What is the time frame you are trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1336 Collapse

    humain is main time frame ko set kar kay achy say kam karna ho ga humain demo ko use karna ho ga jis ki helop say kam karny main learning hasil ho sakti hay is main apni learning ki hisab say hum time frame ko use karna ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1337 Collapse

      Waisy to hr trader ki apni choice hoti hy wo kon sa tie frame use krey lekin main ny jo seekha hy ya jo mujhy acha laga hy wo 1 hour best hy
      • #1338 Collapse

        Main ny hamesh short time frams yani M5, M15 main trading ki hy lekin en main sy mjhy koi khas benefit nhi mila. Ab main ney study kia hy k trading H1, H4 and D1 main karni chahey. Eslo long time trading khehtey hen. Es main trade lot size small rakha jata hy aur trade laga kar chorr di jati aur wait ki jata hy. Jbkey M5 and M15 shot time trading hoti hy.
        • #1339 Collapse

          Mn tu kahta hon k forex mn trading krny k liay har waqt time he acha hai lakin jo sab sy aham hai has wo rat k time aor late night k time sy trading krny sy ap ko profit acha mil sukta hai
           
          • #1340 Collapse

            Trading ap pe munhasir hoti hain agar ap kam waqt k liye trade karte hain to apko kam chart use karna chaye agar apne zayada time investment karni hain to ap zayada chart ise kr sakte hain
            • #1341 Collapse

              Time frame to hamesha kuch chezen dekh k select krna chaey q k iss sy bahot c chizon ka taalluq hota hae agr aap scalper hae to apko chota chart use krna hoga air agr aap long term trader hae to apko barra time frame use krna hoga.
              • #1342 Collapse

                g bahi ap ny sahi kha hai jub hmain maarket traend show karti hai tub hmain foran he trade ko set kar denma chahye or order o lga dena chahye jub hum thora sa lait ho jaty hain tu hmain profit milta loita loss ho jta hai es liye ,market ko time par follow karna chahye ta k hmainprofithe mily or jub hum foran tade lga detyhain tu hmain time ko short he set karni chahye
                 
                • #1343 Collapse

                  forex trading main koi trading long time par depend hoti hai or koi trading hmain shor time main he karni hoti hai es ka matlab yah hota hai k hmain market ko gollw kar k trading karni hoti hai es liye hmain jis fraeme ko bhi set karna hota hai os main koshish karni cahye k hmain loss na ho es k sath jub hmain time frame ko use karna a jta hai tu hmain trading kis kislls bhi devolp ho jati hain
                   
                  • #1344 Collapse

                    Hame chahiye ke hum kam timeframe ko use karte hue trading Kare Kyunki Zyada timeframe use Karne Se humy Jyada wait karna padta hai aur Agar Hum kam timeframe use Karenge Tu Is Tarah Hum Thode time mein profit earn Karke market se exit ho sakte hain Forex trading aik bahut accha business hy
                     
                    • #1345 Collapse

                      is main hum boht hi acha earn kar skaty hain aur market main plane kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main profit hasil kar k hi hum sucess hon gay aur market main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho saky aur market main profit hasil karny main bi asani ho saky gi aur is forex main profit hasil kar k hi hum earn karein gay
                      • #1346 Collapse

                        maie tou time frame h1 ko like karti hoon aur h1 kay mutaabik he shuru sey tarde kar rahi hoon har aik ki apni wish hoti hay apni strategy apni pasand bohat sey log h4 kay fan hotay hain
                        • #1347 Collapse

                          humain trade main time frame ko use kar kay achy say kam karna ho ga jis say market main kam karna kafi asan ho sakta hay magr humain time frame ko set kar kay achy say kam karna ho ga is main chart ko dykhty hoye kam karna ho ga is main humain trends ko follow kar kay news ki help say market main kam karna ho ga k lss km say km ho
                           
                          • #1348 Collapse

                            I use 1hour and4 hour time frame for my trading, main daily base pe trade kerne wala hoon isliye ye time frame mjy soot kerte hain ,
                            But koi bhi time frame choose kia ja sakta hai ye trader ki apni marzi hai k wo long term trade kerna chahe to daily aur weekly bhi ker sakta hai agar koi scalping kerna chahe to15 mint 30mint time frame bhi use ker sakte hai.
                            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                            • #1349 Collapse

                              agar hum sahi time frame ko select karty huway trading karen gay to eh hum market say achi trade lay sakty hay aur humay esmain apny experince kay hesab say trading karni chahiey tab he humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain ziadsa say ziada mehnat karni chahiey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1350 Collapse

                                dear waisay to ham har timeframe pay kaam kr saktay hain hamain har kisam ki ijazat hay laikin mairay khayal say h4 ka timeframe sub say best hay is main main earn krta hoon is main kuch earn ho bhi jata hay it is the best for me.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X