Aik trade agr loss mein close ho jati ha tu usy recover krna mushkil ho jata ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik trade agr loss mein close ho jati ha tu usy recover krna mushkil ho jata ha
    Loss aik aisi cheez ha Jo kisi bhi trader ko pasand ni zahir ha kon ap a nuqsan chahta ha jb aik trade hamara kafi Sara nuqsan kr jati ha tu us ko recover krny k lye hamari kafi tagodoh krni perhti ha ks ka hal yehi ho sakta ha k ap apny stop-loss kem rakhaen aur profit target ziada us se hoga ye k ap ka aik hi profit ap k pichly loss ko bhi recover kr de ga aur kuch profit bhi de jaye ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik trade agr loss mein close ho jati ha tu usy recover krna mushkil ho jata ha

    Trade bara loos mai close nahi krni chaya balka bara loos s bachana ka lia trade mai stop loos use karian g han stop loos sub s best hai stop loos ka bina trade open krna ka matlab account wash hai g han dear members jab huma bohot bara loos hota hai tu aksar hum loos recover nahi krta account wash krwa data hain is lia stop loos use karin
    • #3 Collapse

      Re: Aik trade agr loss mein close ho jati ha tu usy recover krna mushkil ho jata ha

      G hain bhai jan apko is mein koishish karni chahye k is mein apko ihtiyt se kam arna chahye aur is mein humko ihtiyt se kam karna chahye aur is mein agar apko loss hota hain to is mein trade ko loss mein close na kare baur is mein apna account wash hota hota hain to ho jaye is mein loss mein trade sko close na kare
      • #4 Collapse

        Re: Aik trade agr loss mein close ho jati ha tu usy recover krna mushkil ho jata ha

        Dear jab bhi koi trader trade lagai to usko chahiye k Stop Loss or Take Profit ko set ker k hi trading kare jis se wo bare loss se bach sakta he or phir chote loss ko recover kerna bhi asaan hota he agar aapka bara loss ho jai to usko recover kerna thora mushkil hota he jab tak phir aap buht bara profit haasil nahi kerte tab tak aap us loss ki tension me hi rahenge is liye bara lot size bhi nahi lagana chahiye jis se aapko ziada loss ho.
        • #5 Collapse

          Re: Aik trade agr loss mein close ho jati ha tu usy recover krna mushkil ho jata ha

          forex mai agar trade loss mai jy to hamy isy close kar dena chahey forex aik bohat bara business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex iak international business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga
          • #6 Collapse

            Re: Aik trade agr loss mein close ho jati ha tu usy recover krna mushkil ho jata ha

            Gee hen dear hum ko chaheay k hum aese treading karean k hum ko lss na ho hum ko chaheay k achay se achey kam karean ta k loss na ho ager hum aik he trade ko loss mn bund kartey ehn too phir us loss ko recover karna buhat he mushkill ho jata he ye buhat he mushkill kam hota he phir
            • #7 Collapse

              Re: Aik trade agr loss mein close ho jati ha tu usy recover krna mushkil ho jata ha

              Ap ki baat theak hai k jo trade loss mai close hoti hai tou es ko recover krna muskil hota hai. kyu k forex market mai loss ko recover kra asan nahi hai. Es business mai hum ko bohat zada care krney ho gy tk hum es market mai zada sey zada profit earn krey. Aur market mai kamyabi ho.
              • #8 Collapse

                Re: Aik trade agr loss mein close ho jati ha tu usy recover krna mushkil ho jata ha

                forex aik online business hain ham is main best experience or knowledge hasil kar ky is main kam kary hain hamy is main market ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is ky up or down ko dekh kar is main trade lagani chahey age hamari trade los main chali jaye to hamy apni trade ko closer kar dena chahey
                • #9 Collapse

                  Re: Aik trade agr loss mein close ho jati ha tu usy recover krna mushkil ho jata ha

                  g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai as main aik trade loss main close ho janmne se as main recver karna mushil ho jata hai as liy ham ko bachna chahiy hai trade close karne se aor agar ham ko as main kamyabi chahye hai tu ham ko as main greed se dor bhagna ho gaa aor ham ko as main hamesha mind se ham ko as main cool kar kee hi ham ko as main trading karni ho gy aor ham ko as main ache se bhi kam karna ho gaa aor as main ham agar apni kamyabi cahte hain tu as main greed nahi karna ho gaa greed se bacho gey tu hamesha kamyab ho gey aor ham ko chahiy hai kee ham as main lalach se bachen aor haa jo admi as main greed karta hai wo kabhi bhi as main kamyab nahi ho sake gaa as liy ham ko chahiy hai kee ham as main greed na kare
                  • #10 Collapse

                    Re: Aik trade agr loss mein close ho jati ha tu usy recover krna mushkil ho jata ha

                    forex mai aik trade loss mai jy to hamy isy close kar dena chahey or next time trade open karty wakt apny apne mistake ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Aik trade agr loss mein close ho jati ha tu usy recover krna mushkil ho jata ha

                      ji haan agr ek baar loss ho Jaaye to use recover karna bahut Mushkil Hota Hai aapko chahie ky aap apne risk reward ratio ko strong Rakhe agar aap ki ek trade loss Mein Chali Jati Hai To second trade par aapka risk reward 1 ratio 2 hona chahiye pichli trade ka loss bhi recover Ho Jaaye aur aapko profit bhi mil jaaye is ke liye aap ko risk reward aur money management Kay mutabiq trading karna Hogi

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X