Kya Forex Trading Islam mein Jaiz ha ya Nahi?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya Forex Trading Islam mein Jaiz ha ya Nahi?
    Dear members, mera sab traders se ye sawal ha ke forex trading kya islam mein jaiz ha? Kiu ke agar bohat sare muslims is business ko kar rahe hain to kya jaiz ho jaye ga? Kiu ke bohat se muslims to bohat sare najaiz kaam b karte hain, jis se wo najaiz kaam jiaz nahi ho sakte, kindly is barey mein apne khyalat se zaror agah kijey ga, ye logic fazool ha ke is mein loss aur profit hota ha is liye jaiz ha, wo dunia ke har business mein hota ha is se kisi business ka jaiz hona sabit nahi hota, kindly seniors rehnumai karain .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya Forex Trading Islam mein Jaiz ha ya Nahi?

    Dear friend forex b ak business hain jis tarah k dosry business hain dosry business main jis tarah ap mahnat krty hain usi tarah ap forex main b mahnat karty hain to ye b apki mahnat ki kamai hai aur ajis kam main ap mahnat krty hain to wo apky ly jaez hai q k ye apki mahnat ki kamai hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: Kya Forex Trading Islam mein Jaiz ha ya Nahi?

      ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai Pakistan forex business Joker Pakistan Forex Mein Hum mehnat karte hain aur Agar Hum Pakistan Forex mein mehnat nahi karenge to hum bilkul bhi Kamyab Nahin Honge isiliye main aap se Yahi Kehna Chahunga ke Hamen Pakistan Forex mein jyada Se Jyada kaam karna chahie aur Agar Hame Kamyab hona hai to Hame is Main Har Waqt online rehna Hoga thanks
      • #4 Collapse

        Re: Kya Forex Trading Islam mein Jaiz ha ya Nahi?

        G dear jhan tak daikha jaye tu hum es mai daily base pay kam kartaye hain aur us kay bad he humain us ka muwaza diya jata hai aur us kay bad he hum profit kamtaye hain jhan tak mera khyal hai tu mahnet aur kam kar kay kamya gaya paisa islam mai jaz hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Kya Forex Trading Islam mein Jaiz ha ya Nahi?

          Ya aik acha sawal hai kya farak trading Islam mein jaiz hai hi ya aapne acchi Tarah open ki hai Mowgli full mekram Ki Nikli fry hai kuch aur mekram is business ko Jas kehte hain aur kuch aur micram is business Ko Salam kehte hain ab Hamne Ye sochna hai ki kya Hamare liye Jahar Hai Yahan Ke Nahin Forex trading co Hum kar sakte hain ya nahin
          • #6 Collapse

            Re: Kya Forex Trading Islam mein Jaiz ha ya Nahi?

            Bhai apki bat thek hai dekho agr hm ye business krty hen tu hm mehnat b tu krty hen or mehnat sy islam ni rokta hai hmy jo bhi milta hai apni mehnat ka silah milta hai koi sood ya hram ni milta is liye mera ni khayal k ye na jaiz ho
            • #7 Collapse

              Re: Kya Forex Trading Islam mein Jaiz ha ya Nahi?

              Bhai jan forex tradig islam mein jaz hai ye koi halt kam nahi hain aur na hi koi islam k khalaf hain hum sab is mein ihtiyt se kam karte hain aur is mein ihtiyt se kam kara chahe aur ye bilkul hi jaz kam hain meine aik maulana se pocha tha isne kaha hain k y kam bilkul hi jaiz kam hain qk ap logis mein mehnat karte hain
              • #8 Collapse

                Re: Kya Forex Trading Islam mein Jaiz ha ya Nahi?

                Dear bro forex trading aik worldwide business hy is buisness ki bunyad profit loss per hy aur jis karobar ki bunyad profit loss per ho wo islam main jaiz bulkey is buisness main to profit ki nisbat loss ziada hota hy
                • #9 Collapse

                  Re: Kya Forex Trading Islam mein Jaiz ha ya Nahi?

                  G han forex trading Islam main jaiz hai kiyoun ky forex main hum mehnat kar ky bonus hasil karty hain aur us say trading kar ky hum profit hasil karty hain, na,jaiz tareeqy say hasil kiya jany wala paisa baghair mehnat ky hasil hota hai jab ky forex main hum apna time day kar mehnat say posting karty hain aur us ky baad hmaien hmari mehnat ki wajha say bonus milta hai, forex aik job ki trah hai jahan hum kam karty hain aur earning karty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya Forex Trading Islam mein Jaiz ha ya Nahi?

                    Dear mujy zuada to nahi pta but man yah samjta hon k yah ak business he ha or islam man jaiz ha is man hum work krty hain tb he is man earn krty hain is man free man koch bhi nahi milta ha is luy is man aap ko mahnat kr k he earn krna hota ha is luy yah ak acha o jaiz business ha aap ko is man zror kam krna chaye
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya Forex Trading Islam mein Jaiz ha ya Nahi?

                      Dear members,
                      Forex ma agar ap account creation k waqt apna account swape free bnate Han to ap ka forex hilal aur jayez ha.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya Forex Trading Islam mein Jaiz ha ya Nahi?

                        dost ap ki baat bhi sahi hai agar ap waqai is baary main jawab dekh rahy hain to ap mera post lazmi sy read karain gy. dekhy aisa koi bhi karobaar nahi hai jis main apko sirf profit aur loss ho apki baat sach hai lekin ap is main mehnat to karty hain na posting ki lekin wa haram hai jab ap apni jaib sy invest karty hain ye chee islam main jaiz nahi hai
                        Click On Name And Visit My Journal
                        Naseer953 Trading Journal
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya Forex Trading Islam mein Jaiz ha ya Nahi?

                          mara khal ma to forex trading islam ma jaiz ha ku ka is ma aisa kuch be nai ha to najaiz ho aur forex par sirf wohi log earning kar pata ha jo log mehnat karta ha aur forex par sirf sirf mehnat hi kam ati ha aur islam ma be mehnat karna ka kha gaya ha aur forex ya koi be jaiz bsuniness ho is par sirf mehnat hi kam ayti ha
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya Forex Trading Islam mein Jaiz ha ya Nahi?

                            Main ap ki baat Say itafaq karta hoon forex trading business ko bhi humain doosary business ki tara layna chahiye is main bhi hum jub tuk mehnat nahi karty humain bouns nahi milta or bonus kay baghir hum earn nahi kar sakty

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X