Kam profit ! do you accept it?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kam profit ! do you accept it?
    dosto kabhe kabhe aise bhe hota hai k ek trade hamein acha profit nahe daay rahi hoti es liye jab ye mehsos ho k kise bhe wajah say market hamein zaida profit nahe daay gi tu hamein kam profit ko bhe accept kar laina chahye,ap ki kiya opinion hai ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kam profit ! do you accept it?

    han g har dafa market hume acha profit nahi deti kabi kabi market me move nahi rahti tu hume thora profit b le lena chahiye agr hume lag raha hai ke market ab zaida profit nahi de gi tu trade ko close kar dy kabi kabi market ki move aisi hoti hai ke wo profit jo ho raha hota hai wo b jata rahta hai mins ho jata hai tu kam profit b le lena chahiye
    • #3 Collapse

      Re: Kam profit ! do you accept it?

      Dear bro ye to forex trading ka hissa hy ke kabhi ziada profit ho gia to kabhi kum profit ho gia aur kabhi loss ho gia lkn loss se behtar hy ke ap kum profit hi hasil ker len specislly new traders ko to ziada risk ni laina chay aur kum profit per hi khush hona chay
      • #4 Collapse

        Re: Kam profit ! do you accept it?

        G han bilkul kam profit ko accept karna hi trading hay agar kam profit ko accept na kia jaye to big profit tak hamy kabi be nahi ponch saken gey, regular base par kam kam profit ko accept kia jaye to ye kam profit hi big profit tak hamari ponch ko asaan kar sakta hay.
        • #5 Collapse

          Re: Kam profit ! do you accept it?

          G lazmi bt ha market kbhi kbhi aik jga ruk jati ha US time best option yehi hota ha k hm kem profit le k trade close kr daen q k jb market rukti ha tu us ka kuch pta ni lagta k wo direction change kr jye. Es lye kem profit ko accept kr laina hi behtari hoti ha.
          • #6 Collapse

            Re: Kam profit ! do you accept it?

            Hi ji Mere Yaar se kam profit ko bhi accept kar lena chahiye Kyunki profit profit hi hota hai beshak kam ho ya Jyada km profit loss se behtar hai agar Hum Roj Thoda Thoda bhi and Karen To Yeh Hamare liye Kafi Ho Jaaye isliye kaam profit ko bhi Kabul kar lena chahiye Yahi Hamare liye behter hoga
            • #7 Collapse

              Re: Kam profit ! do you accept it?

              G han dost ap nay bohat he achi advise di hai ,hamein chahye k ham loss k bajay kam profit ko he accept kar lain kion k jo trade profit na daay paa rahi ho wo aksar hamein loss bhe daay jati hai jo kisi b surat koi aqal mandi nahe hai es liye use your brain and zid na karein
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Re: Kam profit ! do you accept it?

                G dear ap ne bilkul.theek.kaha hai aisa he hai gum n jitna bi profit ho humen accept kr lyna cgaheye kyun ky thora thora kr k ek din.bohat ho jata hai is liye ye na sochen k market humen ziada profit ni dy rahe hum ye kaam ni kren ge aisa krna galat hai balky jo mil jae usy hasil kr lyn aur mazeed acha hasil krny k liye apni koshish ko continue rakhen ap zroor successful hun ge aur ache earning ko possible bnaen ge.
                • #9 Collapse

                  Re: Kam profit ! do you accept it?

                  Kabi kabi market ki movement achi nahi hoti aur jab market ki movement achi nahi hoti to Hamein Achcha profit bhi nahin Hota Hamein kabhi-kabhi market ki movement ko Dekhte Hue kam profit de dena hota hai agar market ki movement acchi Nahi Hai To Hamein kam profit Le Lena chahiye aur nuksan Se Bachana chahi nuksan karne se achha hai ki Hum Kam profit Le ly
                  • #10 Collapse

                    Re: Kam profit ! do you accept it?

                    Dear forex trading jo kartyy hai ounhyy kam profit huo ya zaida ya loss hony satisfied rhna chiyrr khar hall main aksar markeet slow hoti hai ya move kar jati hai kam profit hasl ho jata hai to mayoss ni hona chiyee profit to hasl howaa na kam howaa ya xaidaa forex risky business hai is main khar lihazz main khush rhna chiyee..
                    • #11 Collapse

                      Re: Kam profit ! do you accept it?

                      Hi yes little loss I accept it .profit profit hi hai km ho ya zaida is leye hamy isy accept krna chahiye hamy chahiye k hm roz rmchuti chuti trade laga leya karein aur is tarha sy daily ka kuch na kuch kama leya karein ye bohat hi zaroori hai daily earning kr k hi hm kamyab ho sakta hein is leye hamy Chahiye k hm daily ki earning karein
                      • #12 Collapse

                        Re: Kam profit ! do you accept it?

                        yes i accept low profit . dosto me apko ayk simple way btata hon. aap ki trade agar profit me ho to apko chahye apna profit accept kro agr ap apna profit accept nahi krty to behter hai ky aap apna Stop Loss Entry ky agy lga dyn. is tra apki trade full safe rhy ge..
                        Mehnat Me Azmat hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Kam profit ! do you accept it?

                          yes dost ap ki bat thek ha forex hume khabi khabi kam profit lene py majboor kr deti ha jab hume lag rha ho ab market hume ise zada profit nai de sakti ha tu hume market k sath zid nai krni chaiye apni trade ko close kr dena chaiye yahi hamre haq main betar ha agr success leni ha tu
                          • #14 Collapse

                            Re: Kam profit ! do you accept it?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: farida_143 پيغام ديکھيے
                            dosto kabhe kabhe aise bhe hota hai k ek trade hamein acha profit nahe daay rahi hoti es liye jab ye mehsos ho k kise bhe wajah say market hamein zaida profit nahe daay gi tu hamein kam profit ko bhe accept kar laina chahye,ap ki kiya opinion hai ?
                            hr trade pr to bara profit mumkin nahi market conditions matters its like cricket single double lo jub loose ball mily to hit kr jaomhr trade big pay-out nahi krti
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kam profit ! do you accept it?

                              forex aik online or real business hain ham is ma trading karty hain or ham is main amount be invset karty hain hamy is ka profit kam be milta hain pr hamy is main kam karny ka profit zada be milta hain jab hamy is main kam profit mily to hamy tense nahi hona chahey balky isy sabar sy qabool kar ky is main next mehant sy kam karna chahey pher hi ham is main kamyab ho sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X