Loss ko minimize karny ki zarorat hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko minimize karny ki zarorat hay
    Big loss se bachny key ley aur account ki safety karny key ley loss ko minimize karna bahot zarori hay, kam risk le kar be achi trading ho sakti hay, lot size ko kam point par set karna hamari good plan ho sakta hay aur esi se ham loss ko minimize karny me be kamyab ho sakty hey, traders agar huge risk lety hey to ye good trading nahi hoti es ki waja se big loss hony key chances bahot zeyda ho jaty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko minimize karny ki zarorat hay

    Dear brother forex trading men risk ki waja se loss bhi ho jata hey kiun k loss bhi business ka hissa hota hey iss liay loss ki waja se tension nhi leni chahiay balkay loss ko kam se kam karnay ki koshish karni chahiay aur iss k liay achi learning aur knowledge hasil kar mehnat karen aur lalach se perhez karen aur kam profit pe bhi khud ko satisfied karen
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko minimize karny ki zarorat hay

      Loss hrrr ksi ko htaa hy aur insan sy koi na koi ghlti kr jata hh aur usy loss hoo jata hy islie jan bandaa loss kry tw usy chaiye k apna loss zehn main rkhy taakl ky futre maim yh bt remind rkhy aur future main woe glti na kry js sy usy past main nqsan hua tha istrh hmri gltian kam hti hain aur loss minimize hjata hy.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko minimize karny ki zarorat hay

        g hun bilkul loss ko minimize karny k liye zrori hai k hun choty lots ln kyu k hum market mai trading k doran risk ti lety rehty hn is se hnen kbhi loss or kbhi profit hota hai.is liye hmen apni learnings se koshish karni chahiye k apny profit ko maximize krn or loss ko minimize karny ki koshish krn....
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko minimize karny ki zarorat hay

          aik ghalti ko repeat na karain loss har ksi ko htaa hy aur insan sy koi na koi ghlti kr jata hh aur usy loss hoo jata hy islie jan bandaa loss kry tw usy chaiye k apna loss zehn main rkhy taakl ky futre maim yh bt remind rkhy aur future main woe glti na kry
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko minimize karny ki zarorat hay

            zadya loss sy bachy k lye aap kam lot use krain or har lamha nazar rakhain jaha py apko lagy k loss ki tarf jaa raha or recover ni ho ga aap us trade ko close kr den
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko minimize karny ki zarorat hay

              forex mai agar hum kamyab hona chatey hain to hamy loss ko minimize karna chahey forex aik world wide business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex mai hamy apny ander ky lalach ko qabo mai rahk ky kam karna chahey
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko minimize karny ki zarorat hay

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                Big loss se bachny key ley aur account ki safety karny key ley loss ko minimize karna bahot zarori hay, kam risk le kar be achi trading ho sakti hay, lot size ko kam point par set karna hamari good plan ho sakta hay aur esi se ham loss ko minimize karny me be kamyab ho sakty hey, traders agar huge risk lety hey to ye good trading nahi hoti es ki waja se big loss hony key chances bahot zeyda ho jaty hey.
                Forex trading difficult business has isme trading Karke kisi ko bhi loss ho sakta hai lekin is business mein agar traders hardworking Karke kaam karen to Hua Apne losco minimise kr skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko minimize karny ki zarorat hay

                  loss ko minimize karna bohat zarore hain forex mai hum jab kam karty howe koi mistake kar dety hain ya hum market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka balm nahi hota forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex business pakistan mai be legal ban cuka hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko minimize karny ki zarorat hay

                    forex aik international business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum jab kam karty howe koi mistake ker dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko minimize karny ki zarorat hay

                      loss km ho ga to he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain yai pury pakistan mai legal business ban cuka hain forex aik real business hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko minimize karny ki zarorat hay

                        g han dear hamara lots size jitna zada kam ho ga humainy utna kam loss honay ka dar ho ga or zada trades open karnay se hum money management ko use kartay huey to humainy exprienc3 b zada aey ga agr hum aik hi trade me account wash kar dey gay to kuch learn nehi kar paey gay forex me loss lazmi hota ha par kam lots size ki waja se loss ki mukdaar kam ho jati ha isliey kam lots size use karay

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X