dear agar ham chottay account say trading krtay hain to hamko is baat say ba khabar rehna chaye k ham ko har wakt isi paraishani say he kaam krna hoga k kisi wakt bhi hamara account khali ho sakta hay is liye hamko wait say kaam laina chaye aur trading jub bhi ham start kaain to achay capital say e krni chaye q k bara account achay profit ki zamanat hay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим