Mother of loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mother of loss
    99 percent loss ke waja sirf or sirf lalch hota ha ur kush nahi ya app ka har loss ka agaz ur ahtatam ke waja ha is iya isa mother of loss be keh sktha hian .. isi ke waja sa app bari trade lagta ho high spread commodity pr trading krta ho capital ko mange nahi krta over trading kr leta ho at the end sab wjohaad he bunyad lalch he hota ha..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mother of loss

    Forex trading business mein sab se ziada loss js waja se hota hy wo hy greed greed as agr trading kartay Han tu jtna bhi ziada balance ho loss hi hota hy aur forex trading business mein hum kaamyaab hi tab ho saktay han jab hum greed se bach kar trading karain gay
    • #3 Collapse

      Re: Mother of loss

      GTR Apna thik baat ki hai ki sabse badi badi Hoti Hai Ke laalach Agar laalach nahi karenge To Kuch Bhi Nahi Hoga main Business mein karna hai hamara account band Hoga Na Hamara balance bhi khatam hoga Agar Hum lunch Mein Aakar kuch bhi kaam karte hain to nuksan hota hai ya nahin account band ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Mother of loss

        G han loss ki sab say bari wajha lalach hai jo log lalach main aa kar zyada profit ky liyay bari lot ki trade ly lyty hain unhain aksar profit ki bjayay nuqsan ho jata hai, is liyay koshish karain ky choti trade lain ta ky acha profit earn kar sakien, aur loss ki bari wajha sirf lalach hai is liyay lalach say bachain ta ky achi earning kar sakien aur account bhi wash hony say bach saky
        • #5 Collapse

          Re: Mother of loss

          forex aik legal business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous hony wala business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik big busienss hain
          • #6 Collapse

            Re: Mother of loss

            forex main lalch hamra sab sy bara dusmin hain hamy apny emotion or lalach ko qaboo main rakh kar is main hard work or mehant sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or loss sy bach sakty hain yai aik asa business hain jis main ham learning ky sath earning be hasil kar sakty hain is main hamara koi be boss yai teacher nahi hota yai aik king or unique business hain
            • #7 Collapse

              Re: Mother of loss

              اصل پيغام ارسال کردہ از: abdulrazzaqchatha پيغام ديکھيے
              99 percent loss ke waja sirf or sirf lalch hota ha ur kush nahi ya app ka har loss ka agaz ur ahtatam ke waja ha is iya isa mother of loss be keh sktha hian .. isi ke waja sa app bari trade lagta ho high spread commodity pr trading krta ho capital ko mange nahi krta over trading kr leta ho at the end sab wjohaad he bunyad lalch he hota ha..
              Forex trading Mein Boss ka sabse bada reason credit Ki lalach Hai aur bahut Sare traders co is wajah se De loss hota hai Kyunki unke Paas Forex trading ke knowledge Thodi hoti hai aur wo FIR baith reading karne lag Jate Hain
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Mother of loss

                forex ke karobar mein mother of loss lalach he is ke waja se hum zeada profit ke chaker mein hum trade ke close kerny ka best time ko guzar betty hein forex aik legal karobar he jis mein hum earning or learning dono ko apni life ka hisa bnaty hein tab he acha earn ker paty hein forex kabi be na band hony wala karobar he is mein hum jab dill chahy enter hoty hein or jab dill na kery chor sakty hein is mein koi be pabandi nae he
                • #9 Collapse

                  Re: Mother of loss

                  Boss aap ki baat belkul durast hai aur jab ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee nahi ker sakte hien q k kamaee ka taluq hamari achi trade sy hota h as lyee ham ko lalach nahi kerna hota h aur agar ham ko thora bhoot as mien bachat ho jata h
                  tu ham ko as ko qabool ker lena hota h
                  agar ham as mien lalach kerte hien k ham ko zyada munafa ho jaye tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien
                  as lyee ham ko khud ko nuqsan sy bacha ker as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien apne lyee kuch khas kerna hota h aur as mien lalach sy dor rehna hota h as lyee greed ko ignore karna hota h.
                  • #10 Collapse

                    Re: Mother of loss

                    Ji bilkul theek kaha aap ne sach mein greed sab losses ki mother ha , kiu k lalich ki waja se trader jalbazi karta ha, apne balance k mutabiq Lot size lagane ki bejaye bdi Lot size laga deta ha , bar bar loss hone k bd break karne ki bejaye trading jari rakhta ha, aik din acha profit earn karne k bawjood dobara phir nai trade laga deta ha, ye sab sirf aik trader lalich mein a kar hi karta ha.
                    • #11 Collapse

                      Re: Mother of loss

                      Trading mein sb se ziada Jo traderz ko effect krti ha wo ha hi lalach lalach se insan bht nuqsan uthata ha agr daikha jaye ap apna hi jaiza le laen tu ap ko apny losses ki waja sirf aur sirf ap ki lalach hi nazar aye ge. Q k es k elawa aur koi cheez ho hi ni sakti.q k ye trading mein pai hi bht ziada jati ha.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Mother of loss

                        Hi members. Main app ki baat sa mutfiq hon app ka jab be loss hota ha us ki sb sa bari wja lalch he hota ha hr loss ka start isi ke wja sa hota ha ur end account wash ho ka smna ata ha hauin sirf or sirf lalch pr control krna chye baqi sb kud na kud theek ho jye ga

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X