forex men confidence lazmi hai na k over-confidence

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex men confidence lazmi hai na k over-confidence
    HI traders kya haal hen forex men jb tk confidence na ho hum achi trade nahi kr skty or yehi confidence agar zara sa bar k over-confidence men chala jae to profit ko loss men convert kr deta hai[/COLOR]
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex men confidence lazmi hai na k over-confidence

    G han friends ap nay sahi kaha hai k hamein ek stable mind set k sath he trading karni chahye,agar ham over confidence ka shikar hongay tu ham log galt faislay karein gay jis say hamein loss he hota hai ,es lite be stress free and stable trader
    • #3 Collapse

      Re: forex men confidence lazmi hai na k over-confidence

      Ap koi bhi kaam kerny lagay hn to ap ager us mn confident nai ho k yeh nai ho skta to nai ho sakta ap ko her kaam k mn cofidance hona chahay na k ovr cofidance loss na ho ap ko
      • #4 Collapse

        Re: forex men confidence lazmi hai na k over-confidence

        agar ap overconfidence hongay tu ap logon ko os ki saza bhe milay gi kion k log over confidence ho k market main risk laina start kar daitay hain jis ka nateja ap ko kafi loss ki surat main milta hai es liye aise galti na karein
         
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: forex men confidence lazmi hai na k over-confidence

          اصل پيغام ارسال کردہ از: forex_forum پيغام ديکھيے
          HI traders kya haal hen forex men jb tk confidence na ho hum achi trade nahi kr skty or yehi confidence agar zara sa bar k over-confidence men chala jae to profit ko loss men convert kr deta hai[/COLOR]
          Jo log Forex trading confidence ke sath karte hain wo log Apna profit Bana Lete Hain aur jo log overconfident hokar apna kaam karte hain woh nuksan karte hain Apna Bhi Aur dusron Ka Bhi jinko Vagad kar rahe hote hain juniors ko aapko overconfident bilkul Bhi Nahi Hona chahi
          • #6 Collapse

            Re: forex men confidence lazmi hai na k over-confidence

            forex par jab tak ap ko apna upar confidence nai hoga tab tak ap ys na samaj paya ga ka ap ka pas ho be knowledge wagra ha wo sahi ha aur confidences ka sath hi ap agr tarding karya ga toa p is apr khamayb ho ga aur ap ka tarde profit ma jaay ga aur agr ap is ma overconfident ho ga to ap is par acha profit nai earn kar paya ga
            • #7 Collapse

              Re: forex men confidence lazmi hai na k over-confidence

              g han ap na sahi kah ha forex par jab tak ap learning nai karya ga tab tak ap ka pas knowledge nai aya ga jasa hi ap ka pas knowledge aya jata ha to ap ko apna upar confidence hon a shuru ho jata ha aur ya trading a ap ko boht hi zada help karta ha trading ma acha profit earn karna ka liya aur over confidence sa ap ko sirf aur sirf lose hota ha
              • #8 Collapse

                Re: forex men confidence lazmi hai na k over-confidence

                ap log zaroor mahnat karen ap logon ko os ki saza bhe milay gi kion k log over confidence ho k market main risk laina start kar daitay hain jis ka nateja ap ko kafi loss ki surat main milta hai es liye aise galti na karein
                • #9 Collapse

                  Re: forex men confidence lazmi hai na k over-confidence

                  G han dosto forex ke bahut sare benefits hain ismain sabse bada bene fit humko low deposit main leverage ka milta hai sath main hum kai tarah ki lot size aur stop loss order ka charts mai theek dhang se implementations kar achhe se trade kar sakte hain stock market main hamain sari cheejein aik sath nahin mil patin aur trade main losses ke risk jyada rahte hain .
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: forex men confidence lazmi hai na k over-confidence

                    ap nay bilkul sahi kaha hai,logoy ko sabse pahle Demo account se chalu karna cahiye, muje pata hey demo account main trading karna kuch logoy ko acha nahi lagta kyu ki demo account main jo paisa hey wo real nahi hota is liye wo feel nahi ata aur hum befaam aur befikaar hoke trade kartey hey, agar kisi ko demo account se chalu naa karna hoo to wo Instaforex main cent account se chalu kar sakta hey jiske jariye wo low risk main trade kar sakta hey aur real trading ka feel aur experience le sakta hey...
                     
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Re: forex men confidence lazmi hai na k over-confidence

                      forex aik international business hain hamy confidence ky sat mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or profit gain kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: forex men confidence lazmi hai na k over-confidence

                        hamy confidence ky sat kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai learning ky sat earning be hasial kar sakty hain agar hum is business mai over confidence mai aa kar jald baze mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X