kia moving avrege dakhnay say hamain benifit hota hat?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g bhai moving average sey hamy kafi faida hota han or yeh jitni strategies banti han sab moving average sy hi nikalti han.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      asalam o alaikum dear freindz moving average indicator ko dekhne se apko profit mien faida nahi hota is se apko ye madad milti hai k ap ahch a entery point aur exit point talash ker sakte ho
      • #18 Collapse

        Yr yaii aikk best trading tools hai jo ap ko trading mein help karta haii ap trend ko easily find kar sakty hai ap ko phlay dmeo pa khoob is ki practice karnii chye phr ap real mein risk laay saktayy hain
        • #19 Collapse

          app ko mubarak hoo app na itna profit kamaya lakin moving average dakhny sa profit nahi milta ya app ko kis na kaha hay jis na bhi kaha hay galat kaha ahy
          • #20 Collapse

            jee jaajnb yeh aik online bussnie hai is amin aap ko moving avraige dehkny say aap ko acha profit ho sakta hai or aap ko knowladge b ho sakta hai
            • #21 Collapse

              moving average is a best indicator for Forex traders .he help you and informed you every time about market .but you not 100% trust on moving tools some time he not update you.then you get loss .so be careful
              • #22 Collapse

                indicaotr sef is leey hute hin takay ap ko thuri se rehnumaey ahsil hu jaye other wise un ka koi bh profit na benifift nhi huta hi,.,.ye serf ferzi hain.,
                • #23 Collapse

                  ager koee trader forex per aik kamyab trader bnana chahta hai to usay chahiyeh k wo news ko rozan basis per study keray and moving average ko mad-e-nazar rukhay.
                  • #24 Collapse

                    Moving average is the indicators. This is the best indicators. You can use it and find out the market trend. You can place the good order in the market.
                    • #25 Collapse

                      Moving Average ka faida us waqat hota haai jab hum scalping kar rahay hotay hain agar news time men moving average par jahaint u hum ko woh loss day sakti haai reason yeh hota hai jo news ati hain woh hum ko nahe pat ahota kay news kiya ani hai na moving average ko pat hota is liya wohahan par hum ko coufused kar dayti haai
                      • #26 Collapse

                        main apnay doston say yeh poochna chahta hoon kyh kia moving average ko daikhnay say hammain profita ya fiada ho jata hay share with me
                         
                        • #27 Collapse

                          Bha jan ap na theak hi kaha tha k agar hum moving average daikhy gai tu humy pta chaly ga k is time markiet mai kya rate ja ra hai aur phir us lehaz sai hum achi traing kar sakty hain
                          • #28 Collapse

                            Moving everag dekhnay se aap ko market ke information hote ha ke aap ko keya karna chaye ye aap ko trading karny main help karty hain
                            • #29 Collapse

                              asalm oa liku jihan forex trading mein moving averege se kafi kaida hota hein is se hame market ke bare mein malum hota hein ke market ka rujhan kis traf hein par kab bhi market mein nahi news aaye tu kabhi bhi hame is par barosa nahi karan chae
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Han bhaei eisa he k jo bhi cheezin hum forex trading market ki information de wo humin use karni chahye hum jeise jeise es business min market ko deikhte hin to humin pata chalta he k market to har waqat kisi na kisi simat min harkat karti he moving average wo indicators hin jo humin malomat deiti hin market ki harkat aur direction ki.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X