Kam profit mein trade ko close kernay ka nuqsaan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kam profit mein trade ko close kernay ka nuqsaan
    Forex mein trading kertay huay aksar members apni trade ko tou kam profit mein close ker detay hain lakin kam loss mein trade close nahin kertay lakin kam profit mein trade close kernay ka nuqsaan yeh hai kay humain kam profit milta hai aur forex rules kay mutabiq continue 5 trades profit mein lenay kay baad aik trade loss mein close kerni hoti hai tou iss tarah 5 mein sae aik trade tou humari loss kay sath cover ho jati hai aur baqi char trade agar hum kam profit mein close kerain gay tou phit profit kam ho ga iss lye trade ko kam profit mein close na kya kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kam profit mein trade ko close kernay ka nuqsaan

    G Han dear ap ne theek kaha Hai koshish kren k jab bi trade lgaen to trade lgane k bad market ko bar bar na dekhen kyun KY jab market thori si ap k against Jae ge to ap loss k dar se trade close kr dyn aur Thora sa profit ly Lyn ge aisa ni krna chaheye hmesha apni strategy k according trade lga kr stop loss take profit lgane k baad market close krna he best Hai kabi kabi itna loss ho jata Hai k thore thore profit se cover ni hota khud ko losses se safe rakh kr trading krna best Hai.
    • #3 Collapse

      Re: Kam profit mein trade ko close kernay ka nuqsaan

      G dear friend aap ki baat droost hay ky kam profit main trade close ker dyne ka nuqsaan ya hota hay ky aap new trade lagaty hain too broker ka share bhi naya siry say shooro ho jaty hain jo ky aap ka aapna share hota hay jo ky broker ko jala jata hay
       
      • #4 Collapse

        Re: Kam profit mein trade ko close kernay ka nuqsaan

        G dear friend aap ki baat droost hay ky kam profit main trade close ker dyne ka nuqsaan ya hota hay ky aap new trade lagaty hain too broker ka share bhi naya siry say shooro ho jaty hain jo ky aap ka aapna share hota hay jo ky broker ko jala jata hay
         
        • #5 Collapse

          Re: Kam profit mein trade ko close kernay ka nuqsaan

          Forex trading mai kamm profit lay kay trade close kernay ko scalping kehtay hai.Bohat sey traders scalping ya kamm profit kay saath trade close kerna behtar samajhtay hai.Jin traders ka account balance kamm hota hai unki koshish hoti hai kay kam sey kam risk kay saath trading ki jaey.Iss tarah sirf spread ko recover ker kay bhi kuch traders closing ker laitay hai jo sahi tareeka nahai hai
          • #6 Collapse

            Re: Kam profit mein trade ko close kernay ka nuqsaan

            Boss mien to ye hi kehta hun k ham as mien kam profit mien trade ko belkul close kerna hota h q k jab ham zyada lalach kerte hien tu apna nuqsan ke rlete hien aur jab ham as mien easy ho ker kaam kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien aur thori kamaee b bhoot h as lyee lalach kerna bhoot buri baat h.
            • #7 Collapse

              Re: Kam profit mein trade ko close kernay ka nuqsaan

              Dear bro mairy khayal ke mutabik to loss ki bjay trade ager kum profit main hi close ker den to ye best strategy ho ge keon ke sometimes aisa hota hy ke hum greed kerty hn aur kum profit per khush ni hoty aur trade loss main chli jaty hy
              • #8 Collapse

                Re: Kam profit mein trade ko close kernay ka nuqsaan

                Kabhi kabhi humain kum profit par he trade close kar dayni chahiye kun kay jub hum lalach Main ah jatay hyn to is time humara account bhi wash Ho sakta hy is liye ap ko chahiye kay apni trade par tp lagayn or jitna bhi profit Ho is par gozara karyn
                • #9 Collapse

                  Re: Kam profit mein trade ko close kernay ka nuqsaan

                  G bilkul jb hamari risk to reward ratio hi disturb ho jaye ge tu phr chahe jitni bhi trade profit mein close ho jaen agr loss wali trade close ho jati ha tu es se hamara Sara profit loss mein chala jata ha phr un trades ka kiya faida ho hm ne profit mein close ki haen. Es lye risk to reward ratio kbhi bhi disturb na hony daen.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kam profit mein trade ko close kernay ka nuqsaan

                    Koi nuksan ai hy kam profit bhi hamaya cept krna chiya hamaya chiya hamay jiyna bhi profit ho raha ho jamay ly lyna chiya ham kam profit sy bhi ahista ahista kafi bra profit jama kr sgty hy ourbhamaya paractis hoti rehti hy our ham acahya traders bn sgty hy our sab sy bri bat loss nai hota hy
                    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                    • #11 Collapse

                      Re: Kam profit mein trade ko close kernay ka nuqsaan

                      hmesha hmain yh hee dekhnaa chahiyaii k jitnaa bje profitt ata haii hmaraii pss uskoo acceptt kr lenaaa chahiyaii aurr hmaiin kabhii bhe bhe lalachh nhee krnaa chahiyai qu k jb bhhe lalachh krtaii haiin hmain nuqsann hee hotaa haiii isloyee kabii bhe lalach nhee krnaa chahiyaii aurr us k alawaa hmaiin agaarr loss meiin bhee trade close krne praii to kr dene chahiyaii q u k agar nhe kraiin gy too bhtt loss ho jaii gaa accnt b washh ho sktaa haui
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kam profit mein trade ko close kernay ka nuqsaan

                        dear forex mein kam profit mein trad ko close karnay ka nuqsan bohat he zyada ha kiyon kay ek trad jo kay ap apny experience kay sath lgai howi ha or wo apko profit mein acha lay kar he close karna chaheye na kay usko close kar kay dobara new koi or open kareen or wo loss kar bethy is liye forex work he aysa ha is mein wait karna sabar karna bohat he zarori ha jabhi ap is mein bohat he fast or achi earning kar sakty hein

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X