Dar ki waja sy bhi bohat loss hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dar ki waja sy bhi bohat loss hota ha
    Dear bhai jan is man hum ko loss ka dar bkhat hota hsi hum jo bhi trade lgaty hain dar kr lgaty hsin or agir profit man jati ha to apny target tk ka wait nahi krty phly he trade close kr daty hain or loss man jany wali trade ko zuada time k luy hold krna he loss ka sabab banti ha is luy confidence sy trade krin tb aap ko loss nahi hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dar ki waja sy bhi bohat loss hota ha

    YES dear ap ne dakha ho ga kuch loog AEAY hoty hen k un ko demo pe to profit hota he lakin un ko orignal account mn loss honey lagta he ye sub q he lakin account to aik he hota he dear ye sub dar ke waja se hota he app ko dar ke trade nae lagane cgaheay
    • #3 Collapse

      Re: Dar ki waja sy bhi bohat loss hota ha

      Loss ka dar trader ko loss karwa sakta hay demo account me agar ham loss nahi hota to es ki main waja ye hoti hay key hamary mind me loss ka dar nahi hota, jab key bonus trading account aur real account me hamary mind me loss ka dar hota hay jes ki waja se agar ham market trend ko be follow karny lagty hey tab be hamy loss ho sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Dar ki waja sy bhi bohat loss hota ha

        Hi ji bilkul sahi Kaha aapne Dar Ki vajah se bhi bahut loss hota hai hamein chahiye ki hamd arey nahi balki hosle se aur Himmat se kaam Le hosle aur Himmat se kaam le kar hi Hum Kamyab ho sakte hain Kyunki Jo Dar gaya wo Mar Gaya isliye Hamein Darna Nahin chahiye bol ke ghosle se Humne apna kaam karna chahie loss profit Zindagi Ka hissa Hain
        • #5 Collapse

          Re: Dar ki waja sy bhi bohat loss hota ha

          G han dear me apki bat sy itfaq karta hon ap bilkul thek kah rhy ho jab ham market ko analysis karty han or trade open karny lagty han to dil me dar hota hai kah kahen ye hamri tarde loss me na chali jay or jo khof dil me hota hai us sy ham ghabra sy jaty han jis ki waja sy hamra dehan trading sy hat jata hai or loss he hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Dar ki waja sy bhi bohat loss hota ha

            Salaam Walekum ji haan bhai jaan aap ne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke dar ki wajah se bhi bahut Hamein loss hota hai hamein chahiye ki Ham as Main Jab Bhi trade karen to Dar free Karke aur tension free Karke trade lagayein To Phir Hum ismein profit bhi Kama sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Dar ki waja sy bhi bohat loss hota ha

              Yes boos jab ham dar ker trading kerte hien tu ham ko nuaqsan ho sakta h as lyee ham ko apne ander sy dar ko kahtam kerna ho ga aur ham ko as mien himmat ker kaam kerna ho ga jab ham as mien kaam nahi kerte hien tu ham as mien kamaee b nahi ker sakte hien as lyee ham ko as mien her bar her din mehnat kerna hota h aur ham ko dar dar ker trading kabhi b nahi kerna hota h.
              • #8 Collapse

                Re: Dar ki waja sy bhi bohat loss hota ha

                Darne ki koi baat nahi Jab Hum trading karte hue Karenge to hum achchi trading nahin kar Sakenge aur emotions ko control nahi kar Sakenge Jab Bhi trading parantu emotions ko control Karke he trading Karen Agar Hum Denge to sahi Waqt Par Hum trade nahi le Sakenge hamein chahiye Ke Jab Bhi trading karen to confidence ke sath trade Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Dar ki waja sy bhi bohat loss hota ha

                  Dar dar kar jb koi trad lagtt hai ous main kaihei na kaihei mistake kar detyy hai jis syy loss ho jata hai apny confidence ko barkarar rhkna chiyee jb hum chotyy hai loss na ho jaiyy loss na huo jaiyy phr loss hei hota hai jb hum mind fresh rhk kar ya soch kar trad lagenn gyy kyy losss profit buniues ka hisaa hai aisyy best trad laga skyy gyy..
                  • #10 Collapse

                    Re: Dar ki waja sy bhi bohat loss hota ha

                    Hi g ASA hi hai dar ki waja sy loss ho sakta hai is leye hamy chahiye k hm Darwin nahi dar dar k kia jany wala kam sahi nahi hota is leye hamy darna nahi chahiye bal k be khof ho k kam krna chahiye ye bohat hi zaroori hai dar k hm ager kam karein gy to is tarha sy hm confused ho jaein gy confused nahi hona chahiye is sy kam sahi nahi ho pata
                    • #11 Collapse

                      Re: Dar ki waja sy bhi bohat loss hota ha

                      G han dear aksar new tarder dar dar ky trad lagty kyunke unhone demo account main trading ki Hoti Hai demo account mein to loss Ka Dar Nahi Hota usme investment broker ki taraf se hoti hai bina Dar ke trade open kar li Jati Hai aur jab real account mein Aate Hain toh real investment hoti hai confused ho Jate Hain ke Kahi loss Na Ho Jaaye Jab Dar Dar Kar Trade Karte Hain Tu Kisi Na Kisi Jagah mistake ho jati hai jo loss ka sabab Ban Jati Hai...
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Dar ki waja sy bhi bohat loss hota ha

                        Trading karne ke bhi kuch usool Hain Agar Hum reading karte waqt Asu Lanco Samne Rakhenge to Hamein Nissan nahi hoga trading karte hue Jab Hum Denge to hum accha kaam nahin kar Sakenge Darne Ki Koi Baat Nahin Hai Jab Bhi trade karni ho to analysis Karon Jab analysis Karle tu fir trade open Karle Apna stop loss aur take profit Laga Le aur Darne Ki Koi jarurat nahi market ko chalne De

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X