Loss recovery ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss recovery ?
    Dear brothers forex trading men her kisi ko loss ho jata hey kiun k loss business ka hissa hota hey lekin loss ki waja se tension nhi leni chahiay balkay loss ko recover karnay ki koshish karni chahiay iss liay choti choti trade laga kar loss ko recover kar saktay hen aur agar bari trade lagaen gey tu ziyada loss ki surat men account wash bhi ho sakta hey iss liay soch samaj kar loss ko recover karnay ki koshish karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss recovery ?

    G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot he achi bat shear ki hai dear mery kheyal me agr hamen loss ho jata hai to hamen loss ko ek din me recover karny ki koshish nhe karni chahye balkay loss ko ahisat ahista recover karny ki koshish karni hogi tab he ham asani sy loss ko recover kar sakty han or apny account ko bhi wash hony sy bacha sakty han
    • #3 Collapse

      Re: Loss recovery ?

      Je ha dost ap nay jo bat share key hey m is bat say agree ho .jab ap ko pakistan forex forum kay business m loss a jata he to hum koshe kartay kay jald is jald ap loss ko records kay .layken bhe ye bohat moskel kam hey to kindly jab ap ko loss a ta he to aram say cover karo .jalde m ap or loss karo gay
      • #4 Collapse

        Re: Loss recovery ?

        g hun ap ne yeh bhut achi bat share ki hai k loss ko recover kiya ja sakta hai jb ap ko loss ho jata hai to ap mazeed lot na ln is se ap ka account fully wash ho jata hai or ap ko recovery ka chance nhi milta is liye agr pak forex forum mai ap ko aik dfa loss ho jay to os ko recover karny k liye apni lots ko rok dena chahiye is se ap zada loss se bach sakty hn or profit generate karny k liye apni performance or strategies ko behtr bnana chahiye.
        • #5 Collapse

          Re: Loss recovery ?

          G dear brother aap nai baat daroost ki hay ky age0r aapnko loss ho jata hay too aap iss ko recover kerna hota hay ager loss bahoot ziada hay oor recover ky kaboil nai hay oor loss barta jarah hay too aasi treade ko band ker ky doosri trade open kerny say aap ka loss recover ho sakta hay
          • #6 Collapse

            Re: Loss recovery ?

            Dear koi bhe busnis hy us main loss aor profit sath sath chala hy loss ki sorat main preshan mat hn balkeh choti lot k trade k km trade kain ziada lalach main na prain apnay seniors sy help bhe lain aap recovr kr lain gay
            • #7 Collapse

              Re: Loss recovery ?

              Ji bilkul "Slow and study win the race " loss ko thora thora kr k recover krna chahiye. ziada bari lot lagane se nuksaan bhe ho sakta hey .loss choti choti trade laga kr recover krin
              • #8 Collapse

                Re: Loss recovery ?

                Ji haan sir aapne bilkul right kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain to hamein chahiye kya Hum bilkul bhi loss Na Kare Agar Hame loss ho hi Jata Hai To Hame chahiye Hame Apna account recover karna chahie Hum Apna account aise hi aasani se recover bilkul bhi nahin kar sakte iske liye Hamein bahut hi jyada mehnat karna padega Aur Hum Pakistan Forex ke market ko analysis kar ke bad mai apna account recover kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Loss recovery ?

                  forex business mai aik cote mistake ke waja sy hamy big loss ho jata hain hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy loss ko cover karna chahey or next time apne mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar ky ach earning hasial kar saky gy forex aik world wide or unique business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss recovery ?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                    Dear brothers forex trading men her kisi ko loss ho jata hey kiun k loss business ka hissa hota hey lekin loss ki waja se tension nhi leni chahiay balkay loss ko recover karnay ki koshish karni chahiay iss liay choti choti trade laga kar loss ko recover kar saktay hen aur agar bari trade lagaen gey tu ziyada loss ki surat men account wash bhi ho sakta hey iss liay soch samaj kar loss ko recover karnay ki koshish karen
                    Forex trading mail Oscar cover karna sabse Jyada difficult kaam hota hai agar aapko trading karte hue loss Ho Jaaye to try Karen the apni tradesman laws may close kar de
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss recovery ?

                      forex asa kaam hain k yaha kaaam time main b acha loss recover kar skte hain dear loss ko recover karna hain tu bhot he kaam lot use karni hoti hain jo k loss ko recover kar deti hain dear loss forex main hota rehta hain or vo hw trader loss ko recover kar skte hain jin k pas achi knowladge hain and jin k pas forex main achi invest ya acha bousn hain vo log loss ko recover kar skte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss recovery ?

                        g haan bhai jaan hamen as main hamesha stop loss aor take profiit ka use karte rihna chahiy hai tu hi ham as main loss ko recover kar sake gey q k as main ham kamyab hon geey aor hamre pas as main experience knowledge hona chahiy hai aor as main as ka ye hi matlanb haii kee agar hamre pass as main experience aor knowledge ho gaa tu ham asb forex main sref kam kar sake gey agar hamre pass ye dono nahi hon gey tu ham kabhi bhi as main kamyab nahi ho sake geyas liy ham ko chahiy hai kee ham as main pahle se knowledge hasuil kar lee bad main hi ham ko experience mil sake gaa aor experience ham ko as main demo se mile gaa ham as main agar zyada experience hasil karna chahte hain tu ham ko as main demo ka bohat hi zyada istmal karna ho gaa tu ham khud ba khud as main se earning karna sharo ho jay gey as liy hamre pass as main exp[erience aor knowledge ka hona bohat hi zarori hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss recovery ?

                          g han mere bhai apn thk kha h k agr los ho jae tio isko ab recover kaese krna chahye wo mein is k bare mein yaeh kahoin ga k jb ap forex p kam kr raheh hain to is mein ehtyat se kqam krein ta k is se faida hasil ho kse agr is mein loss ho jata h to is bat ka khyal krien agr los cover ho ksta h to ap krein wrna nya acond bnaein nya us p phr kam krein
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss recovery ?

                            Los recover karna aasan hai agar koi wait kar ke aur sabar Kar ke trading Kare agar jaldbazi karega tu kabhi bhi loss recover nahin hoga bol ke aur jyada loss hoga account bhi watch hoyega loss recover karne ke liye waqt lagta hai aur loss recover ho jata hai kyunki jab bhi market apni retracement karti Hai to fir use waqt karni padti hai aur trade ka intezar karna padta hai ki long term trading ki jaye jisse loss recover ho jaaye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss recovery ?

                              Jo log apne business ko thik se nahi samajhte hain wo Log Yahan Par Kushal Nahin karte hain aur accha kaam kar ke Aage Ki Taraf development karte hain Forex ka kaam sab ke liye kon Hota Hai Bus yahan par sab main Upar depend karta hai jo Log Yahan Par Jyada acche se is business ko samajhte Hain isliye earning karte hain aur woh log Ameer ho Jate Hain aur jo log is business ko acche se nahi samajh sakte hain woh apni Yahan Par investment ko kharab kar lete hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X