Demo account aur mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Demo account aur mistakes
    Dear forum members new traders ko subh se pehly demo per practice kerny chay aur ziada se ziada focus demo trade per kerna chay aur jo bh mistakes demo per hon un ko note kerty jain aur un mistakes se learn kren is tara ap ki trading skills improve hon ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Demo account aur mistakes

    Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein kamyabi hasil kernay kay lye humain apni mistakes ko tou recover kerna hi paray ga kyun kay hum zayada loss apni hi mistakes ki wajah sae kertay hain agar hum apni mistakes ko control ker lain tou humain forex mein bahut faida ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Demo account aur mistakes

      New traders bahut sari Galiyan karte hain new traders ko chahiye keva demo account par trading Karen Agar new trader real account mein trading Karen gatwa nuksan Karega Kyunki new trader Ne abhi sikhana Hai Jab tak hua galtiyan nahi karega wasiq Nahin sakega sikhane ke liye demo account best hai demo account mein experience Hasil Karen aur practice Karen Uske bad real account trading Karen
      • #4 Collapse

        Re: Demo account aur mistakes

        Boss ham ko as mien demo account zaror astmal kerna hota h agar ham as mien naye hien tu agar ham as mien experience nahi rakhte hien tu ham ko as mien demo account zaror astmal kerna chhaye as sy ham apne tajerbe mien azafa ker sate hien aur ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko her br as mien kaam kerna hota h aur kaamana hota h.
        • #5 Collapse

          Re: Demo account aur mistakes

          Dear har kam ko seekhney ka aik rue hota he ap ko chahey k har kam ko karney se pehlay seekh lena chaheay ta k ap ko loss na ho agr aap jo be kam seekh k karety hen to ap loss se buch saktey hen forex mn seekhnay k leay demo account hota he ap ko demo pe kam kar k apni mistakes ko khatam kr lena chaheay ta k ap loss se buch sakaen
          • #6 Collapse

            Re: Demo account aur mistakes

            gee dost bilkal hume demo account bilkal oshi tra trading krni chaiye jese hum real trading account main krte hein bilkal choti choti lots size k sath hume demo py trading krni chaiye ur dekhna chaiye kn se mistake se hume lose ho rha ha mistake ko thek krna hota is hi liye demo account main practice krni ha
            • #7 Collapse

              Re: Demo account aur mistakes

              Demo account aik basic learning account hota ha biggners k lye unhaen chaye k wo es account mein bajaye trades k sath khailny k trades ko monitor krean apni ki gae hr trade ka analysis nikalaen us k results pe ghor krean ta k unhaen pta lag saky k wo un ki trading improvements ki taraf jaa rahi ha ya ni demo pe jitni achi trading ap krean ge utna hi acha result ap ko real pe bhi mily ga.
              • #8 Collapse

                Re: Demo account aur mistakes

                G han new members ko cahiyay ky posting ky basd kuch Time demo account ko zaror dain kyun ky demo account par practice kar ky hm bahout kuch seemh sakty hain aur is main kam karty howy apni mistakes note karny say hmaien pta chal jata hai ky trading main yeh mistakes loss ka sabab banti hain to hmaien un mistakes ko repeat nahi karna cahiyay
                • #9 Collapse

                  Re: Demo account aur mistakes

                  demo account forex ki trf sa hota ha ya is lyae dya jata ha kae forex pr jab b hm koi bkam krty han tu us sae hm asxe trah profit bna skty han or agr hm forex pr mhnt sae akm krn tu us sae hm apnae mifnd ki training kr skty han or hm asani sae forex sae apnae mind ko sahy kr kae kam kr skty han or profit bana skty han
                  • #10 Collapse

                    Re: Demo account aur mistakes

                    Dear friends new member ko caheyh k wo demo account ko zaroor use karin aur be be wo glati kar rahay ho us ko kesee notebook per likh lain aur jub wo real a/c per move karin aur wo galti repeate na karin ta k trade loss may kam say kam jaye
                    • #11 Collapse

                      Re: Demo account aur mistakes

                      ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Ham Dam account small karte hain tu hamesha hi ki Hamein Dam account mein kabhi bhi galtiyan nahin Karni chahi Agar Ham Dam account mein bhi bahut hi jyada galtiyan karte hain tu Hamra account mein bilkul bhi trade nahin kar sakte aur accha profit to bilkul bhi Aasan Nahin kar sakte thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Demo account aur mistakes

                        Yes, demo ko real account smjh KR practice krein,aur apni kmzzoriyan door krein, amount bhi utna he set krein jitne se real account mein krna chahte Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Demo account aur mistakes

                          forex aik bohat bara business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain demo hamy as a teacher gudie karta hain is mai kam karny ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain or hum kam kar ky bonus hasial kar lety hain forex kabe be band na hony wala unique or famous busienss hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Demo account aur mistakes

                            Jee bilkul doston Forex trading Mein kaam karte hue demo kaun se kaam karte hue aap Jyada Se Jyada practice Karen Taki aap ek accha trust Karke Ek accha profit Hasil kar sake their friendship Jyada Se Jyada mehnat Karen Soch samajh CarTrade Karen Parker aap ek accha trade Karke Ek accha profit Hasil kar sakte hain
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Demo account aur mistakes

                              Doston Forex trading main aapko chahiye Kadam account Se Jyada Se Jyada practice Karen aur ismein jo mistakes hoti hain Unse learn karne ki koshish Karon their friends Hamesha Soch Samajh Kar trade Karen Takia aap ek accha track Karke Ek accha profit Hasil Karen
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X