Trading k doraan be yaqeeni c paid a ho jana

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k doraan be yaqeeni c paid a ho jana
    Jb koi trader lagatar loss ki taraf jaa raha hota ha tu us k dil mein aik bat baith jati ha. wo ye sochta ha k mein kbhi bhi profit ni kama sakoon ga. Esy kehty ha apny ap pe bharosa kho daina ya aisi surat mein mazeed trade krna dangerous ho sakta ha. Expert yehi kehty haen k usy trading stop kr k kuch Din daikhna chaye k aisa q hwa aur dobara tyari kr k market mein khusna chaye ta k aisi satuation dobara creat na ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading k doraan be yaqeeni c paid a ho jana

    Traders ko agar apni market analyzing par yakeen ho ga to wo kabi be be yakeeni ka shikar nahi ho ga, traders ko apny expernice aur knowledge par yakeen hona chaye jo traders be yakeeni ka shikar hoty hey aur dar dar kar trading karty hey esy traders jald trades ki closing ki waja se bahot zeyda loss kar sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: Trading k doraan be yaqeeni c paid a ho jana

      Jub Kisi Ko regular nuksan ho raha ho to usko De Yakeen to hoti hi hai Jab Koi nuksan Karega to use ko accha nahi lagega Hua Pareshan Ho Jayega new traders Jada nuksan karte hain new traders co chahi keva nuksan na Karen balke Forex trading co seekh le Jab Tak new trader Forex trading co seekhna Le us Waqt tak wo kaam start na Karen
      • #4 Collapse

        Re: Trading k doraan be yaqeeni c paid a ho jana

        Hi ji aapne Sahi kaha ke trading ke dauran be yaqeeni si Paida Ho Jati Hai for an trader ko Paida hoti hai Hi Jane ko musalsal loss ho raha Hota Hai aur Hua samajhte Hain ke Hamen profit nahi ho sakta Kaun ko aisa nahi Socha Na chahi Apne andar bechini nahi Paida Karni chahiye balke Himmat Aur hosle se kaam karna chahi Yahi Hamare liye Baitha Ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Trading k doraan be yaqeeni c paid a ho jana

          Hi g baz uqat ASA ho jata hai k trading k Duran be yaqeeni si paida ho jati hai hamy chahiye k hm is be yaqeeni sy bachain aur umeed rakhein aur apna kam jari rakhein himat na harein himat to rakhni hi parti hai ager ap ko musalsal loss ho raha hai to pher ap ko Chahiye k ap kisi senior sy contact karein aur us sy help len
          • #6 Collapse

            Re: Trading k doraan be yaqeeni c paid a ho jana

            g hun profit or loss to trading ka hissa hoty hn or is mai aksar auqat hamari kuch choti choti ghaltiyun ki wjha se aesa ho jata hai k hmen continously loss ka samna karna parta hai or is trh members mai be yaqeeni paida h jati hai or u wo kuch time k liye trading ko rok daity k shaid is doran market mai chng ki wjha se un ko kuch faifmda ho ske take wo dobara se profit ki trf ja sken.
            • #7 Collapse

              Re: Trading k doraan be yaqeeni c paid a ho jana

              Boss jab ham trading mien be yaqeeni peda ker lete hien tu ham ko as mien as baat ka ahsas hota h k ham as mien trade nahi ker sakte hien aur aqal ka taqaza b ye hi h k ham as mien us waqt trade belkul b nahi kerna hota h agar ham as mien trade kerte hien tu ho sakta h k ham k as mien foran nuqsan hone lag jaye.
              • #8 Collapse

                Re: Trading k doraan be yaqeeni c paid a ho jana

                Main ap ki baat say itafaq karta hoon forex trading business main bar bar kaa loss ap kay andr bay yaqeeni ko bahrati hy humain apny ap par yaqeen hona chahiye kay hum loss recover kar sakty hyn
                • #9 Collapse

                  Re: Trading k doraan be yaqeeni c paid a ho jana

                  agar hum forex trading main achi earning karna chahty hay to khud ki mehnat par humay trust karna chahiye aur kabhi bhi humay ye nahi sochna chahiye keh hum market main achi earning nahi kar sakty kyun keh agar hum khud ko acha nahi ginty to humary sath acha bhi nahi hota es liye sahi mind kay sath he kam karna chaiye
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading k doraan be yaqeeni c paid a ho jana

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                    Jb koi trader lagatar loss ki taraf jaa raha hota ha tu us k dil mein aik bat baith jati ha. wo ye sochta ha k mein kbhi bhi profit ni kama sakoon ga. Esy kehty ha apny ap pe bharosa kho daina ya aisi surat mein mazeed trade krna dangerous ho sakta ha. Expert yehi kehty haen k usy trading stop kr k kuch Din daikhna chaye k aisa q hwa aur dobara tyari kr k market mein khusna chaye ta k aisi satuation dobara creat na ho.
                    Latest ke sath Kaisa tab Hota Hai Jab unko apni trading ke pura Bharosa nahi hota Jab traders Bina Nabi Ke or experience ke kaam karte hain to unko apni great par yakin nahi hota
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading k doraan be yaqeeni c paid a ho jana

                      forex aik international business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading k doraan be yaqeeni c paid a ho jana

                        hamy experience ko best bana kar mahnhet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik unique business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain yai pakistan mai legal ban cuka hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik legal business hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading k doraan be yaqeeni c paid a ho jana

                          ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek kaha hai trading Kya Karen Hamare Dil Mein Daikin AC Paida hoti hai ya confusion Paida Ho Jati Hai Kya Labh Hoga ya profit isliye Main Pareshan Nahi Hona chahie

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X