Currencyio ky Bary me Malomat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currencyio ky Bary me Malomat
    Dosto har currency 3 haroof par mushtamil hoti hai , lift side 2 haroof cuntry ka name zahir krty hain. jabky right side wala haroof currency ko zahir krta hai . misal ky tor pr GBP me GB bartania aor P pound ko zahir krta hai .
    Mehnat Me Azmat hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Currencyio ky Bary me Malomat

    Currency ka daromadar uskay mulak ki economical condition pe hota he agr kisi mulak ki economical condition achi he to uski currency mazboot hogih agr Economical condition achi ni he maslan curroption wagera he to uski currency devaluation ki traf jae gih International trading me currency ko behtr rakhnay k liye har mulak bohat mehnat krta he

    اب آن لائن

    Working...
    X