agar ap earn nahe kar rahay tu es ka matlab hai ap learn nahe kar rahay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    agar ap earn nahe kar rahay tu es ka matlab hai ap learn nahe kar rahay
    friends dunia main koi aisa kam nahe hai jis ko learn nahe kiya ja sakta es liye hamein chahye k ham log forex market ko sahi tarha understand karein so that ham log es field main zaida say zaida earn kar sakein,ap es k elava kamyab nahe hosakty
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: agar ap earn nahe kar rahay tu es ka matlab hai ap learn nahe kar rahay

    g bilkul theak kaha earning na hona is bad ki nishani hai k kahin to ap koi pointy miss kr rahy ho jis ko learn krna zaruri hai so ap learning pr gor kro earning market ap ko krae gi us ki fikar na kro just ap jo kr sakty ho wo hai learning ap apna kam kro
    • #3 Collapse

      Re: agar ap earn nahe kar rahay tu es ka matlab hai ap learn nahe kar rahay

      humay learning pe proper focus karna chhaiye agar apa start mei earn nahi kartay eska harghiz ye matlab nahi hota hay kay aap earn kar he nahi saktay so hamesha proper learn karain planning karain achi learning ki jab aap learning karain gay learning material aur trading knowledge barhay ga aap ki trading improve hojay gi.
      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

      PLEASE VISIT HERE
      • #4 Collapse

        Re: agar ap earn nahe kar rahay tu es ka matlab hai ap learn nahe kar rahay

        ap nay bohat he khubsurat baat ki hai or main ap say agree karti hon,dear fellow agar ham log forex market main gain nahe kar rahy hain tu es ka matlab ye hai k hamari trading skills achi nahe hain ,es liye hamein chahye k ham log market main learning kar k improvement karein
        • #5 Collapse

          Re: agar ap earn nahe kar rahay tu es ka matlab hai ap learn nahe kar rahay

          g han sir asa he humain jab trading main koi acha fidaa na ho raha ho toh humain samj lana chaiye k hum iss main koi na koi galti kar rahye hain or humain iss main learning ko kabi be close nahi karna chaiye humain iss main roz k roz knowledge ko read karna chaiye jis sy humain acha idea ho jata ha har ek pair kah humain learning process sy bhot fidaa hasil hota ha humain kabi be iss main confuse nahi hona chaiye
          • #6 Collapse

            Re: agar ap earn nahe kar rahay tu es ka matlab hai ap learn nahe kar rahay

            ap ko learn pehle karna ha learn well hoga then earn well hoga ye darust bat ha isliye har aik ko achay traikay sey pehle sey learning pe fully focus karna chaye apni learning apni skills ko complete karna start mei he har trader ki achi zimadari hoti ha jab tk bahtreen learning nahi hogi samajh len tab tk ap ki skills nahi banay gi.
            • #7 Collapse

              Re: agar ap earn nahe kar rahay tu es ka matlab hai ap learn nahe kar rahay

              agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik world wide business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain is mai hamara koi boss nahi hain
              • #8 Collapse

                Re: agar ap earn nahe kar rahay tu es ka matlab hai ap learn nahe kar rahay

                forex aik world wide business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum isy apna professional career be bana sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik world wide business hain hum is business ko apna life time career be bana sakty hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: agar ap earn nahe kar rahay tu es ka matlab hai ap learn nahe kar rahay

                  Dost,yeh tu ap nay kafi achi kaha brother par agar soch ja tu jo cheez b banai gi hai who sub ki sub hamay faeday k liyeh bana e gi hai our hum log is ko rung use kartay hai so agar hum only mobile nahi koi b electronic cheze ho us ko shi use kartay hai tu hamaray liyeh kafi profitable ho sakti hai our hai b ,good luck
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: agar ap earn nahe kar rahay tu es ka matlab hai ap learn nahe kar rahay

                    G agar koi member kam bonus haasil kerta he to phir usko chahiye k wo next bonus aane tak trading na kare ya agar trading kerta he to phir soch samajh ker trading kerni hogi jis se usko loss na ho or thora buht profit hi earn kare kio k agar bonus kam he or loss bhi howa to phir uska account bhi wash ho sakta he is liye careful reh ker hi trading karni hogi.
                    • #11 Collapse

                      Re: agar ap earn nahe kar rahay tu es ka matlab hai ap learn nahe kar rahay

                      Dear main ap ki baat say mutafiq hon, trading main technical knowledge be hasil karana parta ho or fundamental knowledge be hasil karana parta ha es laya pehala ap technacil analysis ke taraf ata han sub sa best analysis demo account ha ap daily one hours demo account ko time dana or full analysis karana ka kab market up hoti ha or kab market down hota ha ya best analysis ha ,mehnat kartay rahein es main kamyabi hai,take care
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: agar ap earn nahe kar rahay tu es ka matlab hai ap learn nahe kar rahay

                        forex aik real business hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik unique business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex kabe be band na hony wala business hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: agar ap earn nahe kar rahay tu es ka matlab hai ap learn nahe kar rahay

                          G bilkul app nay sahi kaha hai forex main ager ap loss kar rahy hain tu aop ki learning boht he week hai pehly apni learning ko acha bnain gay tab he ap say earn ho ga forex main har kisi ko yehi shikayat hota ha k loss hogea loss tab he hota hai jab app k pas forex market ko samjhny k leay expereinxe na ho phir ap ko loss ka samna hota ha app ko pehly learn karna chahea phir he app say earn ho ga.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X