News effect on forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News effect on forex trading
    Dear forum members forex trading ma news ki ahmiat sa koi inkaar nahi kar sakta so jo log news ko baqaida tor pa follow kar k trading karty ha un ko chaheye k jo news zayada market pa asar andaz hony wali ho us ko baqi members k saat forum pa share kary ta k vo news k bad impact sa bach saky thanks very much
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News effect on forex trading

    Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein market per news kay asar andaaz honi koi rok nahin sakta aur na hi koi iss ki aehmiat sae inkaar ker sakta hai lakin news walay din trading kerna bhi bahut zayada aethiat mangta hai iss lye jab bhi news ho tou soch samajh ker trade laganay ki koshish kerain
    • #3 Collapse

      Re: News effect on forex trading

      G Han Agar kisi ke paas Koi news Ho Forex trading ke related to va form par share kar diya Karen Jab Bhi Koi news aati hai to uska effect market par bahut Hota Hai Kabhi Kabar 2 news ka effect bahut hi jyada ho jata hai Jiski vajah se new traders ke account was Ho Jaate Hain koshish Yahi Karni chahiye Ke Jab news Aane wali ho is Waqt apni trade close kar de ya FIR use Hoga trades na karen new traders ko news ka nahi pata chalta Jiski vajah se unko nuksan ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: News effect on forex trading

        Hi g bel kul new b forex trading py effect krti hein bal bohat zaida effect krti hai hamy chahiye k hm smdehan rakhein news ka aur jb news aye to Jo news main kaha ja raha ho us ko follow karein ye bohat hi zaroori hai is tarha sy ager hm hikmate amli k sath chalein gy to pher hm bohat hi asani sy profit earn kr sakty hein is leye hikmate amli k sath kam karein
        • #5 Collapse

          Re: News effect on forex trading

          Hi ji bilkul sahi Kaha aapne news bahut hi effect Karti Hai Forex trading Main Jab Bhi news aaye to use Jarur Sune aur Jo kuch news mein kaha ja raha hai us pr Amal karein Kis Tarah Se Hum Kamyab Ho Payenge hamein chahiye ki hum Apna Har Kaam Soch Samajh Ke Kare aur Aisi tips or techniques used Kare jisse Hamein profit Ho
          • #6 Collapse

            Re: News effect on forex trading

            forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy is ky har new lesson ko follow karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik international business hain
            • #7 Collapse

              Re: News effect on forex trading

              forex mai news ke bohat ahmeyat hain hamy ache learning ky bad mahnet sy kam karna chahey news market py asar karte hain hamy inhy rozana dahkna chahey forex aik world wide business hain is mai usa or china or new yok jays bary bary mumalik sahmil hain or yai pakistan mai be legal or unique business ban cuka hain
              • #8 Collapse

                Re: News effect on forex trading

                Forex main news ka boht effect hota hy kun k news session main forex pairs main boht zyada flectuion hota hy or market teez ho jati hy esi liy news main trading krny sy mana kia jata hy or news main trade krna sucide krny ky brabr hota hy
                • #9 Collapse

                  Re: News effect on forex trading

                  forex mai new ko ignore karna bewaqofe hain hamy news ko dahk kar is mai trading karne chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: News effect on forex trading

                    forex aik international business hain hum is mai live trading karty hain hamy news ko dahkna chahey or hamy mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik unique business hain hum is mai agar kam karna chatey hain to hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: News effect on forex trading

                      PPT ke liye Jis Mein kaam mein Hamare Paas confidence Na Ho Wo Kaam kabhi bhi Hamara Achcha Nahin ho sakta stability Kabhi Nahin usne Shakti ups and down is Mein Aate Rehte Hain working is par nahi ho sakti hai confidence ke sath kaam karne ke liye Hamein Purush Kaun mahaul Mein kaam karke working generate Karni chahiye aur ek dusre se freshers ke sath Chakram kaam Karenge to Hamein Kuch Bhi Nahin aise hi Milega Kaam Ke
                      • #12 Collapse

                        Re: News effect on forex trading

                        Dear friends new ka forex market per bohat acha effect parta ha new ke waja say market strong move karti hain aur esi tara hum market may profit book kar sakty hain per es may better ha k jub be hum forex may trading karin to new dakh kar he trading karin to better ha
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: News effect on forex trading

                          Forex trading par news bahut jyada effect karti Hain kyunki market mein main news high volatility deti Hai jis tarah last time American aur hiran ki news ne high volatility paida ki thi aur market ne Big bang ki jis wajah se bahut se trader ne apna account divas kar diya agar stop loss ke sath aisi position mein trade karenge to kabhi bhi loss nahin hoga aur beta hota hai ki aap is waqt trade na hi Karen bad mein trade karenge.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X