main expert ho kar trading karni chahey pher hi ham is main kamyab traders ban sakty hain or acha profit hasial kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain or loss sy bach sakty hain yai kabe be band na hony wala international rea unique or aik legal business ban cuka hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kya aik trader ko sirf fundamental analysis trader hona chahiye ya technical ?

                  forex aik online business hain ham is main trading karty hain hamy technical or fundamental analsisi ko achy sy samaj kar is main kam karna chahey pher hi ham is main kamyab ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana 24 gantho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya aik trader ko sirf fundamental analysis trader hona chahiye ya technical ?

                    Assalamu Alaikum Janab Ne bilkul Se Kaha Hai Lekin main aapko yrh kehna chahta Hoon k agar hamun Pakistan Forex forum main kaamyaabi Chahiye to hmain Chahiye k ham technical aur fundamental donoun analysis krain
                    Visit My Profile
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya aik trader ko sirf fundamental analysis trader hona chahiye ya technical ?

                      jab hum fundamental analysis ko use kar ky kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain forex aik unique business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain hum gar mai baht kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik legal business hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X