Acha capital poor knowledge aap success gain nahi kar saktay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Acha capital poor knowledge aap success gain nahi kar saktay
    Dear members har trader aik perfect trader sirf achay knowledge achay skills ki bina pe banta hay aur bohat bahtreen trading karnay kay liye big capital nahi chahiye best skills ka hona zaroori hay so agar bohat acha capital bhi aur knowledge poor ho then success gain karna impossible hojata hay.
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Acha capital poor knowledge aap success gain nahi kar saktay

    G dear ap ki bat theak hai kay aksar hum mai say aisaye bhi hotaye hain jin ka luck acha hota hai but knowldge ki kami ki waja se wo kamyab ni hotaye hain humain hamesha koshesh karni chaye kay forex kay baraye mai zayda se zayda learn karain kiyu us kay sath humain bhut se faidaye hotaye hain achi learning ki waja se he hum aik achaye aur kamyab trader ban saktaye hain
    • #3 Collapse

      Re: Acha capital poor knowledge aap success gain nahi kar saktay

      G han sir asa he or main ap k bat sy iteefaq karta hu koi be kam ho koi be feld ho humain jab knowledge ho ga us k bariye main tab he hum us main successful ho patye hain humain akdam knowledge nahi aa jata humain knowledge k saat saat apni skills ko be improve karna parta ha jis sy humain trading karna main bhot fidaa milta ha or humain karna be asa he chaiye humain kohish karni chaiye k hum koi be kam karna sy phaliye us k bariye main knowledge hasil kar laa
      • #4 Collapse

        Re: Acha capital poor knowledge aap success gain nahi kar saktay

        G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear bary capital ka faida hamen us wakat hoga jab hamry pas forex trading business ka knowledge or experience bhi hoga qk aesy ham kesi bhi tarde me koi profit nhe ly sakty han jab tak hamen is business ka knowledge nhe hoga learning nhe hogi
        • #5 Collapse

          Re: Acha capital poor knowledge aap success gain nahi kar saktay

          account wash karne wali bat hai agr hum zaida capital b rakh le lakin trading ka experience nahi ho ga tu hum kamyabi hail nahi kar sake gy kamyabi ke liye capital hona zarori nahi hai balke kamyabi ke liye experience ka hona zarori hai experience ho ga tu kam capital b chale ga.
          • #6 Collapse

            Re: Acha capital poor knowledge aap success gain nahi kar saktay

            agar hamara knowledge km hain or hamara capital zada hain to hamy siraf loss ho ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex aik real business hain
            "The mind is everything, What you think you become"
            • #7 Collapse

              Re: Acha capital poor knowledge aap success gain nahi kar saktay

              forex aik online business hain is main knowledge ki bohat hi zada ehmiyat hain hamy is main best knowledge hasil akr ky is main kam karna chahey agr ham is main new hain or hamary pass zada knowledge nahi hain or hamara capital be acha hain to pher be hamy is main los ho sakta hain yai aik real business hain
              • #8 Collapse

                Re: Acha capital poor knowledge aap success gain nahi kar saktay

                hamy acha capital invest kar ky market mai enter hona chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
                • #9 Collapse

                  Re: Acha capital poor knowledge aap success gain nahi kar saktay

                  forex aik online business hain hamy is main expert ho kar is main mehant or sabar or achy knowledge or experience ky sath is main kam karna chahey pher hi ham is main kamyab ho sakty hain or acha profit haisl kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Acha capital poor knowledge aap success gain nahi kar saktay

                    forex aik real business hain hamy acha knolwege hasial kar ky mahney sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain agar hum is mai lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik aam business ke nisbat bohat acha or unique or legal busines hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X