aik trader 2 sal mai success hota ha aur aik 7 sal main asa kyon hota ha??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik trader 2 sal mai success hota ha aur aik 7 sal main asa kyon hota ha??
    hello firends main ap sab doston say aik swal pochna chata hun mujhy aj takriban 6 say 7 year hogy hain forex main mager main ess year main success hoa hun aur earning start hoi hai aur mera aik friend ha uss nay 2 sal k bad he bohut achi earning shuru kar di hai asi kia wajah hoti hai jiss say wo jaldi success hogea aur main bohut he late hoa hun app sab dost apny apny view btain..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: aik trader 2 sal mai success hota ha aur aik 7 sal main asa kyon hota ha??

    Dear ye zarori nahi key har trader hi 2 years me successful ho jaye agar me apni bat karon to mujy Forex business ko join key 3 years ho gaye hey magar me ab tak es business key bary me koch be nahi janta hon, buy aur sell kar dena hi trading nahi hoti, learning aur knowledge hasil karny par hi depend karta hay key ham ketny time me successful ho sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: aik trader 2 sal mai success hota ha aur aik 7 sal main asa kyon hota ha??

      Gee haan aisa ho sakta hai her aik ka IQ level same nahin hota koi cheezoun ko jaldi pick kerta hai tou kisi ko cheezain samajhnay mein time lagta hai iss lye kuch log tou forex trading ko jaldi seekh jatay hain aur kuch ko zayada time lag jata hai
      • #4 Collapse

        Re: aik trader 2 sal mai success hota ha aur aik 7 sal main asa kyon hota ha??

        Dear frnds forex ma woi kamyab hota ha or ziada jaldi sucessful hota ha jo issy sai sa smjh pata ha us ko learn krta ha ya lazmi nai ha k 2 years lagty hain ya 7 year jo jitni mahnat krts ha wo utni jaldi kamyabi hasil krta ha
        • #5 Collapse

          Re: aik trader 2 sal mai success hota ha aur aik 7 sal main asa kyon hota ha??

          ap ny bilkul sahe kaha hy aik trader 2 year m aik acha trader bn jata hy r esi k sath he aik trader 7 year m ready hota hy trade k qabil ye sb mind ka kamaal hy k trader kitny jaldi us chez ko pick kr lyta hy r kitna jaldi us par grip kr lyta hy ye wja hy es ki. Thank You
          • #6 Collapse

            Re: aik trader 2 sal mai success hota ha aur aik 7 sal main asa kyon hota ha??

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
            hello firends main ap sab doston say aik swal pochna chata hun mujhy aj takriban 6 say 7 year hogy hain forex main mager main ess year main success hoa hun aur earning start hoi hai aur mera aik friend ha uss nay 2 sal k bad he bohut achi earning shuru kar di hai asi kia wajah hoti hai jiss say wo jaldi success hogea aur main bohut he late hoa hun app sab dost apny apny view btain..
            Bhai jan jo loog dil laga kar kaam karty hain aur hard work bhi karty hain aur forex ko apna passion samjhty hain woh loog bohat jaldi tarkki kar jaty hain ho sakta hy 2 saal sy bhi kam time laggy aur jo loog trading ko casual laity hain woh loss e karty hain apna
            • #7 Collapse

              Re: aik trader 2 sal mai success hota ha aur aik 7 sal main asa kyon hota ha??

              forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy rozana demo account mai practice karne chahey is mai aik sal ke practice ky bad hum expert trader ban jaty hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain is mai agar hum bager learning ky bad kam kary gy to hamy loss ho jy ga
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: aik trader 2 sal mai success hota ha aur aik 7 sal main asa kyon hota ha??

                meray khayal se jo forex ko ashi tarah se smajh kar k trading karta ha, is ko ashi tarh se learn karta h, demo pe ashi practice karta ha, apni mistakes se sekhta ha to wohi is ma kamyab hota ha is ma time ki koi limit ni ha, ap short time ma bhi mehnat karatay hain tab bhi ap is se ashi earning shuru kar skaty hain, lakin ap ne is ko proper sekha ni, baar wohi mistakes kartay hain to ap puri zindagi bhi forex trading ma kamayab ni ho skatay hain, is lye pur concentration k sath work karna chaye, apnay andar trading skill develop karni chaye, aur aik professional trader ki tarah forex ma trading karni chaye tab hi ham is ma kamyab ho skaty hain otherwise koi faidah ni ha,
                • #9 Collapse

                  Re: aik trader 2 sal mai success hota ha aur aik 7 sal main asa kyon hota ha??

                  hum aik sal mai kamyab ho jaty hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kaer sakty hain hum gar ma bah kar is mai kam kar sakty hain forex mai kam karny ky liye hamy kise office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik real business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: aik trader 2 sal mai success hota ha aur aik 7 sal main asa kyon hota ha??

                    Dear traders bat es trha ha k es mein two reasons ho sakti haen. Aik reason ye ho sakti ha k ap ne jb forex ko join kiya ho us time ap ko koi acha guider na mily ho ya ap ne apni mistakes ki waja se dair laga ho k aur Jo ap ka dost ho usy ap ne acha guid line kiya ho us ne ap k experience se faida uthaya ho es waja se wo jaldi seekh gaya ho aisa mumkin ho sakta ha.
                    • #11 Collapse

                      Re: aik trader 2 sal mai success hota ha aur aik 7 sal main asa kyon hota ha??

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
                      hello firends main ap sab doston say aik swal pochna chata hun mujhy aj takriban 6 say 7 year hogy hain forex main mager main ess year main success hoa hun aur earning start hoi hai aur mera aik friend ha uss nay 2 sal k bad he bohut achi earning shuru kar di hai asi kia wajah hoti hai jiss say wo jaldi success hogea aur main bohut he late hoa hun app sab dost apny apny view btain..
                      New tractor se Meerut Karke kaam karte hain wah Forex trading Mein Jaldi successful Ho Jaate Hain aur jo Log nahi karte Jara Socho Samjho ya thoda spelling Mein kaam karte hain unko successful hone mein time lagta hai
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: aik trader 2 sal mai success hota ha aur aik 7 sal main asa kyon hota ha??

                        fprex aik online or kabe be band na hony wala aik international business hain hamy is main hard work or mehant sy kam karna chahey pher hi ham is main 1 saal main successful ho sakty hain or agr ham is main apni marzi sy tukky laga kar is main kam kary gy to hamy is main successful hony main kafi time lag sakta hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X