Kiya forex trading men loss hi kamyabi ka raasta dikhata hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya forex trading men loss hi kamyabi ka raasta dikhata hey?
    Dear brothers forex trading men loss hi kamyabi ki taraf ley kar jata hey iss liay hamen loss se tension nhi leni chahiay kiun k loss business ka hissa hota hey lekin agar uss mistake ko theek karen jin ki waja se loss hota hey aur sabr se kam len aur mehnat jari rakhen tu loss ko kamyabi men badla ja sakta hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya forex trading men loss hi kamyabi ka raasta dikhata hey?

    dear brother profit aur loss business ka hissa hota ha aik achha trader hmesha loss sa bhi seekhta ha aur woh ghalti dobara kabi naen krta jis ki waja sa loss howa ho aur pehlay sa ziada mehnat kr k kamyabi hasil krtay hn
    • #3 Collapse

      Re: Kiya forex trading men loss hi kamyabi ka raasta dikhata hey?

      G han dear friend app bilkal theak kha raha hain humaara jb tak loss nai ho kha him tb tak forex main kamyab nai ho skty jb humara loss ho ga tho dakha ga ka hum sa kon se ghlte ho gai the ka humara.loss howa insaan tokra kha kr sektha ha
      • #4 Collapse

        Re: Kiya forex trading men loss hi kamyabi ka raasta dikhata hey?

        g bilkul sahi kah rahy hain loss business k factor hai aur mostly loss he hume success ki tarf lay jata hai is liye hume kbhi b loss se darna nahi chahye aur na he tension leni cahye bal k himmat se is k samna karna chahaye aur apny loss main hony wali mistakes ko dhndhain aur is se seekhain aur again wohi mistake repeat na karain.
        • #5 Collapse

          Re: Kiya forex trading men loss hi kamyabi ka raasta dikhata hey?

          :1f600Ye bat main ap ji manta hun forex main agr hume knowledge milta h to os ki sab se bhari waja y ha lose jab tak hume lose nai hota ha hum achy trader nai ban sakte hein jab hume lose hota ha tu mistake ko fallow krna chaiye ur next time wohi mistake mind main rakh k trading krni chaiye yahi hamri kameyabi ka raaz h
          • #6 Collapse

            Re: Kiya forex trading men loss hi kamyabi ka raasta dikhata hey?

            G han my dear forex friend apny bilkul thek farmaya hy k forex pe loss hi hme kmyabi ka rasta dekhata hy hume jis galti sy loss huwa hy hum wahi galti dobara nh dohrai jati is liy ap kamyab ho jaty ho
            • #7 Collapse

              Re: Kiya forex trading men loss hi kamyabi ka raasta dikhata hey?

              g bilkul forex trading mai loss hi ap ko kamyabi ki trf ly jany ki wjha bn sakta hai kyu k agr hmen loss na ho to hum khud ko mazeed behtr karny k bary mai nhi soch sakty or mazeed behtr nhi bna sakty or loss hony se hmen mayoos nhi hona chahiye or tension bhi nhi leni chahiye balky is se seekhny ki koshish karni chahiye.or trading mai to ups and downs aty rehty hn hmen is ko manage karna ana chahiye.
              • #8 Collapse

                Re: Kiya forex trading men loss hi kamyabi ka raasta dikhata hey?

                forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dy gy to hamy loss ho jy ga
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya forex trading men loss hi kamyabi ka raasta dikhata hey?

                  forex aik online business hain ham is main trading karty hain is main loss sy ham bohat kuch seekhty hain hamy apni galtio ko avoid kar ky apny emotion or lalach ko qaboo main rakh kar kam karna chahey pher hi ham is main successful ho sakty hain or acha profit haisl kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai aik international business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya forex trading men loss hi kamyabi ka raasta dikhata hey?

                    Yes brother loss or nakami se hi aik acha trder seektha hi or next time wo aihi mistake daobara repeat nhi kerta loss or profit her bussnis ka hisa hi hume loss per heimat nhi herani chahyi or apni galtion se sekhna chahyi or apne loss ko profit mi change kerna chahyi
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya forex trading men loss hi kamyabi ka raasta dikhata hey?

                      Jo log Forex bankong karna Jante hain wo Log Yahan Par apne business par investment Rakhna bhi Jante Hain Apne kaam Ko song Bana Lenge Jo log Apne account ko strong Bana Lete Hain Woh Yahan Par definitely permanently business ko earning ki taraf se Jaate Hain aur kamyabi ke saath saath bahut accha kaam develop karne mein kamyabi ho Jate Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya forex trading men loss hi kamyabi ka raasta dikhata hey?

                        forex mai loss ky bad hum kamyab ho jaty hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik legal business hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya forex trading men loss hi kamyabi ka raasta dikhata hey?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                          Dear brothers forex trading men loss hi kamyabi ki taraf ley kar jata hey iss liay hamen loss se tension nhi leni chahiay kiun k loss business ka hissa hota hey lekin agar uss mistake ko theek karen jin ki waja se loss hota hey aur sabr se kam len aur mehnat jari rakhen tu loss ko kamyabi men badla ja sakta hey
                          Assalamu Alaikum bhaijaan Forex trading at bahut hi critical business hai aur isliye bahut jyada Ishq involve hai lekin Yeh Kehna ki loss Hamein kamyabi ki taraf Lekar jata hai ya galat baat hai loss ki vajah Se Hum Aap Pareshan ho Jate Hain aur Koi Na Koi mistake kar dete Hain Kabhi Bhi Lo Se Koi Nahin Kamya wa kamyabi ke liye Milna zaroori hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X