What is most common time frame for day trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: punoo پيغام ديکھيے
    Agar to ap khud ko problem se bachna chahty hein to phir ap 12hour ya phir is se ziada trading karnay se bachna chahty hein to pa London or Newyork mrket session mein trading karin is time mein market ko voltilty bhi ziada hoti he or profit chance bhi increase ho jaty hein.
    assalam o alaikum bhai jan forex ma success hasil karny ka ley mehnat karna or imandari sy kam karna boht zarori ha forex bsiness ma mehnat karny sy he ham ak kamyab trader ban sakty ha agr ham mehnat nai kary gy forex ma to ham kamyabi hasil nai kar saky gy
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      assalam o alaikum bhai jan Agar to ap khud ko problem se bachna chahty hein to phir ap 12hour ya phir is se ziada trading karnay se bachna chahty hein to pa London or Newyork mrket session mein trading karin is time mein market ko volatality buhat zada hotee hai
       
      • #33 Collapse

        dear mere keyal say 5 mint aur 15 mint aur 1hour kafe common time frame hai es mai hum ko kafe haad tak kuch ache currency pair ke trend ke knowledge hasel ho jata hai aur trade bhe successful ho jate hai.
        • #34 Collapse

          g bhai jaan mai to samjta hu forex trading mai time frame ki he madad say hum earning kar sakte hai epr is mai itna asan nhe hota hai aisa karna
          • #35 Collapse

            sir baat ya ha kay ham kas bhi time forex pay tardinmg kr kstay hy lakin uskay liye bs hamay mehant krni chahiye qk aagr ham mehant krty hy to hi ham forex ma earning kr skaty hy lakin rat ma apko ziada say ziada achi tarding krni chahiye takay apko loss nai ho
            • #36 Collapse

              man tw jab free hon trading start kar deta hon agar zyada dollar karne hon tw phr jald he kar leta hon wgarn main trading a tym fix hai se 7 bjy tk
              • #37 Collapse

                yar i think k 4 hour wali frame best hai main tu demo par 4 hour wali frame he use kar raha hun es se market ka kafi acha andza ho jata hai
                • #38 Collapse

                  yahan tak mera khayal hai. trading karne ka maza tab ata hai jab aap nay trade lagai ho or wo kuch hi waqat mein aap ka faisla apko suna de. yahan tak mera khaya hai. 30 se 1 hour tak ka time sai rahta hai.
                  • #39 Collapse

                    bhai jaan agar market ki movement slow ho or koi news b na aa rahi ho to ap ko chahiye k ap 15 minute k time frame pe trading krein q k is trah ap jald apni trade close kr sakte hain or profit earn kr sakte hain
                    • #40 Collapse

                      mery nazdeek forex trading business men common time frame apki apni marzi ka hota hy jab apka dil chahy kar len jb nahi to na karen isme koio issue nahi hy
                      • #41 Collapse

                        dear mujay tu sarey pAir pasand or sarey time frame b hmy chahiyeh zaida sy zaidaehnat kry tub e kamyabi mil skti hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kamyab ho skty hain hmy zaida sy zaida mehnat kry tub e kamyab ho skty
                        • #42 Collapse

                          m1 time frame common hai aur forex aik money making machine bhi hay aur money lose machine bhi yeh aap par depend karta hy agr aap kay pass acha knowledge hay tu aap forex say achi earning kar saktay hay mein chata hon kay aap forex ko learn kary takay aap future mein bhi forex say good money made karay .
                          • #43 Collapse

                            dear short term trading k ly yani one day trading k ly sab say ziada 15 min frame use hoti hy. par yeh ap par b depend krta hy agr ap more secure signal chaty hen to phr ap 1 hr use kr skty hen
                            • #44 Collapse

                              is mein aisa nahi ky apko zaror ek hi time frame per chalna hai trading ky liye ap jaisy chaho apni sahulat ko dekhty huye kisi bhi koi bhi time frame use kar sakty ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                In my point of view, h1 ka time frame best hai men to yahi time frame use karta hia kun k is men candlesticks ki body or rejection ka sahi pata chalta hai or analysis men b accuracy milti hai so humen baqi time frame b use karne chaye but humen trading bohat soch samajh k karni chaye taa k humen loss na ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X