apni zaruriat ko samnay rakhtay huvay hamko trades kabhi nai krni chaye..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    apni zaruriat ko samnay rakhtay huvay hamko trades kabhi nai krni chaye..
    dear maira forum main yeh mashwra hay k hamko apni zarurait ko samnay rakh kr kabhi koi trades ya uska lot size barra nai krna chaye q k ham aisay main har trade ghalt laingay aur hamko us main lose he hoga aur aisi surtehaal say bach kr he trades laini chaye .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: apni zaruriat ko samnay rakhtay huvay hamko trades kabhi nai krni chaye..

    G bilkul I agree with you hm jab bhi trading karain hmaien cahiyay ky fresh mind ky sath aur zehn say baqi sari batain nikal kar trading karni cahiyay kyun ky agar trade karty howy hm apni zarooriyat.e.zindagi ko mad.e.nazar rakhain gay to trade bhi apni zarooriyat ky hisab say bari lain gay aur agar eysy main loss ho jata hai to account wash ho sakta hai is liyay jab bhi trade karain apni zarooriyat ko samny mt rakhain
    • #3 Collapse

      Re: apni zaruriat ko samnay rakhtay huvay hamko trades kabhi nai krni chaye..

      Slam to all of members..ap nay sahi kha ha main ap ki bat say agree hun trading krty waqt ming jitna zyada fresh ho ga utna hi acha ho ga apni zroriyat ko samny rakhty huye trading krnay say khuc hasil nae hona ulta nuksan ho ga aur ap zehni toar par bi disturb ho jao gay
      • #4 Collapse

        Re: apni zaruriat ko samnay rakhtay huvay hamko trades kabhi nai krni chaye..

        Yes dear hum ko apni zarorty ko samny rkh kr kbi trade ni krni chahiy q ka agr hum asa krty hai to hum ko is surt me loss hi ho ga is liy hum ko trading hamsa market ki movement ko dakh kr krni chahiy agr hum trading market ki movement ko dakh kr krty hai to hum ko loss ni ho ga blky hum is trade se acha profit ly skty hai
        • #5 Collapse

          Re: apni zaruriat ko samnay rakhtay huvay hamko trades kabhi nai krni chaye..

          Hum logo ko Apne account balance ke hisab se trade Karni chahiye Jitna balance Hoga is hisab Se Hum logo ko read Karke profit Hasil karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: apni zaruriat ko samnay rakhtay huvay hamko trades kabhi nai krni chaye..

            g han bhai apki bt blkl thk ha hmesha jab b trade kro tu target bna kr kam kro or planning kae sath kro or uswqt kro jab apko market m koi week point mlta h aagr ap forex pr axe trah trade krna chty ho tu apko cheyae kae ap forex pr mhnt sae kam kro or zyda sae zyda mhnt kr kae forex sae axxa profit bnao jab b hm apni zrorat kae mutabik trade krnae ki kosish krn gy tu us sae loss hy hoga
            • #7 Collapse

              Re: apni zaruriat ko samnay rakhtay huvay hamko trades kabhi nai krni chaye..

              Yes sir agar hum as mien aa ker kam kerty hirn agar hum as mien aa ker her bar jab kam kerty hien or agar hum as mien aa ker kam kerty hien tu hum as mien aa ker earning hasil ker sakty hien as lye hum ko as mien aa ker kam kerna hota hai or hum ko as mien her bar kam kerna hota hai or hum ko as mien aik bahtreen trader ban ker kam kerna hota hai or hum ko as mien kam kerna hota hai or hum ko as mien her bar her trader ko acha kam kerna hota hai.
              • #8 Collapse

                Re: apni zaruriat ko samnay rakhtay huvay hamko trades kabhi nai krni chaye..

                Dear frineds may ap ke bat say agree karta ho ko hum ko apni azruirat jo k khatim honay k nam nahe layti un ko samajy rakh kar trading bilkul nahe karni caheyh bulkay ek sachay signal ka wait kar k professional way k sath trading karni caheyh ta k hum ko zada say zada fida hoo aur hum nuqsan say bach sakain.
                • #9 Collapse

                  Re: apni zaruriat ko samnay rakhtay huvay hamko trades kabhi nai krni chaye..

                  agar hum apni need ko samny rakh kar trading karen gay to es trha hum pressure main aa jaye gay aur hum theak say trading bhi nahi kar paye gay es liye humay chahiye keh forex trading ko achi trha seekhain kyun keh seekh kar he humari trading achi ho sakti hay aur mehnat karnay main he es field main faida hota hay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: apni zaruriat ko samnay rakhtay huvay hamko trades kabhi nai krni chaye..

                    forex aik online business hain ham is main live or sada urdu main trading karty hain hamy market ko achy sy samaj kar apni zarorto ko aik side main rakh kar fresh mind ky sath is main trade lagani chahey pher hi ham is main kamyab ho sakty hain or ahca profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: apni zaruriat ko samnay rakhtay huvay hamko trades kabhi nai krni chaye..

                      ji haan sarapa Ne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko manta hoon Agar Hum Pakistan Forex me trading Karte Hain aur Hamari jarurat bhi Puri Nahin Hai To Hame trading bilkul bhi nahin Karni chahiye Hamen Jab Bhi Apna trade open karna ho to Hamein bahut hi jyada market ko analyses Karke aur candle se Ko Dekhkar baad mein Apna trade open karna chahie firm profit Hasil kar sakte hain thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: apni zaruriat ko samnay rakhtay huvay hamko trades kabhi nai krni chaye..

                        yes dear app ki bat bohut he achi hai aur app nay achi aik information share ki ha jab bhi ham forex main apni zrort ko samny rakh kar kam karty hain tu ham hamesha jazbati ho kar kam
                        karty hain jiss ki waja say ap apni khuahish k mutabik earn nahi kar paty hain uss ki waj he app ka jazbat main aker kam krna ha iss leay ap ko earning bary main sochna he nahi chaheay bas ap ko rules ko follow karty hoay kam karty rehna chaheay app ko ap ki soch k mutabik earning ho gee..
                        • #13 Collapse

                          Re: apni zaruriat ko samnay rakhtay huvay hamko trades kabhi nai krni chaye..

                          Planning aik aisee cheez h jo her bar hamain kaam de sakti h as lyee ham ko as mien plan karna hota h aur ham ko as mien her bar acha kaam karna hota h agar ham as mien aik umda plan ker k kaam karte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien aur agar as mien kio kami beshi a jati h tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko as mien apna nuqsan nahi karna hota h aur ham ko as mien her bar kaam karna hota h aur ham ko apne aap ko as mien sabit karna hota h aur as mien khud k lyee umda life hasil karna hota h q k jab ham as mien kamyab hote hien tu hi ham asal mien khush hote hien as lyee jab hamari zarort pori ho jaye tu ham ko as mien mazeed trade nahi karna hota h.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: apni zaruriat ko samnay rakhtay huvay hamko trades kabhi nai krni chaye..

                            dear member aap theek hai aa rahe hain humko apni jaroor yaad ko dekhkar trade nahin karni chahi market ki position ko dekhkar treat karna chahie jab trade ban rahi ho is waqt rate Karen lalach mein kabhi bhi trade open na Karen hua loss hi degi koshish karon trading experience ke sath aur trading tool ke sath trading Karen trading tool hamein bahut acchi training karwate hain aur achi Ami bhi dete Hain agar koi market ka trend dekhkar trade Kare tu bahut acchi profit wali train hoti hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X