Kiya hum forex trading ko mind ki game keh saktay hen?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya hum forex trading ko mind ki game keh saktay hen?
    Dear brothers forex trading men koi physical effort nhi hota buss mind ka aur hands ka kam hota hey iss liay hum forex trading ko completely mind ki game keh saktay hen kiun k iss men sara kam hi dimagh ka hey iss jab bhi trading start karen pahlay apnay mind ko fresh karen tu acha result milta hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya hum forex trading ko mind ki game keh saktay hen?

    Dear friend ap forex ko jo b bolen lakin apky mind main ak chez zarur honi chaiy k ya ak business hai aur es ko mazak nahi samjhna chaiy q k agar ap forex ko mazak samjhy gy to ap ko loss ho ga es ly serious ho kr forex main kam karen aur kamyab hon
    • #3 Collapse

      Re: Kiya hum forex trading ko mind ki game keh saktay hen?

      Aap ke baath sahee hay ke ye business sirf our sirf mind k saath he hotha hay lekin is may apnay aap ko expert karna sab say ziada zarori hay our oskay liay buhut mehnath Kar hothe hay thab kahe jaakar aap ko ithna experience ho jatha hay ke aap k loss ke ratio buhut Kam ho jathe hay.
      • #4 Collapse

        Re: Kiya hum forex trading ko mind ki game keh saktay hen?

        G dear forex trading ko hum mind game bhi khaye saktaye hain kuyu kay es mai humaun koi samjh ni ate hai ye hamesha humaraye dimagh kay ult he chalta hai aur humain profit ki bjaye lose ki taraf laye jata hai
        • #5 Collapse

          Re: Kiya hum forex trading ko mind ki game keh saktay hen?

          dear brother apki bat bilkul theak ha forex trading mn kamyabi achhay mind set ki waja sa he milti ha keun k forex trading mn sb kam minde ka he hota ha agr ap k minde mn forex trading achhi trh aa jay to ap forex trading sa bahot achhi earning hasil kr sktay hn
          • #6 Collapse

            Re: Kiya hum forex trading ko mind ki game keh saktay hen?

            forex ka karobar humesha se mind se he chalta he is mein hum apny patience ko istanmal kerty hoy acha source of income banty hein forex aik acha earning ke sath acha learning ka be zarya he forex aik zehan ke game ke tarhan he is mein hum apni soch se trade lagty hein or acha earn karny ke koshesh kerty hein forex aik international karobar he
            • #7 Collapse

              Re: Kiya hum forex trading ko mind ki game keh saktay hen?

              forex aik international business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik unique business hain hum isy apna life time career be bna sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Kiya hum forex trading ko mind ki game keh saktay hen?

                I think game word Thora ghlt lgta hai Han mind ka Kam zroor hai yeh game iss liye bhi nai keh game nai hai jub loss hota hai to wapis nai milta jub keh game mein chances hote hain dobara ke I think
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya hum forex trading ko mind ki game keh saktay hen?

                  hum forex ko game nahi kah sakty hain yai aik acha karobar hain hum is mai live kam karty hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai out of cost account bana kar be kam kar sakty hain forex business pakistan mai legal or famous ban cuka hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya hum forex trading ko mind ki game keh saktay hen?

                    hamy mahnet karne ho ge pher he hum kam kr ky pasia kama saky gy forx aik acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex kabe be katem na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik unique busines hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya hum forex trading ko mind ki game keh saktay hen?

                      haan gee ye mind game hi hoti hai aur main aksar posts main mind game hi kahta hon kyn kay forex kay related mera view bhi kuch aisa hi hai jaisa ap ka hai forex trading main mind ko bohat use karna parta hai aur analysis karnay partay hain kabhi kabhi results humari expection kay ultay bhi aa jatay hain .
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya hum forex trading ko mind ki game keh saktay hen?

                        AOA FOREX MEMBERS!ji han hum forex trading ko mind ki game keh sakty han forex trading kerty hoy mind ka fresh hona bhi zarori ha mind per kisi kism prasur aur stress na ho is sy hum kamiayb traders bun sakty han ALLAH HAFIZ.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya hum forex trading ko mind ki game keh saktay hen?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                          Dear brothers forex trading men koi physical effort nhi hota buss mind ka aur hands ka kam hota hey iss liay hum forex trading ko completely mind ki game keh saktay hen kiun k iss men sara kam hi dimagh ka hey iss jab bhi trading start karen pahlay apnay mind ko fresh karen tu acha result milta hey
                          Assalam walekum ji bhaijaan Forex trading co game Kahana bahut hi galat baat hai yah Koi game Nahin Hai yah Ek business hai aur real business hai ise agar aap ek business ke Taur per Karenge tabhi aap isase acchi earning Hasil kar sakte hain Agar game samjhenge to Fir bus game Hi khelte Rahenge
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya hum forex trading ko mind ki game keh saktay hen?

                            g han ham kuch had tak forex ko mind game keh sakte hain lekin bhot had tak ham is ko kismat ki game keh sakte hai kyun jo ache our fresh mind k sath trade open karta hai to us ki kamyabi yaqeeni hoti hai is lye fresh mind k sath trade open kren

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X