Trading ke Waqat Jaldbazi Loss ki Waja banti ha.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ke Waqat Jaldbazi Loss ki Waja banti ha.
    Dear members, jab b ham trading karte hain to kai dafa aisa hota ha ke ham apni trade ko jaldbazi mein , markete ka sahi analysis kiye begair, hi open ya close kar dete hain, jis ki waja se loss ho jata ha, ya kai bar aik loss ko recover karne ke liye ham zyada bdi lot k sath trade open kar lete hain jo ke hamari favour mein nahi jati, isi liye jab b trade karain jaldbazi na karain mukamil itmenaan aur achi tarah analysis karain aur phir koi trade open ya close karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ke Waqat Jaldbazi Loss ki Waja banti ha.

    G han dost ap ny bilkul thek kaha hai k forex main ap jb b tread open karty hain to us wakt ap ko jaldbazi nahi krni chaiy q k j ho sakhta hai k jaldbazi ki wajah sy apko loss ho jay es ly khoshes karen relax ho kr kam karen
    • #3 Collapse

      Re: Trading ke Waqat Jaldbazi Loss ki Waja banti ha.

      G Han ham jab bhi jaldbazi karain ge to loss karain ge is mein buhat emotions ko control karna parta hai greed sab see bara duahman hai hmara agar hmain knowledge ho aur experience bhi ho par ham us ko greed mein use karain ge to ham loss karain aur earn nahi Kar payen ge is liye mehnat karain aur learn karain AP practice karain is pe ke AP emotions ko kaise control Kar sakte Hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading ke Waqat Jaldbazi Loss ki Waja banti ha.

        Dear brother forex trading may hamesha aahe members ziada loss karthay hay Jo mustakil mizaaj nahee hothay our trading may jaldh baazi ka muzahira karthay hay trading buhut sabar our tahamul ka kaam hay our is may agar koi trade loss may chale jaaye tho oska wait karna chahiay.
        • #5 Collapse

          Re: Trading ke Waqat Jaldbazi Loss ki Waja banti ha.

          normal trading time men to aisa nahi hota han news k time traders market behavior ko mis-judge kr k jaldi enter hoty hen k kahin move zaya na hojae or yehi time hota hai jb major loss parta hai kyun k news pr market major gap dalti hai
          • #6 Collapse

            Re: Trading ke Waqat Jaldbazi Loss ki Waja banti ha.

            Jee bilkul nuksan ki bohat bari waja yahi hai k hum kuch faisla lainy sy pejly sochty hi nhi or juldbazii main faisla kr laity hain jo loss ki bohat bari waja banta hai humy chahiyeh koi trade lagai hai tu wait kary jo kuch soch k lagai osy hony dain jo b plan set kiyeh osi per rahy
            • #7 Collapse

              Re: Trading ke Waqat Jaldbazi Loss ki Waja banti ha.

              Dear aisy he hota ha jab ham kisi aisi cgez py trade kry jis k bary koi analyses na ho or trade kar den tu phr nuqsaan he hota ha or kuch smjh nai aati or bnda trade close krta jata ha... isi jaga py agr wo sabr sy kaam ly ir kuch wqt dy tu faida bhi mil skta ha
              • #8 Collapse

                Re: Trading ke Waqat Jaldbazi Loss ki Waja banti ha.

                Jaldbazi ka kaam Shaitan ka hota hai Hamesha hi ki hum Soch Samajh Ke Bachche Ke Baad Hi trading start karen Sudhama loss Na Ho loss or profit business ka hisaab hota hai lekin agar aap Soch Samajh Ke kaam karte hain to koshish ki jati hai ki loss kam se kam aur profit Jyada se jyada ho agar aap jaldbaazi karte hain to Aapka ya Kahin Antar par log Jyada hoga.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ke Waqat Jaldbazi Loss ki Waja banti ha.

                  g bro ap ne thek kha trading mainjaldbazi sab se bhri waja lose hone ki hume is main sabro tamal se kam krna hot ah jo trader lalach krta ha os ko success milen muskil ho jata ha is main sab se phaly hume emotional ko kabo main krein jo main waja hoti lose ki
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ke Waqat Jaldbazi Loss ki Waja banti ha.

                    forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is mai kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai makret ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to he hamy kuch be hasial nahi ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ke Waqat Jaldbazi Loss ki Waja banti ha.

                      dear trading kay wakt jaldbazi or jazbaat hamari trading par bohat zada asar andaz hotay hain dear kuch traders jo loss poora karnay kay liey big lots ka use kartay hain wo 95% tak apna account hi wash karwa letay hain un traders ko loss poora karnay kay liey money management kay rules ko follow kar kay trading karni chahiey
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading ke Waqat Jaldbazi Loss ki Waja banti ha.

                        forex mai agar hum jald baze mai kam kary gy to hum kam sahe sy nahi kar saky gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qsur nahi hota hum is mai agar bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading ke Waqat Jaldbazi Loss ki Waja banti ha.

                          g bilkul kabhi kabhi trading ke waqt jaldbazzi karne se bhi hame loss hota ha kiu ke jaldbazzi me insaan se bohat sari mistakes ho jaty ha jin ka baad me pata chalta ha aur insaan kehta ha ke kash mujhy us waqt pata hota isi liye loss se bachny ke liye apny faislo ko soch samjh kar karna chahiye

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X