Ziada loss k wajohaath.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ziada loss k wajohaath.
    Dear fellows maray khyal say ziada loss ke dho wajha hothay hay ek ye ke hum baghair sochay samjay tredeing karthay may our kise pair k trend k agenst trade lagathay hay our second ye ke hum stop loss nahee lagathay his ke Waja say na cover honay Wala loss karthay hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ziada loss k wajohaath.

    bilkul ye common mistakes hain aik trader ki kay wo trade lagatay jaldi mei hota hay theek sey market nahi dekhta analysis nahi karta bagair sochay samjhay trade karta hay loss leta hay trend kay against trade karna stop loss ka use na karna ye sab main wajuhat hoti hain aik trader ki trading mei loss karnay ki.
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      Re: Ziada loss k wajohaath.

      Dear
      Loss hune k waja yeh bi ha k ham straghety follow nai kartay
      Against trend ma trade lgatay Han,
      Stop loss nai lgatay,
      Kam capital pe bari lot lga datay han,
      • #4 Collapse

        Re: Ziada loss k wajohaath.

        Asalamo alikum dear ferind loss profit forex busniss ka zrori part h loss ay khabi b khabrana nai chiy balky wo wja dondni chiy k loss ku howa or kbi b over confidance ho k koi faisla nai karen hmesa apny knowleg or experince k esab sy e afaisla karen
        • #5 Collapse

          Re: Ziada loss k wajohaath.

          G dear jhan tak mainaye daikha hai kay zayda lose hum jub bhi lalch kartaye hain tu humain hota hai kiyu kay zayda kay lalch mai hum kam kamainye se bhi jataye hain tu humain koshesh karna chaye kay thore thore aur safe trading karain ta kay lose bhi ho tu under control aur profit bhi ho tu kam ho but ho shi esi mai humari bhalai hai
          • #6 Collapse

            Re: Ziada loss k wajohaath.

            Trend is your friend expert log kehtai Hain ke trend appka dost hai agar hm trend ke sath trend karaingay to yaqenan profit Kama sakaingay app belkul sahe keh rahai ke trend ke sath trade na karna hamari buhut bari ghalti hai jis Kay waja say hamai hamesha loss hota hai hamai chaye ke trend ke sath trade karay stop loss laga ke.
            • #7 Collapse

              Re: Ziada loss k wajohaath.

              Sir phaliye bat yeh ha k loss k koi waja nahi hoti ueh sub ap k mehnaat pr depend karta ha humain loss bhot sy waja sy ho jata ha kabi kabi galat trade lagna sy be ho jata ha or kabi kabi laalach main aa kar bari bari trade laga jatye hain jis sy bhot zada noksaan karwaa jatye hain hum humain iss main chaiye k zada mehnaat kariye apni skills ko zada sy zada improve kariye jis sy hum acha bouns bana sakiye or fidaa pah sakiye
              • #8 Collapse

                Re: Ziada loss k wajohaath.

                G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bilkul thek kha hai dear mery kheyal sy forex trading business ka knowledge na hony ki waja sy bhi bhot loss hoty han 2nd is me hamen learning karni chahye or jin kay pas forex trading business ka knowledge nhe hota wo tukky ki trading karty han or un ko loss bhi bhot zeyada hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Ziada loss k wajohaath.

                  Forex market mai loss ki waja ya hai k humri strategy ka na hona ya phr humri strategy bohat weak hai. jis ki waja sey hum ko market mai loss hotey hai. En loss ko control es waqat kr sakty hai. jab humri strategy strong ho gy aur market mai sabar sey trade krey gy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ziada loss k wajohaath.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
                    Dear fellows maray khyal say ziada loss ke dho wajha hothay hay ek ye ke hum baghair sochay samjay tredeing karthay may our kise pair k trend k agenst trade lagathay hay our second ye ke hum stop loss nahee lagathay his ke Waja say na cover honay Wala loss karthay hay.
                    Assalamu Alaikum Mere Khayal Se stop loss hoti hai Ek tu ja ke hum stop-loss nahi Lagate Hain aur dusra Yaki Ham Bina soche samjhe Kisi Bhi Pyar Ko Jane bagair uske upar chatting open Karte Hain jisse Hamein loss hota hai Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Ziada loss k wajohaath.

                      I think, loss ki zyadah tr wjha Hoti hai,km knowledge,Kam ki,aur zyadah Ka lalach, perhaps,aur Kuch mistakes etc
                      • #12 Collapse

                        Re: Ziada loss k wajohaath.

                        forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earnign hasial kar sakty hain hum is mai jab kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy loss ky bad thence nahi hona cahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey forex aik real business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Ziada loss k wajohaath.

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
                          Dear fellows maray khyal say ziada loss ke dho wajha hothay hay ek ye ke hum baghair sochay samjay tredeing karthay may our kise pair k trend k agenst trade lagathay hay our second ye ke hum stop loss nahee lagathay his ke Waja say na cover honay Wala loss karthay hay.
                          Dear friend aap Aane bhi loss ki wajohat ko acchi Tarah brief kar diya hai hi. Main Apni Taraf Se Ae is main kuch add karna chahta Hoon keh loss ki sabse beri reason to laalach hai Aksar trader lalach Mein Aakar Badi Lot Laga Dete Hain Jiski vajah se a a Unka account wash ho jata hai. Agar money management or risk management Ka Khyal Rakha Jaye to account kabhi bhi wash Nahin Hota Aur Yeh Dono cheez hai Forex trading mein Main basic ki hasiyat rakhti Hain Jinka Har trader ko Pata Hona chahi.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Ziada loss k wajohaath.

                            Dosto ziada loss k wajohaath ya hain k ap rules ko follow nahi karty jaldbazi sy kam lyty ho forex per subber sy risk nahi lyty ho overtrading karty ho aur lalach karty ho ya sub wajohaath ap ko forex per kameyab hone nahi dyty so ap ko in sub negative kam sy avoid karna hoga ap ko forex per kameyabi zarore hasil hogi aik din......

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X