Forex mai serf category hain ak profit or ak loos phr loos zayda kiun

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mai serf category hain ak profit or ak loos phr loos zayda kiun
    Dear members mara ap logon s ak question hai ka forex ka business mai 2 category hain ak profit or ak loos laken huma loos zayada kiun hota hai or profit kam kiun dono equal kiun nahi chalta
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mai serf category hain ak profit or ak loos phr loos zayda kiun

    Dear aap ki baat theek hai forex mein aik tou profit hota hai aur doosra loss lakin humain loss zayada hota hai aur woh iss lye hota hai kay aik tou humaray zahen mein loss ka khauf hota hai aur doosra hum mein sae aksar members forex mein mehnat nahin kertay iss ko seekhnay ki koshish nahin kertay aur paisa hasil kernay kay chakar mein shortcuts lagatay hain jis sae loss hota hai profit hasil kernay wala tou koi kaam kertay hi nahin hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex mai serf category hain ak profit or ak loos phr loos zayda kiun

      G han sir ap k bat bilkul thek ha or main ap k iss bat sy iteefaq karta hu humain iss main chaiye jk jitni be mahnnt karta hainwoh zaya nahi jaye iss main toh catagory hoti hain ak loss or dosra profit humain in dono main sy zada lkoss hota ha woh sirf or sirf apni mistakes k waja sy humain loss hota ha humain iss main mehnaat karni chaiye or loss ko control karna chaiye
      • #4 Collapse

        Re: Forex mai serf category hain ak profit or ak loos phr loos zayda kiun

        G Han 90% loag loss karte Hain aur just 10% loag earn karte Hain is ki waja ye hai ke greed buhat zeyada hota hai Jan koi apne emotions ko control nahi Kar sakta to phir chahe us ke pas kitna bhi knowledge aur experience kyon na ho ham loss hi karain ge agar kameyab hona hai to phir emotions ko control karna seekhna ho ga aur apne knowledge aur experience ko emotionless trading mein use karain then AP earn karain ge
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Forex mai serf category hain ak profit or ak loos phr loos zayda kiun

          G han I agree with you forex main siraf 2 categories hain profit aur loss lekin loss hmaisha zyada hota hai is ki bari wajha yeh hai ky aik to log forex main mehnat nshi karty sur jo log mehnat say kam karty hain un ko bhi jb bonus milta hsi to woh zyada profit ky liyay jald bazi main trading karty hain market ky ups down dekhy bsghsir is liyay loss zyada hota hai

          اب آن لائن

          Working...
          X