Hope + fear = forex market
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hope + fear = forex market
    dosto forex market main hamein fear and hope both ko bear karna parta hai,kabhe hamein profit hota hai tu ham hopeful hojatay hain but jab hamein loss hota hai tu ham fear ka shikar hojatay hain,ap ki nazar main ham es situation ko kaise handle karein ?
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hope + fear = forex market

    ap ki baat bilkul theek ha forex par ap apna emotions ko zada control nai kar sakhta ha ku ka jab be ap ko profit hota ha tab ap ko hope uar jab be ap ko loss hota h atab ap ko fear hota ha mgr forex par hamay un duno factors ko avoid karna ho ga aur professional behave karna ho ga aur in profit aur loss ki zada tensiona nai laghni chayia
    • #3 Collapse

      Re: Hope + fear = forex market

      ha g hope is bat ki ke ab hamri trade profit me jaye gi or is dafa hume acha profit ho ga or dar is bat ke hume loss ho jaye ga or hum phr pechy chale jaye gy agr hum is se bachana chahte hai tu hum emotions per control karna ho ga jub hum emotions per control karnaseekh jaye gy tu hum fear or hope se b nikal aye gy.
      • #4 Collapse

        Re: Hope + fear = forex market

        G dear ap theek kh rahe han aisa hr hota hai magar forex men wahe kamyab hai jo in dono situations men patience ko show kre kyun ky agar hum loss hone par hopeless hun ge to tab bi kuch hasil ni ho ga lekin agar hum sabar se kaam lyn ge to hum apni trading ko.kamyab bna kr ache earning ko possible bna saken ge is liye koshish kren k apny andar patience ko develop kren.
        • #5 Collapse

          Re: Hope + fear = forex market

          Hope Forex trading Main Har Banda Issi Umeed par trading karta hai usko profit hoga lekin Har Banda Forex trading main profit nahi kar sakta Kyunki forex market mein nuksan bhi ho sakta hai nuksan hone Ka Dar aur fayda hone ki ummid he Forex trading hai Hamein chahi ke hum Forex trading co acchi planning ke sath Karen Agar Hum achchi planning ke sath trading karte hain toh hum accha fayda Hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Hope + fear = forex market

            Hi how are you friends,dosto hope and fear donu ki es market main bohat he zaida value hai es liye hamein chahye k ham log forex market main hope say kam lain and apnay andar say fear ko khatam karnay ki koshish karein so that ham behter gain kartay rahein
            • #7 Collapse

              Re: Hope + fear = forex market

              forex mai ache ummed rahk ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta ain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar tukky laga ka rkam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi be qasur nahi hota
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Hope + fear = forex market

                Dost,ap bilkul theek keh rahy hain forex business hy game nahi , forex duniya ka sab sy bara online business hy , jis mein ham smart work karty hain or hamen bohot sara profit hasil hota hy , so hamen forex ko serious lena chahye ,good luck
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  Re: Hope + fear = forex market

                  forex aik international business hain hum is ke market mai amount invest kar ky acha profit gain kar saky hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty ahin hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Hope + fear = forex market

                    Yes aap right ho k as mien hamain her bar ham ko as mien umeed ka daman nahi chorna hota h agar ham as mien umeed chor dete hien aur nuqsan kerne k bad ham as mien dil chota ker lete hien tu ham as mien kamaee nahi kar sakte hien as lyee ham ko as mien umeed karna hota h aur ham ko as mien dil sy kaam karna hota h aur ham ko as mien umeed sy kaam karna hota h aur ham ko kamaee karna hota h jab ham umeed kaerte hien tu ham kamaee ker sakte hien aur ye umeed hi ham ko success dy sakti h as lyee as mien kamyab hona zarori h.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Hope + fear = forex market

                      Kisi bhi currency spheres mein jo ki aapko Jyada Se Jyada earning karne ke chances provide karta hai aur aapko kamyabi deta hai boss Log Yaha bhi Jante Hain Ki Woh Log Yahan Par Kamyab Hote Hain Jo Forex ko isliye nahi lete hain isko samajhte Hain Is Pal learning karte hain confidence ke sath kabhi bhi kisi bhi time par jakar market Mein investment kar lete hain Iske positions ko acche se baat karte hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X