Mehnaat Karen Ge To Ham As Main Zaroor Kamyab HonGy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Mehnaat Karen Ge To Ham As Main Zaroor Kamyab HonGy

    Jio Sar aapane bilkul sahi kaha hai agar Ham mehnat Karenge To Ham Jarur Kamyab Ho Jaenge lekin Agar Ham mehnat Nahin Karenge To Ham kabhi bhi Kamyab To Nahin ho sakte lekin kamyabi ke liye mehnat to bahut Jaruri hota hai isiliye Hamen mehnat karna chahie kamyabi Hasil karne ke liye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Mehnaat Karen Ge To Ham As Main Zaroor Kamyab HonGy

      Sar Agar Ham Jyada mehnat Karenge to Jyada jaldi Kamyab Honge Agar Ham Jyada mehnat Nahin Karenge To Ham Jaise Kamyab Honge Agar Ham jaldi kamyabi Hasil karna chahte hain aur hamare pass knowledge or experience Jyada Hai To Humne apni posting acchi Tarah Karni chahie tabhi Humko jaldi kamyabi mil sakti hai
      • #33 Collapse

        Re: Mehnaat Karen Ge To Ham As Main Zaroor Kamyab HonGy

        AoA ummed ha ky ap sab khariat sy hun gy mjhy ap ka sawal bahoot axha laga hn ji hamesah mehnat karny wal ainsan hi kamiyab hota ha mehnat sy azmat ha hamesha jo bhi insan mmehnat kary ga wo insan zaroor kamiayab ho ga ormehnat karny wala inasn hamesha kamiab hota ha
        • #34 Collapse

          Re: Mehnaat Karen Ge To Ham As Main Zaroor Kamyab HonGy

          G dear mahnat to bht ziyada zarori hay kiun k ham jahan bhe jis field men ya jis depart men jatay han to hamen us men kamyaab honay k liay ziyada say ziyada mahnt ki zarorat hoti hay jb ham is men fully mahnat karty han dil laga kar poray jazbay say kam karty han to hamen tab hi ja kar kamyab ho sakty han aisy kbhe kamyabi nai milti mahnat lagti hay hamen kamyab honay k liay is liay kahtay mahnat karen mahnat ka phal metha hota hy
          • #35 Collapse

            Re: Mehnaat Karen Ge To Ham As Main Zaroor Kamyab HonGy

            Pak forex k elawa bhe ya Pak forex me bhe chahye kse bhe business me hm mehnat kren to hm kamyab ho jate Hain chahye wo business apna ho ya hm us me job krte ho wo Jo log mehnat krte Hain wo hmesha kamyaab rehte Hain kamyabi k elawa wo achi earning KR skte hain
            • #36 Collapse

              Re: Mehnaat Karen Ge To Ham As Main Zaroor Kamyab HonGy

              Asslam o Alaikum Dear Members forex online business hy jas pay jatna zyda mahnat soch samjh kr dill lga kr aony kam koo senjeda samjh kr kary gay tu us say ap ko fida bhii wsy higa ap ki earning bhi uthna zyda hogie har kamyabii ka razz srf or srf mahant or acha ksm hy bs
              • #37 Collapse

                Re: Mehnaat Karen Ge To Ham As Main Zaroor Kamyab HonGy

                Agar Ham Pakistan Forex Mein kam karte hain aur ham ismein mehnat Nahin Karte To Ham Kabhi Kamyab Nahin Honge Hamen chahie ki Hamen ismein bahut hi zyada mehnat Karke kam karna hoga phIR Ham ismein Kamyab ho sakte hain Agar mehnat Nahin Karenge to kabhi bhi kamyabi nahin milegi
                • #38 Collapse

                  Re: Mehnaat Karen Ge To Ham As Main Zaroor Kamyab HonGy

                  mehnaat wo cheez hai es ko ham jise kaam main bhe invest kary to ham ko es cheez ka fal zaror milta hai ager app mehnat sey kam kary gey aik mind set kar ley gey k yaar mujhy yeah kam karna hai too app ko ess kam sey koi noqsan nahi hogaa profit hi profit hogaa matlab faida hi faida
                  information for Beginners
                  Complete Forex Knowledge
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #39 Collapse

                    Re: Mehnaat Karen Ge To Ham As Main Zaroor Kamyab HonGy

                    Assalam o aalikum
                    G han bhai ap ki baat thik hy min ap ki baat ko mnta hon pkistan pk forix ik acha aur kamyaab busness hy is forix busness min kamyaabi paany ka lia hamin is min ziyada sy ziyad mhenat karni aprti hy hum is min jinti ziyad mhenat karin gy hum is min otna hi kamyaab hon q k mhneat min inssan ki azmat hy aur azmat min inssan ki kamyaabi hy isi lia agr hum is min mhenat karin gy hum otna hi kamyaab ban pain gy agr is mhenat nahin kein gy hum kabhi bhi kamyaab nahin ban pain gy..

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X