Jald bazi men ziyada loss hota hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jald bazi men ziyada loss hota hey?
    Dear brothers forex trading men ziyada loss jald bazi men hota hey kiun k hum log sabr nhi kartay jesay hi kisi trade men loss start hota hey tu hum foran trade band kar detey hen iss liay hamen sabr karna chahiay kiun k ho sakta hey loss men janay wali trade thori der men profit men aa jay iss liay jald bazi se perhez karen aur sabr se kam len
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jald bazi men ziyada loss hota hey?

    dear friend ap na thk kaha ke jald baze me hame kam nahe karna chaye or trade nahe lagane chaye is se kafi zeyda Loss ke chance hote hen or hum apna account wash karwa sakte hen is leye forex trading me jald baze bilkull bhe na karan har tarde ko ache tarha analyse karen or pher trade lagaen take loss na ho or gar ho bhe to bohat kam is le jalbaze ko bolen byby
    • #3 Collapse

      Re: Jald bazi men ziyada loss hota hey?

      Aap ki baat bilkul sahi hai dost.Forex trading business bohat sabar or patience mangta hai.ye bilkul aisa hai kay humari posket mai paisay ho or hum bazar mai mojud ho,sub cheezay lainay ko dil kerta hai but hum sirf apni zarorat ki cheez kaitay hai.Forex trading ko bhi aisa he samjhay or apnay paisay ziada achi cheez kay liye bacha kay rakhain tou he behtar rahey ga.Jald baazi sey profit kay chances kam or loss kay ziada hotay hain
      • #4 Collapse

        Re: Jald bazi men ziyada loss hota hey?

        Boss jab ham forex mien jald bazi kerte hien tu ham apna zyada nuqsan ker lete hien as lyee ham ko as mien soch ker kaam kerna hota h aur ham ko jaldi kaam nahi kerna hota h agar ham ye kerte hien tu ham as mien belkul b kama nahi sakte hien aur na hi ham kamyab ho sakte hien as lyee her bar ka kahyal kerna hota h.
        • #5 Collapse

          Re: Jald bazi men ziyada loss hota hey?

          G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me sabar hamry har kam me bhot ahmiyat rakhat hai chaye wo loss me ho ya profit me jab hamen loss hota hai to us wakat pe sabar ki bhot zarort hoti hai or me samjhta hon kah jald bazi shetan ka kam hai is me insan ka nuqsan he hota hai so hamen sabar sy kam lena chahye na kah jald bazi karni chahey
          • #6 Collapse

            Re: Jald bazi men ziyada loss hota hey?

            Ap ki baat theak hai k forex market mai jo jald bazi krtey hai tou wo market mai loss bhe krtey hai. Forex market ak asa business hai. jis mai sabar krna bohat zaroori hai. Aur sabar krney sey ak trader market mai profit earn krta hai. Aur wo market mai regular earning hasil krta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Jald bazi men ziyada loss hota hey?

              Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Agar Hum Jab Bhi isme jaldbazi Karte Hain To Hamein loss hi hota hai agar Hum ismein profit hasil karna chahte hain to Hamein ismein laalach aur jaldbazi bilkul nahin karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Jald bazi men ziyada loss hota hey?

                G han bilkul jaldbazi main ki jany wali trade ka koI faida nahi hai, jald bazi main ki janay wali trade main profit say zyada loss ho sakta hai, trade hmaisha souch smajh kar karni cahiyay, bna souchy samjhy jab hm trade lgaty hain to nuqsan ki zimadari bhi hum par hoti hai. Aur pher market down hoty daikh kar jald bazi main trade close karna bhi theyk nahi hai, hum jald bazi main trade close kar dain loss main, us say behtar hai ky market k oper aany ka intazar kiya jayay ta ky loss say bacha ja saky
                • #9 Collapse

                  Re: Jald bazi men ziyada loss hota hey?

                  forex men loss k technical psychological or managerial stuff ki different resean hen ye sb factors ko manage kr balance men rakhna boht zaruri hai like jaise jaldi krna loss deta hai to delay krna b loss deta hai everything is balance in forex
                  • #10 Collapse

                    Re: Jald bazi men ziyada loss hota hey?

                    jald baze mai kam karny sy hamy loss hota hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik world wide business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jald bazi men ziyada loss hota hey?

                      Ji haan sir aapne bilkul right kaha hai ghar Ham jaldbazi Mein Aakar trade Laga Denge to se Hamein loss ho sakta hai Hamein trade Lagan mein jaldbazi bilkul bhi nahin Karni chahiye bol ke apne mind ko fresh Rakh kar aur Market ko chitrasen alises karke Phir hi trade Lagani chahiye is se kam accha profit Hasil kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jald bazi men ziyada loss hota hey?

                        jald baze mai kam karna nuqsan dy hain hamy mahnet karne ho ge hamy jald baze ko avoid karna ho ga forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jald bazi men ziyada loss hota hey?

                          g han bhai jan aap ne bahut ache baat share ki hai jaldbazi main ziada loss hota hai ager ham jaldbazi main koi trade laga den ge trae lagane se pehle soxchen samjaen ge nahi to ham ko loss ho ga ham ko chaye k ham trade lagane se pehle cool damagh se sochen phir tradelagayen.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X