Manaat kro ga tho kamyab. Ho ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Manaat kro ga tho kamyab. Ho ga
    Dear friend forex ka karobaar main Jo bnda jitne manaat krta ha oss otna silha miltha ha AGR who manaat kary tho acha profit hasil kr saktha ha AGR manaat na kary tho much bhi nai kma saktha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Manaat kro ga tho kamyab. Ho ga

    han g yah bat theak hai ka agr hm mahnat karin gy to ham zaroor kamyab ho gy . or yah bat such hai k jab ham mahnat karty hai to lazmi nahe k sab kuch theak chaly yani is main ham ko bohat mushkal b a skaty hai or ham ko chahain k ham un difficulties ko bary khusdali ka sath face krian or apny mahnat ko jary rakhian. tab he ja kar ham ksi manzal tak pohach sakty hai. warna agr ham na apny difficultines se dar kar kam ko chore dia to ham kabi b kamab nahe ho skaty hai. is lai forex main any waly her muskhal ko achy tareeky face karin taky ham kuch period k bad achi earing kar skain.
    • #3 Collapse

      Re: Manaat kro ga tho kamyab. Ho ga

      Mehnat me azmat he Dunya ka koi b kam he mehnat k baghir kamyabi ni milti Mehnat zruri he har kam k liye is liye mehnat har surat krni chahye jitni zyada mehnat utna zyada phal jis ****l pe mehnat zyada hoti he paise b usi k zyada miltay hen isliye mehnat zruri he har surat mehnat krni chahye kbhi mehnat se pichay ni hatna chahye mehnat zrur krni chahye
      • #4 Collapse

        Re: Manaat kro ga tho kamyab. Ho ga

        Mehnat main barkat hai or azmat be agar ham ksi b business main hard work krain ga to hamain zayda profit hasil ho ga or agar ham us pa kam nahi krain ga to hamain kush hasil nahi ho ga.
        So ksi b kam khas tor per trading main mehnat bogat zruri hai.
        • #5 Collapse

          Re: Manaat kro ga tho kamyab. Ho ga

          bari mashhowr baat hy keh jes kam main jetni mehnut karo gy us main utni hi kaamyabi hasel ho gi or agr mehnut ni karogy to woh kaam chahy jetna hi asan qeyon na ho us main us bad mehnut ky kie kaam yab hona mushkel hy ha agr ayk kaam ho bara mushkel but us kaam ko karny main agr mehnut ki jae to woh mushkel bhi asan ho jata hy or us main insan mehnut kar ky kaamyabi hasel kar lita hy or us sy naffah uthata hy
          • #6 Collapse

            Re: Manaat kro ga tho kamyab. Ho ga

            g hun forex mai mehnat hi kamyabi ka first step hai is liye mehnat bhut zrori hai chahy ksi bhi field mai kyu na ho mehnat k bghair agy barhna na mumkin hota hai or hardworking se insaan bhut kuch bhut km time mai axhieve kr sakta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Manaat kro ga tho kamyab. Ho ga

              Dost ap nay jo bat share key hey map ke bat say itfak karta ho.ap jo bhe kam kartay ho jab tak ap os m mahnat nahe karogay .ap os m kayabe hasal karna bohat maskel hey.Pakistan forex forum m ap jitne maynat kar gay to ap bonus point bhe acha maylay gay.agar ap mahynat nahe karo gay kamyab hona namomken hey
              • #8 Collapse

                Re: Manaat kro ga tho kamyab. Ho ga

                G han Kisi bhi kaam mein agar Kaam Kiya Bipasha karni ho to use Mein Naat karni padti hai Park Mein Bhi Agar kaam bhi karna chahte ho to is mei mehanat ki jai Jyada Se Jyada time for ko diya jaye mind Mein Bas Yahi hona chahiye Ke Main Main Forex trading Ko sikhana Hai..
                • #9 Collapse

                  Re: Manaat kro ga tho kamyab. Ho ga

                  G Han friends forex trading men successful hone k liye Ap ko zaida mehnat krni chayie forex trading men men mehnat ki bohot zaida important hai Ap jitna zaida mehnat kro gy Ap ko utna hi profit hasil ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Manaat kro ga tho kamyab. Ho ga

                    G Haan dosto mehnat kaamyaabi ki kunji hai, forex ya forex k elawa Koi b field ho hum mehnat k bghair us me kaamyaabi hasil nai kar sakty.. Forex me hum jb tak mehnat nai karein gy tb tak hum successful trader nai bn sakty... Jitni ziyada mehnat karein gy uska utna e reward mile ga aur mehnat k sath sath knowledge acha ho aur hum apna maximum time forex me invest karein tou e hum kaamyaabi hasil kar sakty hain...
                    • #11 Collapse

                      Re: Manaat kro ga tho kamyab. Ho ga

                      agar hum mahnet sy kam kary gy to hamy bonus mily ga forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex ko hum apna life time career be bana sakty hain agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Manaat kro ga tho kamyab. Ho ga

                        G haan sir apki bat thek ahi agar ham is mein mehnat kar te hain to ham is mein kamyb ho sakte hain aur is mein earning kar sakte hain agar ap is mein mehnat kar te nahi hain to ap is mein kamyb nahi ho sakte hain is mein apko ihatyt se kam karna chaiye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Manaat kro ga tho kamyab. Ho ga

                          Yes dear Forex Business mein kamyab hone ke liye hardworking karna bahut zaroori hai agar Hum forex business mein jyada mehnat Karte Hain tu ham is business mein easy Kamyab ho sakte hain forex Busines me wahi trader Kamyab Hota Hai jo is Se Jyada mehnat aur hardworking karta hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Manaat kro ga tho kamyab. Ho ga

                            ji haan sarapa Ne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein Mein kaam karte hain to hamein chahiye ki Hamein Pakistan Forex mein bahut hi jyada kaam karna hoga aur Har Waqt Pakistan Forex mein online rehna Hoga tabhi Hum Pakistan Forex mein bahut accha knowledge Hasil kar sakte hain aur Inshallah bahut jaldi Kamyab bhi ho sakte hain thanks

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X