Salaam dear friends, ham log aksar forex trading me jab trade lgaaty hen to kuch profit dakh kar intizaar karny lagty hen k shyd market trend neechy jaany k baad dobara oper aay ga lekin zaada tar asa nahi hota aur ham logo ka hasil karda profit bhi loss me chala jaata hy is leay time py acha decision apky profit ko bacha skata hy shukriya
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим