Forex ma Target k pechay na bhagen,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ma Target k pechay na bhagen,
    Dear forex members,
    Real account ma trading kartay Howe kabi bi target set na Karen , sirf achi trading pee focus karun apko acha profit mile ga, target k chackar ma ap account wash karwa bethen gay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ma Target k pechay na bhagen,

    G dear ap ki bat tgeak hai kay humain kabhi bhi forex mai aik makhsoos target kay peechaye ni baghna chaye kiyu kay ager hum target kay pechaye parhain rhain gaye tu humain lagtar lose he hota rhaye ga jo bhut danger had tak ja sakta hai jis ka recover karna na mumken ho jata hai tu bhter hai kay hum safe trading karain
    • #3 Collapse

      Re: Forex ma Target k pechay na bhagen,

      Asalamo alikum dear ferind bilkul sae kha ap ny kuk forex mai ap ko profit by chance hota h 110% ap apny profit ka nai khy sakty 50 50 ka esab hota h es ley zehan mai koi khas profit ka esab nai lgana chiy ..apni menat or drust fasisly ki base py ap aek achy profit ki hope raken
      • #4 Collapse

        Re: Forex ma Target k pechay na bhagen,

        Hi ji bilkul sahi Kaha aapne Hamein Forex main target Ke Piche nahi par gana chahi balke Hamari pahle focus learning par hone chahiye learning karna bahut zaroori hai learning karne ke bad religion information Hasil karne ke baad Hamara focused August par Hona chahie zaroor hona chahiye Agar Hamara focus target par nahi hoga toh fir Mein Hamare Agar Ek Josh aur Jazba Paida nahi hoga Aage badhane ke liye
        • #5 Collapse

          Re: Forex ma Target k pechay na bhagen,

          G han bro asa he ha humain forex trading main target k pecha bagna sy bhot zada noksaan be utna par jata ha hun kabi kabi had sy zada loss karwaa jatye hain apna target ko complete karta karta humain target k pecha nhi bagna chaiye humain jitna be kam kariye apna knowledge or skill k bana par kariye asa karna sy huma fidaa paah sagtye hain bhot acha or humain karna be asa he chaiye jis sy humain fidaa hasil ho sakiye
          • #6 Collapse

            Re: Forex ma Target k pechay na bhagen,

            Mere khayal se tu target set kar lena chahiye Kyunki Jab Hum target set kar lete hain to Hamein Pata Hota Hai Ke Humne Apne target Tak jana hai agar Hum Forex trading Mein target set nahi karenge to hame nahi pata chalega ki Humne kahan tak jana hai aur Kitni profit karni hai ya FIR Kitna loss karna hai Forex trading Mein Delhi ya weekly target set kar lena chahiye is wajah se hum achchi trading kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex ma Target k pechay na bhagen,

              Dear agr profit hasl karna chahtyy hai to time par entry our exit liyaa krenn sub syy phlyy markeet ky trend ko follow krrnn ous ky bad markeet ko axhei tara analysis karoo jb axhei entry milyy trad laga do koi take profit na lago ous ky bad markeet profit main jany ka intezar kroo jaisyy markeet profit main jati hai munaseeb profit main trad close kar denn zaida lalch na krenn...
              • #8 Collapse

                Re: Forex ma Target k pechay na bhagen,

                Hi g bel kul sahi hamy forex main target k pech nahi bagna chahiye phely hamy learning krni chahiye classes leni chahiye forex ki is ko achi tarha sy sekhna Chahiye pher us k bad apna target banana chahiye target b hona chahiye ye b bohat zaroori hai jb hm ny koi target banana hota hai to pher hamara dil krta hai k hm is ko pura karein
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ma Target k pechay na bhagen,

                  Dear Forex main target Ke Piche na Bhagya Forex trading Main Agar profit hasl karna chahte hain To Markeet ko acchi Tarah analysis Karen Jitna time Markeet par online Rahenge Koi Na Koi Koi achi trade milegi ous main trad laga lenn dehkyy agr AP ki trad profit main ja rahi Hai to Munaseeb profit main trad close Kar den zaida llch na krenn markeet move bi Kar skti Hai ..
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ma Target k pechay na bhagen,

                    Han g target Ke Piche nahi batana chahiye lekin ek baat hai Hamein Parekh trading main target set karna chahie aur use target ko achieve karne ki koshish Karni chahiye lekin Agar kisi din market acchi Nahi Hai To used in trade na Karen koi baat nahi next day Agar market ki movement acchi hai aur aap ko accha entry. Mil Gaya Hai To fir trade Jarur Karen lekin target achieve karne ke liye Ye galt trade Kabhi Na Lagaye
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ma Target k pechay na bhagen,

                      agar hum forex trading main target set kar kay trading karen gay to he humari trading bohat achi ho sakti hay es business main money managemnet karty huway bhi kam karna chahiye kyun keh money managemnet say humari trading achi aur market main regular base par profit bhi hasil kea ja sakta hay esi main he faida hota hay
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ma Target k pechay na bhagen,

                        Dear members real account pe trading krtay waqt kbhe bhe big target set na krain us sy aap lalach main aa kr loss kr bethain gay aik achi stretegy aor annylisis k sath choti lot k sath achi trading krain ta keh aap long time tak trading kr sakain aor apnay profit k tasalsul barqarar rakh sakain aor loss pe bach jaain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X