Indicators False Signals

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators False Signals
    Hum market ko understand karnay kay liye jo indicators use karty hay to humay chahiye keh unkay false indication ko follow na karen kyun keh baaz dafa indicators market kay bary main aur bta rahy hoty hay aur market kuch aur kar rahi hoti hay eski confirmation hum indicators kay majmua say lay sakty hay matlab agar different kisam kay indicators ka result different aa raha hay to humay wait kar lena chahiye market clear indication dy tab he trade karni chahiye
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicators False Signals

    Forex trading Mein Hum market ko samajhne ke liye indicator use karte hain indicator Hamein ya batate Hain Ki market ab kis side move kar sakti hai lekin ek baat Yaad rakhen ke indicator Hamein sirf indicate Karte Hain Hum indicator ki base pair trading kar sakte hain lekin indicator ki base per trading karte hue Hamein nuksan Bhi Ho Sakta Hai Hamein chahi ke hum indicator ke wahi signals par trade Karen Jin Mein Hamein fayda ho sake wrong signal par trade na Karen
    • #3 Collapse

      Re: Indicators False Signals

      forex main indicators ki bohat hi zada ehmiyat hain hamy market main achy knowledge or experience ky sath is main profitable analysis or indicatiris ko use karty howy enter hona chahey pher hi ham acha profit hasil kar ky market main run kar sakty hain or apni zarorto ko pora kar sakty hain or loss sy bach sakty hain yai aik international or kabe be band na hony wala business hain
       
      • #4 Collapse

        Re: Indicators False Signals

        forex main indicators ki bohat hi zada ehmiyat hain hamy in ko use kar is main kam karna chahey hamy is main best experience hasil kar ky is main kam karna chahey hamy is main yai aik asa business hain jis main ham learning ky sath earning be hasil kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai aik international or legal business hain
         
        • #5 Collapse

          Re: Indicators False Signals

          Forex trading kartyy waqat indicators ka istaml kar sktyu hai indicators ya batat hai ky markeet is trf move kar sktii hai lykin mukaml toar par indicators par believe ni karna chiyee apna knowladge our experience bi use karnaa chiyee wasyy to indicator bohy saryy hai use wohei karnyy chaiyy jo ap kyy liyee earning ka sbab bantyy hai...
          • #6 Collapse

            Re: Indicators False Signals

            Hi G bas uqat Aisa Hota Hai ke indicators Hamein say hi Ishare nahi dete par Aisa Kabhi Kabar hi hota hai jyadatar indicators Sahi Ishare hi Dete Hain Hame chahiye ke hum indicators ko follow Karen aur indicators kab de raha hai aur kab Yeh Sahi Ishara nahi de raha Yeh sab kuch hamay Pata hona chahiye
            • #7 Collapse

              Re: Indicators False Signals

              forex mai indicators 92% sahe hoty hain hamy in ko mady nazer rahk ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik international business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain forex mai hum pairs or currency py trading karty hain forex aik world wide or kabe be katem na hony wala business hain
               
              • #8 Collapse

                Re: Indicators False Signals

                forex mai hamy indictors py pure tarha sy itbar nahi karna chahey hamy ache learning hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik online business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Indicators False Signals

                  Jb markwt move ho choki goti hy to phr us k bad hi indictaer bhi moce krty y indicater k move hony sy hama signala naia ly sgty yy us sy kafu loss ho sgta hy agr ham us ki sahi smajh k trade na kry kionk indictaer zeada tar acha signala nai dyty hy ya fake signala dyty yy
                  https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicators False Signals

                    G dear ap ne bohat ache baat ki hai bohat dafa aisa hota hai k hum indicators k signals ko follow krty hwe trading krty hain to humen loss ho jata hai is ki reason ye hai k hum khid market ko analyze ni krty just indicators ki base par trading krny ki koshish krty hain jis se humen nuqsan face krna par jata hai kyun ky indicators hmesha theek signal.ni dyty koshish kren k signals ko follow krny k sath sath analysis bi krty rahen ta k loss se bcha ja sake.
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicators False Signals

                      forex mai hamy indicators ko use kar ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik international business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex mai hum learning ky sat sat earning be hasial kar sakty hain
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicators False Signals

                        forex mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky indicators ko use kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain forex aik real business hain
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Indicators False Signals

                          forex mai hamy apny learning py zada tawajo dene chahey or hamy indicators ko use kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or ache earning hasial kar saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex kabe be katem na hony wala business hain
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Indicators False Signals

                            Kabi kabi indicators false signal bhi dyty hain islie indicator aty e jaldi sy trade na lagya kren balky pehly usji cnfrmatn dkha kren agar agli candel bhi indication ky haq main jaa rhi ho tbhi trade lagain aur agar cnfrmtn na ho tw trade b na lgaain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Indicators False Signals

                              Gee han forex market ko tajzia karnay k liay hum kafi indicator use karte hai koi b indicator false nai hota seb apnay apnay halat main use hote hai har indicator main koi na koi faida hota hai ek indicator jo kam kar sakta hai agar aap us indicator se 2nd kam lo phir wo kam na kar sake phir wo kaisay ho ga aap galt ho jo zalim ho indicator ka use karna aata nai zabar dasty karte ho is liay indicator ki pehlay study kare phir use kare

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X