Aj ka kam kal py na chorein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aj ka kam kal py na chorein
    kiya haal hain friends,meray khayal main hamein chahye k ham log jo karna chahtay hain hamein aj he karna chahye,agar ham log trading ko learn karna chhaty hain tu hamein aj say he mehnat karni chhaye,yad rakhein kal kabhe nahe ata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aj ka kam kal py na chorein

    Aap nay teek kaha forex trading ko ithna halka business nahee samajhna chahiay is may ek kamyaab trader bannay k liay buhut mehnat ke zaroorath hothe hay our ye mehnat he aap ko kamyaab trader banathi hay is liay ziada say ziada mehnath karne chaheiay.
    • #3 Collapse

      Re: Aj ka kam kal py na chorein

      ap nay bilkul sahi kaha hai or main ap say mukammal tor py mutafiq hon,dosto agar ap aj bemar hain tu ap ko kal dawa mil bhe jay tu os ka koi afaqa nahe hota hai,hamein chahye k ham nay jo karna hai aj he karein warna os kam ko chor dain
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Re: Aj ka kam kal py na chorein

        Yes jo log khud ko kamyab dekhna chahtay hain kuch apna naam bannana chahtay hain trading field mei meri nazar mei wo aaj sey he achi efforts start kar den yakenan wo successful hongay esliye planning ko future mei na dalen forex mei sirf plan sey kaam nahi chalta perfect action aap ko best success dey sakta hay.
        • #5 Collapse

          Re: Aj ka kam kal py na chorein

          اصل پيغام ارسال کردہ از: farida_143 پيغام ديکھيے
          kiya haal hain friends,meray khayal main hamein chahye k ham log jo karna chahtay hain hamein aj he karna chahye,agar ham log trading ko learn karna chhaty hain tu hamein aj say he mehnat karni chhaye,yad rakhein kal kabhe nahe ata hai
          Bhai jan agar hum aj ka kam kal par chorain gy to kabhi bhi kamyab nai ho sakty q k aaj kaam thora hy to hamara fioo nai karta to kal aaj wala mila k ziada bann jay ga to phir kisy hum kar sakain gy aisy karty karty hum bohat pechy reh jaeen gy
          • #6 Collapse

            Re: Aj ka kam kal py na chorein

            Ap ny sai kha ha ma apki baat sy agree karta hun humein aj ka kam Kal par nai chorna chahye humein chahye ky hum apni puri mehnat ky sath or dill lga kr kuch hasil krny ky Aim sy kam krein or mukamal knowledge or experience ky sath trade start krein agr hum asa krein gy to hum kam he dino mn kamyab ho sakty hein
            • #7 Collapse

              Re: Aj ka kam kal py na chorein

              G han aj ka kam kal py nahe chorna chahye ,hamein chahye k ham log forex market main jab koi mistake karein tu foran os ka hal talash karein so that ham log os ki wajah say loss na uthayein ,maslay ka foran hal karna he aqal mandi hai
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Re: Aj ka kam kal py na chorein

                humain iss main aaj kah kam aaj he karna chaiye humain aaj kah kam kal pr kabi nahi chorna chiaye hum jab asa karta hain toh humeri rotine be harap ho jatye hain jis sy hum apna he loss karwa jatye hain humain iss main planning k mutaabik chalna chaiye jis sy hum apna ap k liya asaani or fidaa poiuncha sakiye humain asa he karna chaiye jis sy hum acha kama sakiyee
                • #9 Collapse

                  Re: Aj ka kam kal py na chorein

                  G Bhai aik lehaza say app ke bat sahe hai agar ham forex trading karna chahtay hai to hamai chaye ke ajj he shuro Kar dai learning aur ahista ahista day by day apnai knowledge Mai izafa karai agar ham ISS tarah karaingay to aik din aisa ayega ke ham forex ke master banaingay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Aj ka kam kal py na chorein

                    Asalamo alikum dear ferind boat achi bat ki h ap ny bilkul asa e karna chiy aj kam kal par choren gy to ap ka work load bharta jay ga or ap aestha aestha bor ho jao gy daily tora kam karen par kam rozana karen ta k ap bhaki members k shat chal saken
                    • #11 Collapse

                      Re: Aj ka kam kal py na chorein

                      Forex business mein kamyabi k liye aj say learning start kar lay forex business mein aj ka kam kal nahi chorna chahiye kio k adora rah jata hai. Aj say forex learning start kar lay inshallah kamyabi mely ga. Kamyabi tub humey melta hai jub hum mehnat karty hai aur time dey
                      • #12 Collapse

                        Re: Aj ka kam kal py na chorein

                        Yes dear ap ko chaheay k dailay base pe kam karrean ap mn se kuch loog aesay karty hen k chlo yr kl kr lean gey is tarha nae karna chaheay q k is tarha se ap ka kal ka kam be disturb hota he ap ko chaheay k roz ka kam roz he karna chaheay ta ka ap ka kam achay tarekey se saranjam hota rahey
                        • #13 Collapse

                          Re: Aj ka kam kal py na chorein

                          Assalam o alaikum bilkul sahi kaha ap ne aj ka Kam kal pe ni chorna chahiye jo aj karna he wo aj hi ho Jaye to behtreen he or wesay bhi kal kis ne dekha he forex mein daily ki base pe ek target set Kar len k aj itna time Dena he or itni posts karni hain to apka Kam sahi chaly ga bech mein koi rokawat ni ho g
                          • #14 Collapse

                            Re: Aj ka kam kal py na chorein

                            Dear ap ke bat blkul thk hai main ap ke bat main add krna chahta hon ka us ka ya bhe matlb hai ka hm ko forum pai posts ka ak target set kr lana chaya aur daily apna target pora krna chaya aur kabhe bhe aj ka kam kal pa nea chorna chay us sa hm ko lose hota hai trading jran tu bhe time ka khyal rakhen us trah he ham kamyab trder ban sakta han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aj ka kam kal py na chorein

                              Hi ji haan main aaj ka kaam kal par Nahi Chodna chahiye Kyunki kal aur kaam Hoga Agar Hum Aaj ka kaam kal par Chod Denge Tu Is Tarah Se Yeh Hamare liye burn Ho Jayega ho sakta hai ki hum kal isse kaam Ko Na kar sake isliye Agar aaj ka kaam Aaj Hi Ho Jaaye to behtar hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X