New traders k liye mashwara

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New traders k liye mashwara
    Forex trading aik aisa online business hai jisko boht se log daily join kr rhy hein aisy new members ko knowledge aur experience nai hota is liye unko chahiye k woh senior traders k group ko join krein is tarah unka experience aur knowledge increase hoga unko loss boht kam hoga phr woh khud se trading kr sakty hein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New traders k liye mashwara

    forex mn new join krnay walon ko chayay k apnay seniours ko follow kren aur unki threads aur posting ko ghaur sa prha kren keun k seniour forex k baray mn knowledge aur trading experience share krtay hn to un sa fayeda uthayn aur achhi posting kren aur achha bonus hasil kr trade shro kren
    • #3 Collapse

      Re: New traders k liye mashwara

      New traders ko m yeh advice dena chahunga ky forex koi mazaq nai ky ar sy ismy earn kr logy isy kamyabii haasil krny kilie zrurii hy ky app mn knowldge ho aurr forex main kamyab hny kilie knwldge haasil krnaa sbsy best aurr phr is knowldge ko demo acnt mn repeat krna aur bhi zyada imporrtant hy aurr banda agar yh dno chzn sath sath lekr chaltaa rhy aur kbhi bhi inhy naa chry tw bandaa bht zyada earning kr skta hy.
      • #4 Collapse

        Re: New traders k liye mashwara

        g han sir ap ny bilkul thek bola ha or main ap k iss bat sy iteefaq karta hu humain iss main soch samj kar kam karna chaiye humain chaiye k hum iss main dihaan sy kam kariye or jitna be new member hain un ko sub sy phaliye chaiye k woh iss main acha sy knowledge or experince hasil kar laa jis sy woh acha kama sakiye humain iss main mehnaat karni chaiye jis sy hum kamiyaab ho sakiyee
        • #5 Collapse

          Re: New traders k liye mashwara

          New traders ko chaye k wo kuch arsa sbr kr k trading techniques seekhaen jb wo trading techniques seekh laen ge tu us k bad wo trading start krean phly trading krny se unhaen nuqsan ho ga. Q k koi bhi kam seekhty baghair ni ho sakta.
          • #6 Collapse

            Re: New traders k liye mashwara

            Is buisness ko bhot zeada lig join krty hy or is my kamyab bhot kam lo hoty hy kio k is my experinece bnanahota hy us k luya hamay bhot zeada taime kg jata hy iur log sbr nai krty hyjald bazi krty hy is kam my to is waja sy phr is kam my loss ho jata hy hamay
            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
            • #7 Collapse

              Re: New traders k liye mashwara

              forex aik online business hain hum is mai agar new hain to hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real business hain
              • #8 Collapse

                Re: New traders k liye mashwara

                new traders ky liye yai maswara hain ky hum demo account mai rozana mai practice karne chahey hamy ache learning ky bad mahnet sy kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik bohat bara business hain agar hum forex mai new hain to hamy apny ander ky lalach ko qabo mai rahk ky kam karna chahey
                • #9 Collapse

                  Re: New traders k liye mashwara

                  New traders ke liye Mera Ye Mashwara Hai Ke a aap emotional Ho Kar trading Na Kare Kyon Ke emotions Mein Aag Agar trading karte hain aur aapko loss ho jata hai Forex Mein loss ki ek Sabse Badi Wajah yahi hai isliye koshish karen Soch Samajh Ke trading ki jai
                  • #10 Collapse

                    Re: New traders k liye mashwara

                    agar hum forex mai new hain to hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar sakty hain forex mai hum bager psiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: New traders k liye mashwara

                      new traders ko mahnet karne chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex mai mahnet kamyabe ka sub sy bara razz hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is business ko apna professional career be bana sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: New traders k liye mashwara

                        Aap Log Yahan Par Jyada minute Kare aur Hamesha always Jahan Par profit ke bare mein Sochenge Kitna Jyada aap Log Yahan Par profit generate Karte Jaenge yeah aapke liye utna hi benefit wala kaam Hoga kabhi bhi kaam mein t-shirt Na Ho Aur fresh mint ke sath Phoolon Ke Saath kaam Karegi ya aapke liye achha Hoga Forex ke kaam mein Hamein Hamesha Yahan Par apni Niyat ko saaf aur acche wala Rakhna chahiye
                        • #13 Collapse

                          Re: New traders k liye mashwara

                          New traders key liye mashwara ye ha key agir new trader eik axhe trader banna chahty ha tu puri mehnat key sath forex business ko krein or apna pura time dy take profit axha kamany key sath sath axhe trader bhi ban sake
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: New traders k liye mashwara

                            Dear friends ma new members ko ya mashwara dena chahun ga ka wo forex trading ma best quility ki posts aur threads share krn. Is ka ilawa lalach sa ijtanab krn aur imandari sa kam krn . Sirf is soorat ma wo kamyab aur best traders ban skty hn
                            Thanks

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X