Risk management market movement key base par hi hona chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk management market movement key base par hi hona chaye
    Daily ya weekly market ki jo be overall movement result ho hamari risk management be trading me esi base par hona bahot zarori hay agar market ki movement zeyda na ho to bahot zeyda risk leny ka koi faida nahi hota, agar market ki movement range kam ko to risk be bahot kam le kar trading karna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk management market movement key base par hi hona chaye

    Hi bilkul aap ne Sahi Kaha Hamein Usi Waqt trailer Ghani chahi jamaki ki movements rahe ho Agar Hum slow Jab market Keemat Hogi toh swatantrate lagayenge to Fir Is Tarah Se Hum samajh nahi Aayegi ki Hamein Las Ho Gayaa profit aur ho sakta hai ki kafi Intezar karne ke bad I'm a loss Hi Ho is wajah se slow market Mein trade Na Lage
    • #3 Collapse

      Re: Risk management market movement key base par hi hona chaye

      G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bilkul thek kha hai dear mery kheyal me agr market ki movement ko dekhty hoy he hamen lot size ka intajhab karna chahye ab jab koi bhi expert trader market ko jab mukaml toor pe analysis karta hai trade open karny kay lye to mery kheyal wo market ki movement ko mad enazar rakhty hoy lot size ko use karta hai
      • #4 Collapse

        Re: Risk management market movement key base par hi hona chaye

        Han g movement Ko Dekhkar hi trade Karni chahiye Jab Bhi Hum trade karen to Hamein risk to reward ke mutabik trade Karni chahiye Hamen stop loss thoda Rakhna chahi aur ek profit Jyada Rakhna chahiye Agar market slow ho to Hamein Jyada Barish kitne hi Lena chahiye aur Agar market ki movement Tej Ho To Hum zaida risk le sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Risk management market movement key base par hi hona chaye

          Hi g ager ap ny resk Lena hai to ap us Surat main Len jb ap ka bonus km ho k ager ye zaiya b ho jae to koi faraq na pary is Surat main hm resk ly sakty hein shaid hamy profit ho jae aur ager loss b ho geya to koi bat nahi hai easy resk sy Bach na hi chahiye ager resk Lena hi hai to bohat hi soch samaj k Len is I main hamary leye behtri hai
          • #6 Collapse

            Re: Risk management market movement key base par hi hona chaye

            G han dear risk market ki movement ko Dekhkar Leni chahiyy Jab Hum market ko analysis kar rahe Hote Hain tu Agar hame koi achi profit able trade Mile To usme in Race Le Lena chahiye Apna take profit stop loss Se Jyada Rakhe is se Agar profit hoga toh Jyada Hoga Agar loss hoga to kaam hoga....
            • #7 Collapse

              Re: Risk management market movement key base par hi hona chaye

              Han g Hamein market ko dekh kar hi trade Karni chahiye last week dekh lena chahiye ke market ki movement kaisi rahi hai agar to market Ki Yaad Aa Rahi Hai To Hum achchi trade Laga sakte hain risk Jyada Le sakte hain aur Agar market ki moment Jyada nahi rahi to Hamein rest Bhi Jyada nahi lena aur trade bhi Soch Samajh Kar karni hai Jab Bhi trade karen to market ki previous movement ko dekh le
              • #8 Collapse

                Re: Risk management market movement key base par hi hona chaye

                Dear brother chahay market Mai movement Kam ho ya zyada lekin risk hamai money management ke hisab say laina chaye ye koye bat nahe ke market ke movement zyada hai to risk zyada aur movement Kam hai to risk Kam aisa kuch be forex Mai nahe Chalta agar ham nai profitable rehna hai to pir hamai chaye ke har Hal Mai proper money management ke sath trading karay.
                • #9 Collapse

                  Re: Risk management market movement key base par hi hona chaye

                  agar hum risk lain gay to es trha hum market main achi earning nahi kar sakty humay chahiye keh risk kam say kam lain kyun keh kam risk kay sath he humari trading achi ho sakti hay aur humay khoob focus karna chahiye aur esmain kabhi bhi lalach ki zad main aa kar badi lot size ko use nahi karna chahiye nuqsan he hota hay es say
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk management market movement key base par hi hona chaye

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                    Daily ya weekly market ki jo be overall movement result ho hamari risk management be trading me esi base par hona bahot zarori hay agar market ki movement zeyda na ho to bahot zeyda risk leny ka koi faida nahi hota, agar market ki movement range kam ko to risk be bahot kam le kar trading karna chaye.
                    Weather score chahiye Gate railing karte hue Kabhi Bhi Jyada risk Maloom Jab a trader Se Jyada risk Lekar trading Karte Hain To unko profit Nahin Hota bulke loss ho jata hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Risk management market movement key base par hi hona chaye

                      forex mai hamy learning ko best bana kar money management kar ky market mai enter hona chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik unique business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X