Emotional free trading karny ki koshish karni chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotional free trading karny ki koshish karni chaye
    Forex business me esy traders hi zeyda kamyab ho sakty hey jo emotional free trading kar sakty hey bahot se traders some time market ki movement se aur loss hony ki waja se emotional zaror ho jaty hey magar un ko apny emotions par control hota hay esi waja se wo kamyab be ho jaty hey, loss hony key bad agar relax ho kar decisions ley jaye to traders emotions free trading kar sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotional free trading karny ki koshish karni chaye

    G Han dear aisa he Hai forex trading men fail hony waly ziada tar members apny emotions ko control ni rakh paty jis ki waja se wo nakam ho jaty hain Agar trading men kamyab hona jaty hain to phir emotion free ho kr he trading kren ta k kamyabi hasil ho sake jab bi ap emotions par control ni rakhen ge ap ko loss he face krna pare GA aur forex men to emotions ko jitna ziada control men rakhen ge utny he kamyabi k chances ziada hun ge.
    • #3 Collapse

      Re: Emotional free trading karny ki koshish karni chaye

      G bilkul thk kaha AP ny k aksr log loos k bad buht emotional ho jaty hn ya to Allah ki Marzi hoti Hy kbi loos to kbi profit ya to hota hi rhta Hy mgr hum ki emotional nhi hina chaheay balky apny kaam ko mazeed acha bnany ki khoshah krni chaheay esi ly hum ko emotional free trading krny ki koshish krni chaheay
      • #4 Collapse

        Re: Emotional free trading karny ki koshish karni chaye

        Hi ji aapne Sahi Kaha Hai Hamein emotional free trading Karni chahi mean ke Hamen trading karte waqt emotional Nahi Hona chahi balke relax Rahana chahiye aur coalmint hoke hum ek kaam karna chahi Yahi Hamare liye Pata Ho ka Shabar aur dhamol se Hamein Chalna chahi Ta ke Hamen profit Ho Loss Na Ho
        • #5 Collapse

          Re: Emotional free trading karny ki koshish karni chaye

          Dear bro forex trading main emotions ap ke subh se bady dushman hn ager ap emotions per control ker sakty hn to phir ap aik ashy trader ban sakty hn aur jo trader emotional hoty hn un ki trading bh fail hoty hy aur ager ziada loss ho jai to trading carear bh tahah ho sakta hy
          • #6 Collapse

            Re: Emotional free trading karny ki koshish karni chaye

            Hi g bel kul sahi kaha ap ny hamy emotional free trading krni chahiye emotional main nahi ana chahiye ager loss Jo geya hai to koi bat nahi hai sabar karein sabar sy kam len is I main ap ka faida hai emotional hony sy kuch nahi hony wala ulta ap ka aur loss ho ga is waja sy hamy chahiye k hm emotional sy bachain aur sabar karein
            • #7 Collapse

              Re: Emotional free trading karny ki koshish karni chaye

              Emotions hnsha bndy ko khrb krty hain aur bnda hmesha emotions ki zad mn aaky e mar kha jata hy islie asy bndy kilie zrurii hy ky wo emotions pr control rkhyy aurr skun sy aur thndy dmgh sy kam lyy taa ky sahi faisly kr sky aurr jo bhtreen hy woe ho sky islie emotions ko control main rkha kren.
              • #8 Collapse

                Re: Emotional free trading karny ki koshish karni chaye

                Axha trader wohei hota hai jo apny emotion ko control main rhktaa hai emotion free trading hei profit hasl karwtii hai ek time main ek trad hei open karni chiyer agr wo loss main bi ja rahi hai to janyy denn dosra order na lagenn ya markeet ko close na krenn chalny denn tohra sbr markeet ka kia pata kb move kar kyy profit main a jaiyy jazbat main ni ana chiyee sbr rhkna chiyee..
                • #9 Collapse

                  Re: Emotional free trading karny ki koshish karni chaye

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                  Forex business me esy traders hi zeyda kamyab ho sakty hey jo emotional free trading kar sakty hey bahot se traders some time market ki movement se aur loss hony ki waja se emotional zaror ho jaty hey magar un ko apny emotions par control hota hay esi waja se wo kamyab be ho jaty hey, loss hony key bad agar relax ho kar decisions ley jaye to traders emotions free trading kar sakty hey.
                  Assalamu Alaikum ji bilkul Hamein motional free hoka trading karne ki koshish Karni chahiye Kyunki Ham Jyada beta Tora trading kar sakte hain aur Jyada running karne ke chances hote hain Shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotional free trading karny ki koshish karni chaye

                    Dear ap ko emotional ho k trade nae karne chaheay q k ager ap emotional ho k trade karean gey to ap ko loss he ho ga chaheay ap jitne he koshesh kar lean lakin ager ap samag dare se treading kartey hen to ap ko loss buhat kam ur profit zeada ho ga is leay emotional nae hona chaheay
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotional free trading karny ki koshish karni chaye

                      forex mai trading karne hain to hamy apny emotions ko qabo mai rahkna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or ache earning hasial kar saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotional free trading karny ki koshish karni chaye

                        hamy ache learning hasial kar ky aik time table bana kar emotions ko qabo mai rahk ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international or legal busines hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X