Most harmful (khatarnak) ajza konsay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Most harmful (khatarnak) ajza konsay hain
    Forex trading mei bohat sey asay ajza hain jo hamari trading kay liye bohat nuksan dey hain magar bohat sey new beginners ko maloom he nahi hota hay jasa kay trading mei emotional ka hona phr big lot lagan money management ko sath na le kar chalna greedy hona then trading mei hurry hojana ye sab ajzaa aik trader kay liye bohat nuksan rakhtay hain inko avoid karna chahiye.
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Most harmful (khatarnak) ajza konsay hain

    Asalamo alikum dear ferind bilkul har busniss mai poaitive or nagitive ponits hoty hain jo ap ki kamyabi or nakami ka sabab bnty hain esi tra forex mai b kuch chezen hain jo ap ko nuqsan kra sakti hain jin mai over confidance emotional lalach etc en sy bachna chiy
    • #3 Collapse

      Re: Most harmful (khatarnak) ajza konsay hain

      G han sir asa he ha or main ap k iss bat sy iteefaq karti hu hum iss main bhot sy noksaan ho jatye hain has tor pr beginning jitna be hain woh yeh batye naa jantye huwa apni galtiyaa kr jatye hain humain iss main kam karna sy phaliye iss k bariye main knowledge laa lana chaiye humain iss main kabi be mayoos nahi hona chaiye or na he trading k doraan apna laalach dil main pedaa kar lana yeh sub chezo sy humain noksaan he hota ha fidaa kuch be nahi hota
      • #4 Collapse

        Re: Most harmful (khatarnak) ajza konsay hain

        G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot he achi information di hai dear mery kheyal me ye sab khami ek new trader me pai jati or is tarha sy wakat kay sath sath jesy jesy us ko forex trading business me experience hota rahta hai wo in sab baton ko samjny lagata hai or agr koi senior in sab baton ko us ko bata dy to wo time sy pahly sambhl sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Most harmful (khatarnak) ajza konsay hain

          han g apne theek bat ki hai bohat sare kam aise hai jo hum trading me karte hai tu hume un ki waja se loss hota hai agr hum wo kam na kare tu hum loss se bach skte hai jaise ke bhai ne money mangement ki bat ki hai lot size ki bat ki hai lalch me aa kare jub hum kam kare gy tu loss hi ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: Most harmful (khatarnak) ajza konsay hain

            Dear Forex mein Khatarnak Kam laalach karna hai uske baad money management ko Mat follow karna trading karte waqt Apne emotion ko control na Rakh pana stop loss or take profit Ka istemal Na Karna Sabar se kaam na lena market ko achi Tarah analyses Karke trade Na Lagana jaldbazi Mein trade Lagana Aisi saree suit Khatarnak hoti hain Jo loss ka sawab banti hai...
            • #7 Collapse

              Re: Most harmful (khatarnak) ajza konsay hain

              forex mai agar hum lalchi ban ky kam kary gy to hum kam sahe sy nahi kar saky gy or hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik world wide business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik world wide business hain
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Most harmful (khatarnak) ajza konsay hain

                forex mai hamy gold mai kam karny ka risk nahi lena chahey is mai kam karny sy hamy loss ho jata hain hamy ache learning ky bad is mai kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain
                • #9 Collapse

                  Re: Most harmful (khatarnak) ajza konsay hain

                  ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS!umeed hai keh ap sab khryat say honge friends main apsay yeh pochna chata hon keh most harmful ajza konsay hain?
                  • #10 Collapse

                    Re: Most harmful (khatarnak) ajza konsay hain

                    Forex trading main most dangerous anasar wo hotay hian jo kay account kay wash honay ka sabab bantay hain. jesay kay blindly trading kerna aur trading ka knowledge aur experience nah hona. stop loss use na kerna aur lot size aur risk management ka pata na hona wo dangerous ajza hotay hain jo kay account ko wash kernay ka sabab bantay hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Most harmful (khatarnak) ajza konsay hain

                      sub sy zada hamy lalach ke waja sy loss hota ain hamy isy avoid karna chahey forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum iosy apna professional career be bana sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Most harmful (khatarnak) ajza konsay hain

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahimbilal پيغام ديکھيے
                        Forex trading mei bohat sey asay ajza hain jo hamari trading kay liye bohat nuksan dey hain magar bohat sey new beginners ko maloom he nahi hota hay jasa kay trading mei emotional ka hona phr big lot lagan money management ko sath na le kar chalna greedy hona then trading mei hurry hojana ye sab ajzaa aik trader kay liye bohat nuksan rakhtay hain inko avoid karna chahiye.
                        G han sir boht si aesi baten b hoti hen jo k hmary loss ki wjah bnti hen un me se Emotions b shamil hen.hmen chahye k apne emotions ko control me rakhen is k lyehmen Stop loss or Take profit hunter use krna chaey. or ye k apni mistakes ko hr bar repeat nai krna chaye blku uko avoid krn. is trhan hm kamyabi ki manazil teh kr saken gy.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Most harmful (khatarnak) ajza konsay hain

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahimbilal پيغام ديکھيے
                          Forex trading mei bohat sey asay ajza hain jo hamari trading kay liye bohat nuksan dey hain magar bohat sey new beginners ko maloom he nahi hota hay jasa kay trading mei emotional ka hona phr big lot lagan money management ko sath na le kar chalna greedy hona then trading mei hurry hojana ye sab ajzaa aik trader kay liye bohat nuksan rakhtay hain inko avoid karna chahiye.
                          Forex trading Mein acche trading karne ke liye aur Australia ke basics ko samajhna bahut jyada Jaroori hota hai agar Ham basics ko samajh Gaye trading Nahin Karenge to achhi trading nahin kar Sakenge aur Hamein trading Kar Gaya Hoga isliye
                          FRD 07 TRADING JOURNAL

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X