Forex mein her banda chahta hai kay woh forex sae achi earning lae aur iss kay lye woh her waqt koshish mein laga rehta hai iss kay lye agar aap koi naye strategy banatay hain ya koi naya idea aap kay zahen mein ata hai tou uss ko directly real account mein try na kerain balkay pahele uss ko demo mein use kerain aur uss ko confirm kerain kay woh aap ko real mein faida bhi dae ga tab uss ko real mein apply kerain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим