Forex hala he ya haram

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex hala he ya haram
    Dear friends me ye jana cahta ho ke forex ka business hal he ya haram he is kam ko rane se kise ko nuksan to nahe hota or ya harare mazab islam me karana jaiz he ya nahe or is ke ijazat he bhe ya nahe forex ka karobar kis taraha karna cahyae ya nahe karna cahye take hum kise bhe haram kam sa bach saken thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex hala he ya haram

    brother forex ek worls wide business hai or is main ham mehnat karty hain learning karty hain is liye ye halal hai islam main har wo kaam jo mehnat se kiyaa jaye wo halaal kehlata hai is ye forex trading bhi halal hai q key ham is main hard work karty hain is ko seekhty hain or kaam karty hain is lehaaz se ye halal hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex hala he ya haram

      Forex main hum jitni bhi earning karty hain woh hum apni mehnat kiwajha say kar sakty hain, forex main jo bhi insan jitni mehnat karta hai usay itna hibonus milta hai, agar forex halal nah hota to is msin ksm kiyay bna logoun ko bonus mil sakta tha. Mehnat ky baghair agar ap ko paisay mil rahy hain to woh theyk nahi, lekin forex main hum mehmat kar ky hi earning kar sakty hain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Forex hala he ya haram

        Bhai jan forex bilkul hi hilal hain aur humko is mein to mehnat se kam karna parta hain aur humko is mein ihtiyt se kam karna chahye aur forex haram bilkul hi nahi hain aur forex hilal hain jis mein apko mehnat karna sila milta hain aur is mein ihtiyt se kam karna chaye

        اب آن لائن

        Working...
        X