Stop loss k faidy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss k faidy
    Bhaioo stop loss lagany sy hamara account safe rehta hy aik figure jo hum ny feed kia hua hota hy humny waha par ja kar automatic hamara order katt jata hy aur hamara account wash hony sy bach jata hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss k faidy

    stop loss ka sub se bara faida hai ke wo apka balance ko save rakhta hai apka account save rahta hai jub b hum stop loss nahi lagate tu hamara account khatry me rahta hai wash ho sakta hai jub b trade kare tu stop loss ke sath kare stop loss har trade me lagaye kabi b ya galti na kare ke trade laga de or stop loss na lagaye.
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss k faidy

      Hi G stop loss ke bahut hi fayde Hain Hame chahiye Ke Jab Hum trade Lagaye to usme stop loss ka Jarur istemal Karen stop-loss bahut zaroori hai qk stop last Jab Hum Lagate Hain To se Hamein big loss nahi hota aur Hamein big loss Se Bachana chahi Is ko Lagane se Agar Hame Losd ho to vah 1. Par Aakar ruk jata hai aur Mazeed Hamein loss nahi hota
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss k faidy

        Stop loss ka bahut fayda hai agar Hum Star Plus Lagate Hain Tu Hamari trading achchi Hogi Aur Hum nuksan kaam aur profit Jyada kar sakte hain aur Agar Hum stop loss nahi Lagate to Hamein nuksan hone ke chance jyada hai hamein chahiye ke jhagde trading karen to stop loss Jarur Lagaye stop loss Lagane se Hamara account wash nahi hota
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss k faidy

          Stop loss ky boht fidyy hai stop loss ka istmal khar trad main karnaa chiyee stop syy ek to ap ko loss kam hota hai our dosra account save rhtaa hai stop loss bi soch smjh kar set karnaa chiyee jitna ap ny take profit lagyaa ho ouss syy kam apna stop loss lagenn iss syy agr loss ho ga to kam ho ga our profit ho ga to zaida ho ga..
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss k faidy

            Stop loss k kafi fiday hain stop loss trading ka sab say important part hai esliya bhi zarori hai k agar hum trade nahi daikh rahay yo khid hi loss msin ya takeprofit main close ho jay gida ye hain.
            1 stop loss say big loss say bech sakty hain.
            2 stop loss laga ho to bey khoof idher udhar aa ja saktay hain.
            3 stop loss ko sports and resistance ko daikh ker lagain ziyda big na lagain.
            4 stop loss na laga honay say account wash ho sakta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss k faidy

              Hi g stop loss k bohat hi faida hein hamy chahiye k hm hm stop loss ka isteemal zaroor karein koi b asy tips hon jin sy hamy faida ho WO hamy zihan main rakhni chahiye aur pher zaroorat parny py hamy in ko use b krna chahiye ye bohat hi acha ho ga hamy mehnat sy kam krna chahiye aur agy barhna chahiye ye best ho ga hamary leye mehnat sy kam karein
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss k faidy

                Forex trading main stop loss ki bahut ahmiyat hai Jab Bhi Hum Koi trade open Karte Hain stop loss ka istemal Jarur karna chahiye Hamara account se rehta hai aur loss bhi kaam Hota Hai agar Hum market ko dekh Bhi Nahi Rahe Hote To Hamara stop loss Laga Ho To Udhar jakar market hud ba hud close ho jati hai aur Jyada loss Se Hum bas Jaate Hain...
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss k faidy

                  forex aik online business hain ham is main trading karty hain is main stop loss hamra safe gurad hain hamy market ko achy sy learn kar ky is ki movement ko dekh kar is main stop loss ko laga kar is main is main amount invest karni chahey pher hi ham is main kamyabi hasil kar sakty hain or acha profit bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss k faidy

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: frd36 پيغام ديکھيے
                    Bhaioo stop loss lagany sy hamara account safe rehta hy aik figure jo hum ny feed kia hua hota hy humny waha par ja kar automatic hamara order katt jata hy aur hamara account wash hony sy bach jata hy
                    Stop loss ak important useful tool he our iska usw krna bohat zrori he our faida he likan kafi traders is tool ka use nahi krty our apne loss ko cjari rakhty hain isi wajha sey ziadq lose hota he likan stop loss ka use ak proper method he agr ham without method keh is stop loss ka use kare gey to hame only nuqsan hi hofa isiliye har tool ka ak proper method he
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss k faidy

                      Yes sir hamain as mien aa ker stop loss ko use karna hota hai agar hum as mien aa kr stop loss ko use kerty hien tu hum as mien aa ker her bar as mien earning hasil ker sakty hien as lye hamain stop loss k toll ko use kerna hota hai or hamain as mien aa ker her bar kam karna hota hai as lye as mien khud ki life ko set karna hota hai agar hum as mien aa ker her bar kam kerty hien tu hamain as mien khud k lye aik behtreen earner ban ker as mien kam karna hota hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss k faidy

                        Dear is mein stop loss k buhut faide hote hain ham s mein trade laagte hain is men pahle ham stop loss set kar te hao auer after mein take profit set kar te hain but ham is mein stop loss is liy lagate hain qk ham ko is mein loss to hota hain but hamara account wash hone se bach jata hain is ein ham ko stop loss ihtyt se lagana chaiye ntab ja kar ap is mein kamyb ho sakte hain aur is mein profit hasil kar sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss k faidy

                          stop loss ke bahut hi fayde Hain Hame chahiye Ke Jab Hum trade Lagaye to usme stop loss ka Jarur istemal Karen stop-loss bahut zaroori hai qk stop last Jab Hum Lagate Hain To se Hamein big loss nahi hota aur Hamein big loss Se Bachana chahi Is ko Lagane se Agar Hame Losd ho to vah 1. Par Aakar ruk jata hai aur Mazeed Hamein loss nahi hota
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss k faidy

                            G han baqi facilities ki trah stop loss bhi forex foram up ek achi facility hai jisk zarye hume trade main bhot faida hota hai q k stopp loss humara account k balance ko safe rakhta hai or humara account ko wash hone sy bachata hai islye hume har trade main stop loss ki is facility ko use karna chaye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss k faidy

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: frd36 پيغام ديکھيے
                              Bhaioo stop loss lagany sy hamara account safe rehta hy aik figure jo hum ny feed kia hua hota hy humny waha par ja kar automatic hamara order katt jata hy aur hamara account wash hony sy bach jata hy
                              Stop loss use Karke trading karne ko Hamesha traders ko fayda Hota Hai Jab traders stop loss use Karke trading karte hain tu unke trading kaafi profitable hoti hai aur unko Jyada loss hone ke chances bhi nahin Hote
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X