Long term trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Long term trading
    Dear forum members asslamualikum
    Forex Mai mukhtalif qisam ke traders Hain kuch short term kuch day trader aur scalper lekin Mai samjta hon ke long term trading best hai long term trading kelye hamai high time frame walai chart ko jaisa ke h4 ya daily ko analyse karna hota hai jis Mai false signal buhut Kam hotay Hain dosra aik trade laga Kai ham aram say bait saktay Hain Matlab din Mai 50 martaba hamai chart nahe daikna parta. App logo ke ISS baray Mai Kya Raye hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Long term trading

    Han g bahut Sare traders hai jo short term trading karte hain kuch traders cutting karte hain aur kuch traders day one Mein kaam karte hain aur kuch traders Aise Bhi Hain Jo long term trading karte hain short term trading ke apne fayde hain aur long term trading ke apne fayde Hain long term trading ki agar Baat karen to long term trading Mein Hamein Ek Dafa market Ko Dekhkar analysis Karke trade Lagani hoti hai aur FIR vo long-term Chalti Hai Hamein baar baar market ko dekhna nahi padta
    • #3 Collapse

      Re: Long term trading

      Scalping trading se zeyda behtar ye hay key long term key base par trades ko open kia jaye, scalping trading jo traders karty hey un ko knowledge ho ga key scalping trading me ketna risk hota hay jab key long term ki trading me agar stop loss reasonable point par laga dia jaye to es me traders ko scalping trading se zeyda profit ho sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Long term trading

        Hi g bel kul ap ny sahi kaha k long term trading hamy use krni chahiye ye ap delh len k kya sahi hai aur kya galat kis tarha Ki trading him Karen gy to hamy zaida profit ho gi pher usi tarha Ki hamy trading krni chahiye hamy chahiye k hm zaida sy zaida profit Hassel krny ki koshish karein aur achi earning kr k hm apni zarooriyat zindagi ko pura karein
        • #5 Collapse

          Re: Long term trading

          G bilkul dear ap ki bat theak hai kay long term trading humain faidaye kay chance bhi zayda hotaye hain kiyu kay jub profit hota hai tu bhut zayda hota hai tu humain hameaha he long term trading karni chaye
          • #6 Collapse

            Re: Long term trading

            Hi aapne Sahi Kaha kuch log long term trading karte hain aur kuch log short jo bhi aap ko Behter Lage isliye aapko Jyada profit Nazar Aaye Hua aap kar sakte hain isliye hamein chahiye ki hum Soch Samajh Ke Aise trading Kare jis mein Hamesha da profit ho aur loss kam ho
            • #7 Collapse

              Re: Long term trading

              agar hum forex mai kam karny ky expert hain to hamy long term mai kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik bohat bara business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain forex aik world wide business hain
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Long term trading

                forex mai hamy acha knowledge hasial kar ky long term trading karne chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik bohat bara business hain is mai hamara koi boss nahi hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                • #9 Collapse

                  Re: Long term trading

                  long term trading ky liye hamy learning ko best banna chahey or hamy mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik world wide or kabe be katem na hony wala business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Long term trading

                    G bilkul main ap ki bat se agree karta hon k hamein always long term trading karni chahiye our is k liye hamein ziyada work karna pare ga our knowledge k sath experince ko increase karna ho ga ta k hum ziyada se ziyada behter kam kar saken our hamein acha profit hasil ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Long term trading

                      short term trading un k liay faida mand hai jo market ki movement ko samjhte hai us k pass zaida investment b hai jin k pass kam investment hai aisay trader ko chayie k wo long term or aram se apnay account ko safe rakh kar trading karo phir b aap ko kuch na kuch milta rahay ga yeh account wash honay se behtar hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Long term trading

                        Forex trading business main wo hi traders kamiyab hain jo risk management janty hain. Risk of loss is very important to be noted in forex. Short term trading means high risk but long term trading means low risk. Short term trading main earnings zyada karny k liya lot size bra lgaya jata hai jis sy loss ka risk barh jata hai. Jb k long term trading main lot size cjota lgya jata hai jiss sy risk kam ho jata hai loss ka. Long term trading is more safer then short term trading.....
                        • #13 Collapse

                          Re: Long term trading

                          sir long term trading main humain risk bhot kam lana parta ha humain chaiye k jab be long term trading karni chiaye humain short term trading main humain risk be zada lana parta ha or iss main hum loss be zada sy zada karwa sagta hain humain chiaye k hum iss main zada sy zada mehnaat karye thky humain iss main kamiyaabi mil sakiye
                          • #14 Collapse

                            Re: Long term trading

                            Ye aik haqeeqat ha k humay short term trading mey risk so humay ye bat ka khyal karna chaye k hum jo bhi trades kartay haen humay lazman proper analysis krk long trade kerni chaye kyon k jaldi ki trade mey loss ky chances ziada hotey haen jab k long trade hamari ziada time chalti ha profit k lye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Long term trading

                              Forex memberagar aapko trading karni bhi Hai tu mere khayal mein long term trading Karen kyunki long term car ekkada to yahi hota hai ki achha profit Mil jata Hai aur dusri baat ye hai ki jab ham long term kisi bhi paise lete hain toh bahut acchi earning deta hai aur wahi trader kamyab hota hai jo tradeco long-term Le jata hai aur ladka thoda profit Dekhkar use close kar deta hai trading ki sabse best baat hai ki vah proper jaldi krodh kar deta hai kyunki woh loss nahin chahta lekin bahut se trader trade cloth nahi karte aur bahut jyada love Soni par account wash bhi karwa lete Hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X