Sab se zaida harmful kaun hai? Fear or Greed?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sab se zaida harmful kaun hai? Fear or Greed?
    dosto kiya haal hain ,According to me, greed is more harmful then fear,ap ki es k barray main soch kiya kehti hai,ham greed py qabo daal lain tu hamein zaida fear b feel nahe hota hai .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sab se zaida harmful kaun hai? Fear or Greed?

    Dear agar deka jaye to dono hi trading me harmful sabit ho sakty hey, loss ka dar agar ho to professional traders be achi trading nahi kar sakty esi tarha agar expert traders be greed karty hey to ye possible hi nahi key wo achi trading kar saken aur loss se khud ko safe rak saken.
    • #3 Collapse

      Re: Sab se zaida harmful kaun hai? Fear or Greed?

      Dear bro forex trading aik worldwide aur most profitable online business hy is buisness main kush factors aisy hn jo ke bahut hi dangerous aur harmful hn ini main fear aur greed hn greed aik aisa bad factor hy jo ke ap ke profit ko bh loss main badal daita hy isi tara fear se bh ap ki trading bahut mutasir hoty hy
      • #4 Collapse

        Re: Sab se zaida harmful kaun hai? Fear or Greed?

        forex trading me greed ka bohat role hai loss karwane me agr hum greed per kabo kar le tu hum bohat sare loss se bach sakte hai jub hum greed kar ke big lot size laga dete hai tu hamara dil darta rahta hai ke ab hum kya kare gy agr loss ho gaya tu kabi b greedy na ho is kam me sabar se kam kare forex trading me greedy log kamyab nahi ho sakte.
        • #5 Collapse

          Re: Sab se zaida harmful kaun hai? Fear or Greed?

          Friends fear and greed dono e Hume kaamyaab nai hony dete
          Agr hum yeh chahty hain k hum trading me success hasil kar skein tou us k liye Zaroori hai k hum loss se darna chorr dein aur greed tou bilkul na karein hum jitna ho sky greed se door rhein warna hum kabhi b aik successful trader nai bn sakty...
           
          • #6 Collapse

            Re: Sab se zaida harmful kaun hai? Fear or Greed?

            Hi ji Mere Khayal Se Kiya aur aur Dar Dono hi Harmful full hai Hamein Dono Hi Se bachna chahiye Pehle Se Jyada Mere Yaar se greed Sahi nahi hai Kyunki lalach Buri Bala Hai lalach se bache ke hi Rehna chahiye is Mein Jo Bhi Hua Use glass Hi Hua Hai lalaj ke saath saath Hamein Apne andar se dar bhi nikalna chahiye aur hosle se apna kaam karna chahi ye
            • #7 Collapse

              Re: Sab se zaida harmful kaun hai? Fear or Greed?

              Lalach Or dar Dono Aik dusre k sath lazam o Malzoom hen Lalach b tab hi paida hoti he jab Insan dar jata he k mene to bas jaldi jaldi earning krni he sara paisa aj hi kamana he phr khin market band na hojae hum aisay dar k kam krte hen jese aj last day ho market ka
              • #8 Collapse

                Re: Sab se zaida harmful kaun hai? Fear or Greed?

                G dear ap ne theek kaha hai aisa he hai forex trading men greed bohat ziada harm hai is ko apnane waly log hmesha apna account wash krwa bethty hain fear se humen itna nuqsan ni hota jitna greed se hota hai is liye hmare liye better yehe hai k agar hum ne account safe rakhna hai to hum khud ko greed se door he rakhen ta k ache trading ko possible bnaya ja sake.
                • #9 Collapse

                  Re: Sab se zaida harmful kaun hai? Fear or Greed?

                  Dear forex main earning ki koi limit ni hai lalch a jati hai ky zaida sy zaida earning kyu na kar lyy eko dafa lykin jb lalch kartyy hai lalch marwaa deti hai lalch ka injamm buraa hotaa jis tara forex main profit hain ouseii tara loss bi hai lihzaa money management ko follow kar kyy apni trad open ki jaiyy lalch syy bachy kyy liyer money management ko use kroo hud ba hud lalch control ho jaiyy gei..
                  • #10 Collapse

                    Re: Sab se zaida harmful kaun hai? Fear or Greed?

                    Greed ke saath Jab Bhi Hum kaam Karenge to Hamein nuksan Hoga hamein chahiye Ke Hum Na to Forex trading se dar aur na hi Hum is kaam mein lalach Karen Agar Hum is kaam mein Karenge to hum achchi working nahi kar Sakenge aur achha mauka bhi Jaya kar denge aur Agar Hum lalach Ki Baat Karen Tu Jab Bhi Hum lunch Karenge to Hamein is kaam mein nuksan hi hoga Hamein lalach se bhi Bachana hai aur Dana Bhi Nahin Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Sab se zaida harmful kaun hai? Fear or Greed?

                      Hi g mery khayal sy SB sy harmful greed hai greed nahi hona chahiye is sy hm bohat hi nuqsaan uthaty hein easy to dono greed aur fear achy nahi hein ye dono hi insaan k andar nahi hona chahiye is sy insaan pher kuch kr rahi pata aur ager kuch kr b ly to WO kam sahi nahi krta his sy usy faidy ki banaein mazeed nuqsaan ho jata hai is leye in dono hi sy dor rahein
                      • #12 Collapse

                        Re: Sab se zaida harmful kaun hai? Fear or Greed?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: farida_143 پيغام ديکھيے
                        dosto kiya haal hain ,According to me, greed is more harmful then fear,ap ki es k barray main soch kiya kehti hai,ham greed py qabo daal lain tu hamein zaida fear b feel nahe hota hai .
                        zayada harmful i think greed hai because fear ko to learning improve kr k control kia ja skta hai magar greed men insan technical levels ko dekh k b ignore kr deta hai jis ka koi hal nahi
                        • #13 Collapse

                          Re: Sab se zaida harmful kaun hai? Fear or Greed?

                          Loss aur greed yeh 2 aisy factors hain jo k aap ko Kaamyaab nai hony dete agr aap loss se darna chorr dein aur ziyada profit k liye greed na karein tou aap kaamyaab ho sakty hain...
                           
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Sab se zaida harmful kaun hai? Fear or Greed?

                            fear ka loss zaida hota hai,agar koi forex me naya hota he to uske liye demo account sab se badiyaa he.demo account se ham forex trading shikh sakte he or koi nuksan bhi ni hota or trading krne k tarike ko sudhar skte he.
                            https://t.me/pump_upp

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X